Tumhe chahe hum kis tarah

by Saba_Saba on December 26, 2005, 07:55:31 PM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18
ReplyPrint
Author  (Read 20942 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #195 on: March 17, 2006, 05:16:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Hijrat ka koi daag bhi man me nahi rakha
hum ne to kisi Ram ko ban me nahi rakha

Woh phool jo khushbu ki tijarat me magan they
Hum ne unhe fir apne chaman me nahi rakha

Bistar pe tarapte rahe hum maahi e be aab
Fir vasal ka kaanta bhi badan me nahi rakha

Jis lafz se parti ho sama-at me kharash
Us lafz ko fir hum ne sukhan me nahi rakha

wonderfull  saba...... Anjani  .........   bahot accha aap dono  ne likha

Yeh Samajh  lunga  ki  aina  tha mian  aur toot  gaya
woh hate  dega agar  apne  mukabil se  mujhe ...........
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #196 on: March 17, 2006, 06:22:18 PM »
Reply with quote
Kya baat hai waheed

Samajh ke khud ko badnuma na aaine ke saamne aaye
yehi thi dil me baat ke us ka saamna na kar paaye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #197 on: March 17, 2006, 06:31:17 PM »
Reply with quote
lolzzzzzzzz........   Saba......   tum  bhi kam  nahi ho......  koi baat nahi.....  arj  hai.........  

Kaise karta woh saamna jab tujhe gairon ke dil mein paaya
who  khud  hi toot kar  bikhar gaya kabhi simat na paaya........
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #198 on: March 17, 2006, 06:41:07 PM »
Reply with quote
ohho ..... bohat hi KhuuB

Woh apna pan tha jo gairo.n ne dil me basaya
Tha kya kasoor mera jo woh saamna na kar paya
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #199 on: March 17, 2006, 06:51:34 PM »
Reply with quote
lollzzzzzzzzz  wonderfull  again..........   thanxxxx

na  mujhe  khauf  hai  na  darr  laga hai  mujhe
khud apne baag ke  phoolon se dar laga hai mujhe
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #200 on: March 17, 2006, 07:22:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
lollzzzzzzzzz wonderfull again.......... thanxxxx

na mujhe khauf hai na darr laga hai mujhe
khud apne baag ke phoolon se dar laga hai mujhe

lolzzzzzz

Darte ho un phoolo se jo hai masoom bohat
Tumhe pyare nahi hai lekin yeh baat hai alag
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #201 on: March 18, 2006, 06:05:09 AM »
Reply with quote
Gr8 apha...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #202 on: March 23, 2006, 05:56:44 PM »
Reply with quote
Thanxxx SD Bhaiii..... God Bless U.... Usual Smile

Bohat dino.n baad kuchh likh rahi hu ... hope pasand aayga ...

Wada karke aap to jaate hai bhool
Hum bichhaye rehte hai raaho.n me phool
Ab na kaliya hai muqaddar me na phool
Charo.n taraf bikhre hai bas khaar-e-babool
Woh hass.n raatein kaha baatein kaha
Ab to baaqi hai faqat yaado.n ki dhool
Dil bhi do, daulat bhi dedo, jaan bhi
Kya anokhe hai mohabbat ke usool
Un se khawabo.n me mulaqatein hai roz
De Ilaahi hijar ki raato.n ko tool
Zindagi hai char din ki dosto.n
Mat ganwao waqt baato.n me fizool
Be khas-o-be khanuma hai aye Khuda
Rehmato ka hum pe ho har dam nazool
Un ko bhi meri pasand aayi gazal
Aaj ~Saba~ ho gayi mehnat wasool
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #203 on: March 23, 2006, 07:15:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "waheed_rose2004"
lollzzzzzzzzz wonderfull again.......... thanxxxx

na mujhe khauf hai na darr laga hai mujhe
khud apne baag ke phoolon se dar laga hai mujhe

lolzzzzzz

Darte ho un phoolo se jo hai masoom bohat
Tumhe pyare nahi hai lekin yeh baat hai alag

wonderfull   Saba...........bahot  khoob....

aap ayein shabe ghum itna bhi ehsaN kyun ho
zindagi sakht kati maut hi asaan kyun ho ..........nm
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #204 on: March 26, 2006, 09:46:29 AM »

Hmmmmm Nice Dear

Zindagi kati pyar mila hisso me
ab maut bhi milti hai hume kisto me
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #205 on: March 26, 2006, 10:12:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "waheed_rose2004"
lollzzzzzzzzz wonderfull again.......... thanxxxx

na mujhe khauf hai na darr laga hai mujhe
khud apne baag ke phoolon se dar laga hai mujhe

lolzzzzzz

Darte ho un phoolo se jo hai masoom bohat
Tumhe pyare nahi hai lekin yeh baat hai alag

wonderfull   Saba...........bahot  khoob....

aap ayein shabe ghum itna bhi ehsaN kyun ho
zindagi sakht kati maut hi asaan kyun ho ..........nm

Hmmmmm Nice Dear

Zindagi kati pyar mila hisso me
ab maut bhi milti hai hume kisto me

bahot  khoob.....  Saba..........

Zindagi ki  talash  mein  khud ko  mita  daala
khusi  to mili  nahi maut  ke  liye   bhi tarsa bahot
jab bhi aaye  thodi  khusi  to  usko samet na paaya
meri  zindagi mein  ghum  ke baadal barsa  bahot......
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #206 on: March 26, 2006, 10:15:42 AM »
Reply with quote
bahut khoob waheed ji
Logged
sunny_bewafa
Guest
«Reply #207 on: March 26, 2006, 06:45:42 PM »
Reply with quote
aap to mujh se bh aacha likhti hai kiya baat hai hamesha khush raho bye sunny_bewafa
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #208 on: March 26, 2006, 07:48:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "waheed_rose2004"
lollzzzzzzzzz wonderfull again.......... thanxxxx

na mujhe khauf hai na darr laga hai mujhe
khud apne baag ke phoolon se dar laga hai mujhe

lolzzzzzz

Darte ho un phoolo se jo hai masoom bohat
Tumhe pyare nahi hai lekin yeh baat hai alag

wonderfull   Saba...........bahot  khoob....

aap ayein shabe ghum itna bhi ehsaN kyun ho
zindagi sakht kati maut hi asaan kyun ho ..........nm

Hmmmmm Nice Dear

Zindagi kati pyar mila hisso me
ab maut bhi milti hai hume kisto me

bahot  khoob.....  Saba..........

Zindagi ki  talash  mein  khud ko  mita  daala
khusi  to mili  nahi maut  ke  liye   bhi tarsa bahot
jab bhi aaye  thodi  khusi  to  usko samet na paaya
meri  zindagi mein  ghum  ke baadal barsa  bahot......

Nice Waheed

Samjha jise khushi woh gum hi nikla
Meri kismat me aansu bhi bohat kam nikla
Logged
izhaarkeintzaarmein
Guest
«Reply #209 on: March 26, 2006, 08:00:31 PM »
Reply with quote
saba ji aapke two liners behtareen hain
great going formula one ka khitaab aapka hi hai lol
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:21:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer