Tumhe chahe hum kis tarah

by Saba_Saba on December 26, 2005, 07:55:31 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 18
ReplyPrint
Author  (Read 20888 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #75 on: January 24, 2006, 08:59:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob tushar ji and saba ji
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #76 on: January 24, 2006, 09:39:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Hey Vikas you write superb

Pyar me jo jalte hai
woh aag bujha nahi paate
Is sheher ke baadal bhi teri tarah hai
Yeh aaga lagate bujhane nahi aate


Saba tumne mujhe lajawab kar diya. Great.

Phir bhi kishish kar ta hun........


Payar ki aag mai jalne ko man karta hai
aaj tujhse milne ko man karta hai
badal jo aa gaya to un bhi jal jaunga
ke barish mai tujhse milne ko man karta hai


Wah kya baat hai

Sholo.n ko hawa de raha hai mausam
Boonde hai ke baras rahi hai agan
Aise me na jaao mujhe chhor ke
Dil me gunj rahi hai ek anjani sargam


very nice SABA and wwwoooooowwwwww

Honto se jo tume mera naam liya
mai bhi mashuur logo mai shumar hua
jeene ki aas phir jag uthi
dil mai kuch arman umar uthe
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #77 on: January 26, 2006, 08:29:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Hey Vikas you write superb

Pyar me jo jalte hai
woh aag bujha nahi paate
Is sheher ke baadal bhi teri tarah hai
Yeh aaga lagate bujhane nahi aate


Saba tumne mujhe lajawab kar diya. Great.

Phir bhi kishish kar ta hun........


Payar ki aag mai jalne ko man karta hai
aaj tujhse milne ko man karta hai
badal jo aa gaya to un bhi jal jaunga
ke barish mai tujhse milne ko man karta hai


Wah kya baat hai

Sholo.n ko hawa de raha hai mausam
Boonde hai ke baras rahi hai agan
Aise me na jaao mujhe chhor ke
Dil me gunj rahi hai ek anjani sargam


very nice SABA and wwwoooooowwwwww

Honto se jo tume mera naam liya
mai bhi mashuur logo mai shumar hua
jeene ki aas phir jag uthi
dil mai kuch arman umar uthe


Wowwwwwwwww

Aise to mujhe ilzaam na do
meri khata ko pyar ka naam na do
Lab par aagaya jo be saakhta naam tumhara
tum is baat ko koi anjaam na do tongue3
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #78 on: January 26, 2006, 08:36:34 AM »
Reply with quote
Thanx Pooja... Gesu ji..... Waheed.... :oops: tongue3

Quote from: "tushar_4u_im"
tumhe chahe hum kis tarah ........

tumhe mange hum rub se kaise .....

tum huna na juda humse kabhi.........

jaise aalfaz juda ho jate hai labo se......


Bohat KhuuB

Lab se alfaaz juda ho jaaye
Dil se koi juda nahi hota
Waqt bewafa ho jaaye
Dil kabhi bewafa nahi hota
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #79 on: January 28, 2006, 07:49:01 AM »
Reply with quote
Saba    verry cute reply

Jeete the issi bharose ke tum mere ho
ek hi pla mai bhram mera tod diya
nahi kahna the apna to zalim
kyo muje apna naa diya.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #80 on: January 28, 2006, 08:31:20 PM »
Reply with quote
Tod daala mera dil mujhko sehra ki khak kar dala
Tumhare do lafzo ne mujhe jalakar raakh kar dala
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #81 on: January 29, 2006, 10:53:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Tod daala mera dil mujhko sehra ki khak kar dala
Tumhare do lafzo ne mujhe jalakar raakh kar dala


SABA

Kaun ha wo zalim jisko tumhari qdar nahi
Kaun hai jo in aakhono mai nami chod gaya
Na ho uske liye udaas jo jo tumhe un chod gaya
abhi bhi hai ummed ki koi kiran baaki
meri dil mai ek dharkan hai baaki
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #82 on: January 29, 2006, 12:26:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Tod daala mera dil mujhko sehra ki khak kar dala
Tumhare do lafzo ne mujhe jalakar raakh kar dala


SABA

Kaun ha wo zalim jisko tumhari qdar nahi
Kaun hai jo in aakhono mai nami chod gaya
Na ho uske liye udaas jo jo tumhe un chod gaya
abhi bhi hai ummed ki koi kiran baaki
meri dil mai ek dharkan hai baaki


sorry .... dil ka gubaar nikal aaya

Woh kiran jo chamki teri aankho.n me
Mere dil me ujala kar gayi hai shayad
Tere dil ke woh dheemi se dharkan
Meri dharkan badha gayi hai shayad
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #83 on: January 30, 2006, 09:28:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Tod daala mera dil mujhko sehra ki khak kar dala
Tumhare do lafzo ne mujhe jalakar raakh kar dala


SABA

Kaun ha wo zalim jisko tumhari qdar nahi
Kaun hai jo in aakhono mai nami chod gaya
Na ho uske liye udaas jo jo tumhe un chod gaya
abhi bhi hai ummed ki koi kiran baaki
meri dil mai ek dharkan hai baaki


sorry .... dil ka gubaar nikal aaya

Woh kiran jo chamki teri aankho.n me
Mere dil me ujala kar gayi hai shayad
Tere dil ke woh dheemi se dharkan
Meri dharkan badha gayi hai shayad


HEY Saba no Sorry please  this one is also gr8 as usual

Mein ne kaha wo ajnabi hai.
Dil ne kaha ye dil ke lagi hai.
Mein ne kaha wo sapna hai.
Dil ne kaha phir bhe to apna hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #84 on: January 30, 2006, 07:29:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Saba_Saba"
Tod daala mera dil mujhko sehra ki khak kar dala
Tumhare do lafzo ne mujhe jalakar raakh kar dala


SABA

Kaun ha wo zalim jisko tumhari qdar nahi
Kaun hai jo in aakhono mai nami chod gaya
Na ho uske liye udaas jo jo tumhe un chod gaya
abhi bhi hai ummed ki koi kiran baaki
meri dil mai ek dharkan hai baaki


sorry .... dil ka gubaar nikal aaya

Woh kiran jo chamki teri aankho.n me
Mere dil me ujala kar gayi hai shayad
Tere dil ke woh dheemi se dharkan
Meri dharkan badha gayi hai shayad


HEY Saba no Sorry please  this one is also gr8 as usual

Mein ne kaha wo ajnabi hai.
Dil ne kaha ye dil ke lagi hai.
Mein ne kaha wo sapna hai.
Dil ne kaha phir bhe to apna hai


Superb as always

Woh sapna jise hum ne apna mana
Humein us ne hi nahi pehchana
Woh to fareb tha nazro ka SABA
Udaas mausamo me yeh hum ne jana
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #85 on: January 30, 2006, 10:16:57 PM »
Reply with quote
saba vikas mind-blowing!!!!!!!!!!
sapna dekha,
sapne mein kisi apne ko dekha
dilse socha
dil mein kisi apna ke barhe mein socha
mohabbat kia
mohabbat kisi apne se ki!!!!!!!!!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #86 on: January 31, 2006, 07:16:17 AM »
Reply with quote
Quote


Superb as always

Woh sapna jise hum ne apna mana
Humein us ne hi nahi pehchana
Woh to fareb tha nazro ka SABA
Udaas mausamo me yeh hum ne jana


Saba good like ur name

Na kaho sapna mai ek haqikat hun
Mano to apna hun warna sada tumhara hun
har mausam mai khilne wala kamal hun
hijar ki raato mai aane wala khwab hun
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #87 on: January 31, 2006, 08:16:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
saba vikas mind-blowing!!!!!!!!!!
sapna dekha,
sapne mein kisi apne ko dekha
dilse socha
dil mein kisi apna ke barhe mein socha
mohabbat kia
mohabbat kisi apne se ki!!!!!!!!!


thanks and nice anjani_si

Sapne mai aaye wo kuch kaha kuch suna
phir aane ke wada kiya
na reh jaye unka wada adhura
sonch kar sote rahe sada.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #88 on: January 31, 2006, 06:27:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "anjani_si"
saba vikas mind-blowing!!!!!!!!!!
sapna dekha,
sapne mein kisi apne ko dekha
dilse socha
dil mein kisi apna ke barhe mein socha
mohabbat kia
mohabbat kisi apne se ki!!!!!!!!!


thanks and nice anjani_si

Sapne mai aaye wo kuch kaha kuch suna
phir aane ke wada kiya
na reh jaye unka wada adhura
sonch kar sote rahe sada.


Thanks and Nice Anjani si

Vikas superb as always .... Usual Smile

Kitna pyara tha woh sapna
Jis me tu tha apna
Aankhein na kholi is dar se
toot na jaaye kahi woh sapna
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #89 on: January 31, 2006, 06:36:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote


Superb as always

Woh sapna jise hum ne apna mana
Humein us ne hi nahi pehchana
Woh to fareb tha nazro ka SABA
Udaas mausamo me yeh hum ne jana


Saba good like ur name

Na kaho sapna mai ek haqikat hun
Mano to apna hun warna sada tumhara hun
har mausam mai khilne wala kamal hun
hijar ki raato mai aane wala khwab hun


Vikas...... aap se kya kahe hum

Pat jhad me bhi phool khilte hai
Tumhe dekha to hum ne jaana
kabhi sapna bhi sach hota hai
Tumhe paya to yeh maana
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 18
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 06:01:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer