~Tumse Muhabbat Toh Nahin (Shikha)~

by Shikha12 on November 17, 2008, 12:18:04 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 7351 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: November 23, 2008, 04:10:54 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob,.
Sajid Bhai,.
And Thank You,.
Pooja Sis,.
Shika Ji,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumse koi shikayat nahin hai... by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
mujhe tumse muhabbat hai.. by innocent.devil20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
AISA NAHIN KE TUM SE MUHABBAT NAHIN MUJHE (Waquif Ansari) by waquif ansari in Ghazals
Muhabbat Pe Bas Nahin Hai!!!!!! by ehsaas chahat ka in Shayri for Dard -e- Judai
Tumse bichhadkar - shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
honeyrose
Guest
«Reply #31 on: December 01, 2008, 01:11:08 PM »
Reply with quote
Please Bear With My Bad Habit Of Writing Long Poems..






 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah very beautifull creation done by you Mahiya
kamaal ka kavita likha hai aapne .... Thumbs UP
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #32 on: December 02, 2008, 11:07:35 AM »
Reply with quote
sahee baat hai! hahaha! keep it goin... and mear visit aur valuable? hum hto aap sub k agaay bahot chohtay hain! lol! (literally)

Literally, you are a very fine Poetess.. Usual Smile

Logged
Shikha12
Guest
«Reply #33 on: December 02, 2008, 11:09:13 AM »
Reply with quote
'MAHIYA' WELLDONE AND NICE WORK

ZINDAGI MEIN AISE LAMHE BHI AATEIN HAI
KI HUME HO TOH JATI HAI LEKIN MIL NAHI PAATI HAI
KHUSHIYAN TOH KAREEB LAGNE LAGTI HAI
MAGAR NASEEB DHOKA DE JATA HAI
OR ZINDAGI KO MAYOOS KAR JATA HAI
AGAR HOTI BHI NAHI TOH DIL SOCHTA
KI KYU NAHI HUI HUMKO MOHABBAT ,KYA HUM
SAMJH NAHI PAAYE AAPKI NAJAKAT
................................

AREY DIL MEIN YE HULCHUL HOTI HI HAI
KISI KO HOTA TOH KISI KI RAHE JATI HAI
JISKO HOTA WOH TOH USKO MILTA NAHI
JISKI RAHE JATI WOH INTEZAAR MEIN HI DOOB JATA HAI
KISI KO KISI SE SHIKWA TOH KISI KO KISI SE GILA
KISI KO KUCH NAHI MILA JISKO MILA USKE NASEEB NE USKE SATH KHELA
................................................. .....
**************************************MUSKAN*********************

Bahut khoob Muskan Ji.. Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #34 on: December 02, 2008, 11:10:05 AM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah very beautifull creation done by you Mahiya
kamaal ka kavita likha hai aapne .... Thumbs UP


Bahut Bahut Shukriya... Honey Ji..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #35 on: December 11, 2008, 02:19:11 PM »
Reply with quote
Aaye Haye.. Kya Baat Hai..!! Mashaallah Humesha Ki tarah Khubsoorat Alfaaz Likhe hain SHIKHA Dear..!!

Lagta hai Mohtarma Ka KHUMAAR-E-ISHQ Zoron Par hai.. Hahahahaha.!!

**~** Mann **~**
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 14, 2008, 03:58:31 PM »
Reply with quote
Diye Hain Jo Zakham Mohabbat Ne Tumhe,.
Un Se Main Bhi Wakheef Hoon Pehle Se,.

Tum Dard Ko Ab Jaan Ne Lage Ho "Shally",.
Mera To Dard Se Taalukh Hai Pehle Se,.

Aa Tehra Hoon Main Dard Ke Us Mukhaam Pe,.
Jahaan Hazaaron Log Shamil The Pehle Se,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #37 on: December 18, 2008, 06:31:29 AM »
Reply with quote
Diye Hain Jo Zakham Mohabbat Ne Tumhe,.
Un Se Main Bhi Wakheef Hoon Pehle Se,.

Tum Dard Ko Ab Jaan Ne Lage Ho "Shally",.
Mera To Dard Se Taalukh Hai Pehle Se,.

Aa Tehra Hoon Main Dard Ke Us Mukhaam Pe,.
Jahaan Hazaaron Log Shamil The Pehle Se,.

_______________________-Jaanasheen-


SHUKRIYA AZEEM & VERY NICE REPLY,

WELLDONE MAHIYA JI, LIKE ALWAYS THIS
THREAD IS ALSO SUPERB!!!!

KEEP GOING DEAR...

SHALLY

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR KHAWAABO
KI GALI HOTI HAI ROSHAN TUJHSE HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR DHADKANO
ME KHANAK HOTI HAI TERE EHSASO KI HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR PAAYAL
CHANAK JAATI HAI SUNKE TERI AAHAT HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR AANKHON
ME ANJAANI SI NAMMI HAI TERI HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR TUJHE SOCHTE
SOCHTE HO JAATI HAI MOHABBAT KHUD SE HI...

"TUMSE MOHABBAT NA DENE KA GILA TO NAHI,
KISMAT ME NAHI THA JO WO HAME MILA NAHI"

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #38 on: December 18, 2008, 07:11:54 AM »
Reply with quote

SHUKRIYA AZEEM & VERY NICE REPLY,

WELLDONE MAHIYA JI, LIKE ALWAYS THIS
THREAD IS ALSO SUPERB!!!!

KEEP GOING DEAR...

SHALLY

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR KHAWAABO
KI GALI HOTI HAI ROSHAN TUJHSE HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR DHADKANO
ME KHANAK HOTI HAI TERE EHSASO KI HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR PAAYAL
CHANAK JAATI HAI SUNKE TERI AAHAT HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR AANKHON
ME ANJAANI SI NAMMI HAI TERI HI...

TUMSE MOHABBAT TO NAHI HAAN MAGAR TUJHE SOCHTE
SOCHTE HO JAATI HAI MOHABBAT KHUD SE HI...

"TUMSE MOHABBAT NA DENE KA GILA TO NAHI,
KISMAT ME NAHI THA JO WO HAME MILA NAHI"



bahut khoob SHALLY


TUJSEY MOHABBAT NAHI HAI
FIR BHI DIL TERA HI DIWANA HAI

TUJSEY MOHABBAT NAHI HAI
FIR BHI TUJHEY DEKHNEY KI TAMMANNA HAI

TUJSEY MOHABBAT NAHI HAI
FIR BHI DIL KOH CHAIN TUMHI SEY HAI

TUJSEY MOHABBAT NAHI HAI
FIR BHI DIL KI DHADKAN TUMHI SEY HAI

TUJSEY MOHABBAT NAHI HAI
FIR BHI MOHABBAT KARNA CHAHATEY HAI

TUJSEY MOHABBAT NAHI HAI
FIR BHI TUMHEY APNANA CHAHATEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: December 18, 2008, 09:26:24 AM »
Reply with quote
Nice one Mahiya Ji
and also good ones by Shally,
Jaanasheen Bhai and Jas
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #40 on: December 18, 2008, 11:31:21 AM »
Reply with quote
Nice one Mahiya Ji
and also good ones by Shally,
Jaanasheen Bhai and Jas

thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #41 on: December 19, 2008, 03:48:27 AM »
Reply with quote
Please Bear With My Bad Habit Of Writing Long Poems..








Mahiya ji kya khoobsurat kavita likhi hein aapne,vaakai dil baag-baag ho gaya.aapki rachnao men aksar quality apne charam pur dekhi jaa sakti hein,aur isliye aapko kum pudh paane ka kabhi afsoos nahi zaahir kar sakte. Jaanta hu,kavita agar kalaatmak bhee chaahiye hume to sabr rakhna hi padega! Main kabhi bhee aapse adhik ya bahut adhik likhne ke liye nahi kahunga pur haan jub likho to aisa...ki ek ek pankti boley...aur kavita ki sugandh si tarh failey.Bahut khoob likha hein Mahiya ji.kaabil-e-taareef!
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #42 on: December 19, 2008, 04:18:52 AM »
Reply with quote
Sanjeev Ji.. Bahut bahut shukriya ek baar phir se... aapne Prateek ji ki itni pyaari nazam se ru-b-ru karwaaya.. Itni pyaari nazam dobara padh kar bahut achha laga.. Waise, unke (Prateek ji Ke) likhe ke saamne hamara likha toh.. aisa lag raha hai jaise PHd karne waale ke aage koi Nursery ka Baccha..  DOH

Thanks once again... Usual Smile

Mahiya ji-yeh accha tanj thaa...khud pur hansi aa gayi mujhko bhee!
-itni modesty bhee theek nahi,itna khoobsurat likne ke baad to itraana chahiye mehfil mein,aapka haq hein!
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #43 on: December 19, 2008, 04:21:03 AM »
Reply with quote
saajid ji,jaansheen ji, bekarar ji,anjaan dharkan ji-bahut khoob saath diya aap sub ne.
Shally ji-aapka likha bhee bahut badhiya laga.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: December 19, 2008, 01:29:42 PM »
Reply with quote
Shukriya Prateek Ji,.
Aur Shally Ji,.

Aap Bhi Likhte Rahiye,.
Hum Bhi Seekhte Jaayenge,.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:06:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer