tumhe baar baar dekhti hun

by sandhaya on January 10, 2005, 10:42:24 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 44
ReplyPrint
Author  (Read 41669 times)
sandhaya
Guest
«Reply #90 on: February 07, 2005, 05:01:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
very nice, all of you.....

Pathatar  mujhe  kehta  hai  mera  chahne  wala
main mom hoon uss ne mujhe chu kar nahi dekha..    

thank u aryan

thank one also

vo tujhe pathar kyun na samajte ae dost
tuh khada hi raha kathor banke sada
tujh mein bhi ek dil hai mom ka
tune tuh ye kabhi bataya hi nahi
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #91 on: February 07, 2005, 05:06:39 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Sandhaya... nice reply...
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #92 on: February 07, 2005, 05:07:55 AM »
Reply with quote
thanks nidhi, waheed, aryaan and sandhaya. thanks all of u..
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #93 on: February 07, 2005, 05:14:18 AM »
Reply with quote
pathar hi banna padta hai,
usse ruswa hone se bachane ke liye..
tumhe kya maloom kya kya karna padta hai hume..
tumhe duniya se chupane ke liye..
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #94 on: February 07, 2005, 05:38:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Aryaan"
very nice, all of you.....

Pathatar  mujhe  kehta  hai  mera  chahne  wala
main mom hoon uss ne mujhe chu kar nahi dekha..    

thank you aryan

thank one also

vo tujhe pathar kyun na samajte ae dost
tuh khada hi raha kathor banke sada
tujh mein bhi ek dil hai mom ka
tune tuh ye kabhi bataya hi nahi

Dil ki baat laboon per laker ab tak hum dukh sehte hain
Hum ne suna tha is busti mai dilwale bhi rehte hain
Beet gaya sawan ka mahina, mousum ne nazre badli
Lekin in pyaari ankhon se ab tak aansoo` behte hain
Ek hamein aawarah kehna koi bara ilzaam nahi
Duniya walay dil waloon ko aur bohat kuch kehte hain
Jin ki khatir shehar bhi chora jin ke liye badnaam hue
Aaj wohi hum se beganay beganay se rehte hain
(((NM)))
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #95 on: February 07, 2005, 05:38:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
pathar hi banna padta hai,
usse ruswa hone se bachane ke liye..
tumhe kya maloom kya kya karna padta hai hume..
tumhe duniya se chupane ke liye..

nice sandeep
kyun karte ho phir mahobat tum
darte jab ho  ruswai se tum
zamne  se kyun chupate ho mahobat ko tum
ke chupaye nahi chupti hai mahobat kabhi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #96 on: February 07, 2005, 05:50:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Aryaan"
very nice, all of you.....

Pathatar  mujhe  kehta  hai  mera  chahne  wala
main mom hoon uss ne mujhe chu kar nahi dekha..    

thank you aryan

thank one also

vo tujhe pathar kyun na samajte ae dost
tuh khada hi raha kathor banke sada
tujh mein bhi ek dil hai mom ka
tune tuh ye kabhi bataya hi nahi

Dil ki baat laboon per laker ab tak hum dukh sehte hain
Hum ne suna tha is busti mai dilwale bhi rehte hain
Beet gaya sawan ka mahina, mousum ne nazre badli
Lekin in pyaari ankhon se ab tak aansoo` behte hain
Ek hamein aawarah kehna koi bara ilzaam nahi
Duniya walay dil waloon ko aur bohat kuch kehte hain
Jin ki khatir shehar bhi chora jin ke liye badnaam hue
Aaj wohi hum se beganay beganay se rehte hain
(((NM)))

wow sandeep bahut hi achi poetry hai

tere ikarar ko main apne ikrar se bar dungi
teri ankhon ke aansu ko apni muskaan se bar dungi
in zakhom ko tere zehan mein main pyar se bar dungi
tune meri khatir shahar choda hai, badnam bhi hua hai
mein abh tujhpe apni har ek khusi kurban kar dungi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #97 on: February 07, 2005, 09:19:06 AM »
Reply with quote
nice  sandeep  bosssssssssssssss....  sandhaya..........  :lol:

Band dareechay, sooni galyaan an-dekhey anjaney log
kis nagri mein aa nikley hein sajid ham deewaney log

aik hum hii nawaqif thehrey roop nagar ki galyon say
bhes badal kar milney waley sab janey pehchaney log

din ko raat kahein so barhaq,subha ko sham kahein so khoob
aap ki baat ka kehna hi kya, aap huay farzaney log

shikwa kya aur kaisi shikayat,aakhir kuch bunyad to ho
tum par mera haq hi kya hai, ham thehrey beganey log

shehr kahan khali rehta hai, ye darya har dam behta hai
aur bohat say mil jayein gay, ham aisey deewaney log

suna hai usske ehd-e-wafa mein hawa bhi muft nahin milti
un galyon mein har har saans pe bhartey hain jurmaney log.................... (nm)
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #98 on: February 07, 2005, 09:36:27 AM »
Reply with quote
bahut acche waheed jee bahut acche
and sandhaya tumhe thanks..
tere ikarar ko main apne ikrar se bar dungi
teri ankhon ke aansu ko apni muskaan se bar dungi
in zakhom ko tere zehan mein main pyar se bar dungi
tune meri khatir shahar choda hai, badnam bhi hua hai
mein abh tujhpe apni har ek khusi kurban kar dungi

Meri Ruswaiyan Har Ek Ilzaam Khoobsurat Ker Do
Mujhe Apna Naam De Do Mera Naam Khoobsurat Ker Do
Meri Tareek Shamon Mai AaKer Sitaray Bhar Do
Mere Sang Yun Chalo Meri Har Shaam Khubsurat Ker Do
Aakhri Sanson Main Bhar Do Khushboo Deedar Ki
Raho Mere Pass Hardam Mera Anjaam Khubsurat Ker Do
Mere Bechain Sapno Mai Sukoon Banker Aao
Ye Neend, Ye Khawab, Mera Aaraam Khubsurat Ker Do
(((NM)))
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #99 on: February 07, 2005, 10:15:16 AM »
Reply with quote
WAH..bohat khoob Sandeep, Sandhaya & Waheed...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #100 on: February 07, 2005, 10:17:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
bahut acche waheed jee bahut acche
and sandhaya tumhe thanks..
tere ikarar ko main apne ikrar se bar dungi
teri ankhon ke aansu ko apni muskaan se bar dungi
in zakhom ko tere zehan mein main pyar se bar dungi
tune meri khatir shahar choda hai, badnam bhi hua hai
mein abh tujhpe apni har ek khusi kurban kar dungi

Meri Ruswaiyan Har Ek Ilzaam Khoobsurat Ker Do
Mujhe Apna Naam De Do Mera Naam Khoobsurat Ker Do
Meri Tareek Shamon Mai AaKer Sitaray Bhar Do
Mere Sang Yun Chalo Meri Har Shaam Khubsurat Ker Do
Aakhri Sanson Main Bhar Do Khushboo Deedar Ki
Raho Mere Pass Hardam Mera Anjaam Khubsurat Ker Do
Mere Bechain Sapno Mai Sukoon Banker Aao
Ye Neend, Ye Khawab, Mera Aaraam Khubsurat Ker Do
(((NM)))

phir se bahut achi poetry hai

thank u waheed ji

tum tuh itne khobsurat ho pehle hi
ki tum mein kho ke hum payenge khudko
tujse jo dur rahenge tuh satayenge khud ko
teri har raah mein tere saath chalunge hum
teri har saans mein main milalungi khudko
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #101 on: February 08, 2005, 11:26:03 AM »

thank you waheed ji

tum tuh itne khobsurat ho pehle hi
ki tum mein kho ke hum payenge khudko
tujse jo dur rahenge tuh satayenge khud ko
teri har raah mein tere saath chalunge hum
teri har saans mein main milalungi khudko

thanks waheed jee, aryaan and sandhaya.. thanks

Mujhe bas itna kehna hai, Kabhi main yaad aaoun toh..
Kabhi tanhai ki raatein, Tumhe zayada satain toh..
Kabhi titli na bole toh, Aur jugnoo lout jaye toh...
Kabhi jab dil bhi bhar jaye, Koi jab sunn na paye toh...
Agar sab dost sathi bhi, Jo tum se rooth jaye toh...
Kabhi jab khud se lad lad kar, Thakaan se choor ho jao toh...
Kabhi chahtay huay bhi khud akele, Ro na paao toh....
Apni aankhon ko band karna, Mujhe aawaz de dena...
Aur phir mere tassawoor se, Jo chaho baatein keh dena...
Mere kaandhay pe sir rakh kar, Tum jitna chaho ro lena....
Phir khud main jab loat jao toh, Usi duniya chalae jana....
Magar bas itna kehna hai...Ke jab bhi dukh ya khushiyon mai...
Mujhe dil se pukaro gay....
Mujhe tum saath pao gay....
(((NM)))
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #102 on: February 09, 2005, 04:36:53 AM »

thanks waheed ji, aryan, sandeep

aur sandeep ye tum sach keh rahe ho na :wink:
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #103 on: February 09, 2005, 08:15:22 AM »
Reply with quote
Koi shak hai kya.. meri baat par
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #104 on: February 09, 2005, 10:16:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Koi shak hai kya.. meri baat par

nahi phir bhi yakin pakka kar rahi thi
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 44
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:38:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer