Tumhe chahe hum kis tarah

by Saba_Saba on December 26, 2005, 07:55:31 PM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 18
ReplyPrint
Author  (Read 20865 times)
vikas2210
Guest
«Reply #135 on: February 13, 2006, 08:06:50 AM »
Reply with quote
Thanks Gesu ji........

kuch aap bhi likhte to accha lagta
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #136 on: February 13, 2006, 08:13:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Quote


Superb ... Vikas .... you hv so much ability to write ... keep it up

Gum huye teri talash me
Bheeg kar bhi pyase rahe is barsaat me
Garaj rahe hai baadal par baraste nahi
kyu tadpa rahe ho beege mausam me


Saba thanks and ur was very nice and good.

Bheegna mujhe barsat mai accha lagta hai
apne aansuo ko chupana barsat mai accha lagta hai
payar ishq mohabbat sab dhokha hai
aasman se aansuo mai bheegna accha lagta hai


Vikas.... kuchh dard utar aaya

Barasti hai aag paani me
Kya gazab hai jawani me
Haste haste aankh me aansu chale aaye
yeh kaisa mod aaya is kahani me


Saba...... Dard payar karne wale ki kismat hai

Teri jafa ke badel tujhe wafa dun
tere inkaar ke badle tujhe ikrar dun
diya jo tune mujhe askhon ka tohfa
badle mai tujhe duniya ke takht-o-taj dun

gar likhe de khuda teri kismat mai gamo ko
to mai khuda ki khudai tujhe dun
na karna tum meri baato ka zinkar kisise
ruswaion ke badle mai tujhe tan umar ka payar dun.......
Logged
Pinki
Guest
«Reply #137 on: February 13, 2006, 08:55:59 AM »
Reply with quote
[colour=Blue]yaadon me rahenge ye ehsaas rakhna,
nazron se dur sahi dil ke paas rakhna,
ye nahi kehte ke saath raho,
dur sahi par hume yaad rakhna.........[/colour]
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #138 on: February 13, 2006, 04:20:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Saba...... Dard payar karne wale ki kismat hai

Teri jafa ke badel tujhe wafa dun
tere inkaar ke badle tujhe ikrar dun
diya jo tune mujhe askhon ka tohfa
badle mai tujhe duniya ke takht-o-taj dun

gar likhe de khuda teri kismat mai gamo ko
to mai khuda ki khudai tujhe dun
na karna tum meri baato ka zinkar kisise
ruswaion ke badle mai tujhe tan umar ka payar dun.......


Mujhe nahi pata .... lekin..................


Kyu mera zakhm bhar nahi jata
Kyu woh dil se utar nahi jata....

Uska wada hai aaj aane ka
Waqt tu kyu guzar nahi jata...

Har kadam par shikast ke manzar
Phir bhi shauq-e-safar nahi jata...

Meri aankhein tawaf karti hai
Jab talak tu guzar nahi jata.....

Woh qayamat ki raat woh baarish
Aaj tak dil se darr nahi jata.....

Yeh nasha hi Vikas aisa hai
Muddato tak asar nahi jata......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #139 on: February 14, 2006, 05:45:20 AM »
Reply with quote
wowwwwwww gr8 vikas ji and saba ji
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #140 on: February 14, 2006, 05:48:37 AM »
Reply with quote
Woh nigaaahein kahaan se laaon,
Jinse tumhe mein dhoond paaon,
Har saans ke saath ek aah nikalti hai meri
Yeh dil ka dard kis tarah chupaaon,
Tum hi dekho bebasi meri
Bhari hain aankhein per inko na chhalka mein paaon....

gesu's dard!!!!!!!!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #141 on: February 14, 2006, 05:57:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Saba...... Dard payar karne wale ki kismat hai

Teri jafa ke badel tujhe wafa dun
tere inkaar ke badle tujhe ikrar dun
diya jo tune mujhe askhon ka tohfa
badle mai tujhe duniya ke takht-o-taj dun

gar likhe de khuda teri kismat mai gamo ko
to mai khuda ki khudai tujhe dun
na karna tum meri baato ka zinkar kisise
ruswaion ke badle mai tujhe tan umar ka payar dun.......


Mujhe nahi pata .... lekin..................


Kyu mera zakhm bhar nahi jata
Kyu woh dil se utar nahi jata....

Uska wada hai aaj aane ka
Waqt tu kyu guzar nahi jata...

Har kadam par shikast ke manzar
Phir bhi shauq-e-safar nahi jata...

Meri aankhein tawaf karti hai
Jab talak tu guzar nahi jata.....

Woh qayamat ki raat woh baarish
Aaj tak dil se darr nahi jata.....

Yeh nasha hi Vikas aisa hai
Muddato tak asar nahi jata......


Saba itna accha aur saccha bhaut dino baad phadha laga jaise apne dil ko phir padh liya. Sacchi too good to say any thing.

Lagake dil hum zakham apne chupane lage
unse jinko dil mai hum basane lage

kahin dekh na len wo mere riste zakham
hum muskurahato ke marham lagane lage

hansi se dard chupane ki laakh koshish ki
magar bahte ashk chupa na sake

jab dekha unka dil to hum sharmsaar hue
apne gum bhula unko hansane lage.
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #142 on: February 14, 2006, 06:04:55 AM »
Reply with quote
wowwwwwwwwwww gr8888888888 vikas ji kitna dard hai bahut khoob
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #143 on: February 14, 2006, 06:24:58 AM »
Reply with quote
gesu ji hamesha ki tarha bahut hi khuub......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #144 on: February 14, 2006, 06:30:34 AM »
Reply with quote
thanks vikas ji
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #145 on: February 14, 2006, 08:48:03 AM »
Reply with quote
Saba, Gesu, Vikas

Superb !

Keep writing good stuff !

Rajbir
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #146 on: February 15, 2006, 06:09:17 AM »
Reply with quote
thanks rajbir ji so much thanks for ur appreciation.. aap bhi kuch likhtey kyon nahi beshak kabhi kabhi hi sahi....
Logged
FAREE
Guest
«Reply #147 on: February 15, 2006, 08:05:02 AM »
Reply with quote
MeRi ZinDaGi MaiN HaRDaM GhaM Ka Hi PehRa KYuN Hai

WaQt MeRi ZinDaGi Ka ItNa Bhi ThehRa KYuN Hai

KaiSe MaiN RaQeeB SamJhooN KaHooN KiS Ko DoSt ApNa

AiS JaHaNn MaiN AaDMi Ke ChehRRe Pe ChehRa KYuN Hai

KYuN Nahi BaHaaR Aati WeeRaaN Se AiS ChaMaN MaiN

KiSmat MaiN MeRe MauLa WeeRaaN Yeh SehRa KYuN Hai

MeRe DiL MaiN Aaj Di Hai KhuShiYoN Ne Jo Yeh DasTaQ

AYe ZaMaaNe WaaLe UtRa TeRa Yeh ChehRa KYuN Hai

MuJhe " FaReE " DiYa Hai ApNo Ne Hi To DhoKha

MeRe DiL Ka DaaGh WaiSe ItNa Bhi GehRa KYun hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #148 on: February 15, 2006, 06:12:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Saba...... Dard payar karne wale ki kismat hai

Teri jafa ke badel tujhe wafa dun
tere inkaar ke badle tujhe ikrar dun
diya jo tune mujhe askhon ka tohfa
badle mai tujhe duniya ke takht-o-taj dun

gar likhe de khuda teri kismat mai gamo ko
to mai khuda ki khudai tujhe dun
na karna tum meri baato ka zinkar kisise
ruswaion ke badle mai tujhe tan umar ka payar dun.......


Mujhe nahi pata .... lekin..................


Kyu mera zakhm bhar nahi jata
Kyu woh dil se utar nahi jata....

Uska wada hai aaj aane ka
Waqt tu kyu guzar nahi jata...

Har kadam par shikast ke manzar
Phir bhi shauq-e-safar nahi jata...

Meri aankhein tawaf karti hai
Jab talak tu guzar nahi jata.....

Woh qayamat ki raat woh baarish
Aaj tak dil se darr nahi jata.....

Yeh nasha hi Vikas aisa hai
Muddato tak asar nahi jata......


Saba itna accha aur saccha bhaut dino baad phadha laga jaise apne dil ko phir padh liya. Sacchi too good to say any thing.

Lagake dil hum zakham apne chupane lage
unse jinko dil mai hum basane lage

kahin dekh na len wo mere riste zakham
hum muskurahato ke marham lagane lage

hansi se dard chupane ki laakh koshish ki
magar bahte ashk chupa na sake

jab dekha unka dil to hum sharmsaar hue
apne gum bhula unko hansane lage.


Thanxxx .... Vikas
aap ne to saare zakhm piro diye is me

Bohat KhuuB
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #149 on: February 15, 2006, 06:25:33 PM »
Reply with quote
Thanxxxx Gesu


Thank you Rajbir
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 18
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 11:36:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer