~Tumse Muhabbat Toh Nahin (Shikha)~

by Shikha12 on November 17, 2008, 12:18:04 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Author  (Read 7346 times)
Shikha12
Guest
«Reply #90 on: January 02, 2009, 02:12:54 PM »
Reply with quote
Mahiya ji!
Kash mein saamney hota, to deykhtaa, kitnaa
Bahr gahraa hai tasawwur kaa, us kee aankhoun mein,
Jis key dil mein hai rawaan dard-o-ishq kaa dariyaa,
Jo naheen qaid raheygaa, 'abd', salaakhoun mein!


Shukraguzaar hoon!     
                              - abd bundeli


It really brought a smile, It really felt so good... Usual Smile
Shukriya Abd Ji... For your very kind gesture..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumse koi shikayat nahin hai... by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
mujhe tumse muhabbat hai.. by innocent.devil20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
AISA NAHIN KE TUM SE MUHABBAT NAHIN MUJHE (Waquif Ansari) by waquif ansari in Ghazals
Muhabbat Pe Bas Nahin Hai!!!!!! by ehsaas chahat ka in Shayri for Dard -e- Judai
Tumse bichhadkar - shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shikha12
Guest
«Reply #91 on: January 02, 2009, 02:14:46 PM »
Reply with quote
Mahiya Ji...   Really Very Beautiful Nazam  Applause Applause

Thanks so much Deepati Ji..   notworthy
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #92 on: January 02, 2009, 02:18:47 PM »
Reply with quote
Ek Nazm Share Karna Chuhnga aap sab se,

Teri khushi se agar Gham mein bhi Khushi na hui
Woh Zindagi to Mohabbat ki Zindagi Na hui

Saba yeh unse hamara payaam keh dena
Gaye ho jabse,yahan subeh-shaam hi na hui...

Khyaal-e-yaar Salamat Tujhe Khuda Rakhe
Tere Baighair kisi Ghar mein Roshni Na Hui...
    -Jigar muaradabadi-


Very Nice Sharing... Bahut hi pyaari nazm hai.. Usual Smile
Thanks a lot for bringing this lovely piece of work... Khwaish Ji..

wah wah, kya baat kahi hai abd ji aapne... Applause Applause

Kuch Suurile geet hum aaj gungunaane lage,
Woh Jo Yuh Muskuraane lage...

Unke Chehre par Khili Hui muskaan ko dekh kar,
Hum Bhi yuh Muskuraate reh gaye,
Ab Hosh Aane mein "KHWAISH"
Humein Shayad, Zamaane Lage...

Ab Haal Yeh hai ki Jashn-e-mehfilo mein bhi,
Tujh bin, Tanha Sa Reh Jaata Hoon,
Ab Dost Bhi Mujhe Tera Deewana Kehkar Sataane Lage...

Jahan Par Bhi Yeh Nazar Jaaye,
Waha Par Tu Hi Tu Nazar aaye,
Jab Kehta hoon yeh Baat apne Mehbboob se,
Woh Kehte Hai,"Ab Phir Tum Baate Banane Lage"

Ab Kya Kahoon, Mohabbat Mein,
Kya Haal-e-dil Hai Apna "Khwaish"
Humein To Ab Din Mein Bhi Taare Nazar aane Lage....


I am Speechless..ek ek lafz iss Kavita ka kuch keh raha tha..
Mahiya, This is one of the best poems i have read in khumar-e-ishq..par maafi is baat ke liye chahunga ki bahut der baad iss kavita par nazar gayi..

Bahut Bahut Bahut Khoob Mahiya.. Applause Applause Applause Applause  Applause


And You Left Me Speechless..
Bahut bahut achha likha hai aapne.. Khwaish Ji..  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #93 on: January 02, 2009, 02:20:11 PM »
Reply with quote
khwaish ji!
Un kee khushee mein, meyraa gam bhi muskuraa uthhaa!
Aankhoun mein chamak deykh, huyee dil mein roshnee!!
Woh khush raheyn, to, gam mujhey sataayegaa naheen;
Taahashra, kaash, yaar kee khushee rahey banee!
                              - abd bundeli



Waah... Kya baat hai... Abd Ji..
Ek baar phir.. Bahut Khoobsurat..  Applause  Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #94 on: January 02, 2009, 02:22:49 PM »
Reply with quote
Ye Hadein Na Tod Dena, Mere Dayre Mein Rehna,
Mujhe Apne Dil Mein Rakhna, Mere Haafze Mein Rehna,

Mera Bojh Khud Uthana, Mera Qarb Aap Sehna,
Mere ZakhM Baant Lena, Mere Rat-Jage Mein Rehna,

Mera Huqb Khood Sunna, Meri Mohr Khood Lagana,
Mere Mashware Mein Hona, Mere Faisle Mein Rehna,

Kabhi Manzilon Ki Soorat Meri Dastaras Se Bahar,
Kabhi Sang-E-Mel Ban Kar Mere Raste Mein Rehna,

Mere Haath Ki Lakeerein, Tera NaaM Banke ChaMke,
Meri Khwahishon Ki Khushbu, Mere Za'iche Mein Rehna...

Nm

Wow... Just Perfect..  Applause  Applause
Bahut hi khoobsurat nazam le kar aaye hai aap Azeem...
Thanks a lot for sharing this with us... Usual Smile
Logged
rubynaaz
Guest
«Reply #95 on: January 02, 2009, 05:36:28 PM »
Reply with quote
shabash
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #96 on: January 03, 2009, 04:26:46 AM »
Reply with quote
Waah... Kya baat hai... Abd Ji..
Ek baar phir.. Bahut Khoobsurat..  Applause  Applause
Thanks a lot, Mahiya ji!
              - abd bunceli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #97 on: January 03, 2009, 04:30:06 AM »
Reply with quote
It really brought a smile, It really felt so good... Usual Smile
Shukriya Abd Ji... For your very kind gesture..
Mahiya ji! It was a pleasure! You're welcome!
                          - abd bundeli
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #98 on: January 07, 2009, 01:10:35 PM »
Reply with quote
Shukriya Mahiya Didi,.
Logged
yusuf693
Guest
«Reply #99 on: October 06, 2011, 04:21:29 AM »
Reply with quote
EXCELLENT SHAYRI SHIKHA
KAASH MAI BHI IS TARAH LIKH PAATA YA KOI MUJHE ITNI MOHABBAT KARTA KE WO MERE LIYE ITNI ACHI GHAZAL LIKHTA AAPKI LONG GHAZAL DIL SE HOTI HUI PEHLE DIMMAG TAK PAHUNCHI AUR PHIR SEENE SE PAAR NIKAL GAYI.HO SAKE TO MERI MEHBOOBA KE LIYE KUCH LIKH DI JIYE WO MERI MOHABBAT PE AITBAAR NAHI KARTI HAI,MERE ANDAR ITNI SALAIYAT NAHI KE AAP JAISI GHAZAL LIKH SAKOO,,,,,

BEST REGARDS
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:36:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer