Uljhan

by Sonu on January 21, 2006, 04:06:57 AM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 23586 times)
Sonu
Guest
«Reply #255 on: April 06, 2006, 04:51:40 AM »
Reply with quote
sadmaa toh rahega beechadne ka
aadat bhi rahegi tujhsey sapno main milney ki
jo dil main hoga na aankhon main hoga kabhi
yaad taariq jo rahegi tere chaley jaaney ki
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
? by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
ULJHAN..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
zingi ki uljhan by dalbir_ss_sandhu in Shayari -e- Husn
ULJHAN by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
Uljhan..!! by Áɑѕӈίգ in Ghazals « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #256 on: May 25, 2006, 07:45:14 AM »
Reply with quote
jindgi ki uljhanu mey ab ehsey phasey hai key soljha na sakey
jevan ki bhaver door mey ehsey phasey key khud ko nikal na sakey
jinko khetey humdard apna vo humey dard-e-gum dey gaye
khud sey etna uljhey hum key khud ko bhul gaye
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #257 on: May 25, 2006, 10:11:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
keya bat hai bahut rang jama rakha ahi yea per to Ranjitey tey Chitra ji wonderful...


Kya din the woh zindgi ke jab tum hamare saath the
apne haathon mein leke chalte tumhara haath the
ai khuda mujhe mere woh din lauta de
mujhe meri zindgi lauta de


bahut bahut khoob SONU JI.........

Labon ki hansi tari, bas zindgi hai meri,
aankhon ki yeh haya, bandgi hai meri......
aazma lena meri mohabbat ko sanam,
chalti saanse bhi meri, sirf hain ab teri......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #258 on: May 29, 2006, 07:09:10 AM »
Reply with quote
Vicky Ji  Thanks.. apney bhi bahut acha likha hai:)

Quote from: "vicky AKELA"
Quote from: "Sonu"
keya bat hai bahut rang jama rakha ahi yea per to Ranjitey tey Chitra ji wonderful...


Kya din the woh zindgi ke jab tum hamare saath the
apne haathon mein leke chalte tumhara haath the
ai khuda mujhe mere woh din lauta de
mujhe meri zindgi lauta de


bahut bahut khoob SONU JI.........

Labon ki hansi tari, bas zindgi hai meri,
aankhon ki yeh haya, bandgi hai meri......
aazma lena meri mohabbat ko sanam,
chalti saanse bhi meri, sirf hain ab teri......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #259 on: May 29, 2006, 07:10:57 AM »
Reply with quote
Tadpa sakogey jab tak chalegi sansey HAMARI,
Jab na hongey mehfil mey to shayad mehsus karogey kami HAMARI,
Keya dhundhogey  reth mey samandar ko jab na rahengey pav ki nishani HAMARI.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #260 on: May 29, 2006, 12:11:43 PM »
Reply with quote
shukriya aur bahut khoob SONU JI...............

Har saans me sanam, naam tera aata hai,
ab to dil bhi mera, bas yehi saaz gata hai......
ki rahana sakenge ek pal bhi tujh bin sanam,
yaad me teri yeh AASHIQ, til-til marta jata hai.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #261 on: May 30, 2006, 04:52:47 AM »
Reply with quote
Thanks Vicky ji.... apney bhi bahut acha likha hai.... yeo hi likhtey rahow...

Duniya nay teri yaad say bay-gaanaa kar diyaa ...
Tujh say bhi dil-faraib hain Gam ney mehkhaney mey ghar ker leya ...


Quote from: "vicky AKELA"
shukriya aur bahut khoob SONU JI...............

Har saans me sanam, naam tera aata hai,
ab to dil bhi mera, bas yehi saaz gata hai......
ki rahana sakenge ek pal bhi tujh bin sanam,
yaad me teri yeh AASHIQ, til-til marta jata hai.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #262 on: May 30, 2006, 11:25:40 AM »
Reply with quote
Shukriya aur bahut khoob SONU JI............

Aapke dil me jo gam hain, unhen humne bataiye,
aap kis-se pyar karti hain, yeh humen bataiye.....
kabhi-kabhi to raham khaiye humare nadan dil par,
aur is dil ko bahalane, humare ghar bhi aaiye........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #263 on: May 31, 2006, 02:53:26 AM »
Reply with quote
Vicky ji u r welcome.... bahut bahut shukriya apko shairy passed ahyee...



her dil ka gum bayta nahi jata hai
her pyar kerney valey ka cheyra dikhaya nahi jata hai
her dil mey raham hu yea jarori nahi
her dil mey pyar chupa hu yea mumkin nahi
her dil ko bheylaya jaye yea hu nahi sakta
her kesi key ghar jaye yea esa kabhi hu nahi sakta....



Quote from: "vicky AKELA"
Shukriya aur bahut khoob SONU JI............

Aapke dil me jo gam hain, unhen humne bataiye,
aap kis-se pyar karti hain, yeh humen bataiye.....
kabhi-kabhi to raham khaiye humare nadan dil par,
aur is dil ko bahalane, humare ghar bhi aaiye........
Logged
Tosha
Guest
«Reply #264 on: May 31, 2006, 03:00:18 AM »
Reply with quote
Nice Sonu!!

Quote from: "Sonu"
Lab pe hi rukti hai baat aate aate
Neend to nahin aati sapney bohut hain aate
Ham to hain phase ik haseen uljhan mein
Kaash woh aakar ise suljhate


Na chain hai dinka
na raaton ko nind mile
halchal se hai kuch dil main
mithi se yeh uljhan

ke khuli aakhon se khub dikhen
tere chare ki andaz dikhe
dil main dafan ek raaz hai
hai ek mithi raaz-e-uljhen

mile tu to jannet mile
amrit lage yeh jeevan
mohabbat ke pal haseen
yeh ishq hai maan ki uljhen
Logged
Sonu
Guest
«Reply #265 on: May 31, 2006, 03:31:28 AM »
Reply with quote
Tosha ji thanks....

jab bhi aapse milne ke taqdeer nazar aaye,,
mujhe pairo mein bandhi zanjeer nazar aaye,,
aapke yaado mein nikal pade mere aasu...
Har aasu mein aapke tasveer nazar aaye


Quote from: "Tosha"
Nice Sonu!!

Quote from: "Sonu"
Lab pe hi rukti hai baat aate aate
Neend to nahin aati sapney bohut hain aate
Ham to hain phase ik haseen uljhan mein
Kaash woh aakar ise suljhate


Na chain hai dinka
na raaton ko nind mile
halchal se hai kuch dil main
mithi se yeh uljhan

ke khuli aakhon se khub dikhen
tere chare ki andaz dikhe
dil main dafan ek raaz hai
hai ek mithi raaz-e-uljhen

mile tu to jannet mile
amrit lage yeh jeevan
mohabbat ke pal haseen
yeh ishq hai maan ki uljhen
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #266 on: May 31, 2006, 05:13:37 AM »
Reply with quote
nice one sonu...

gar..
us taqdeer ko lipat liya hota,
us zanjeer ko tod liya hota,
un aansuon ko behne na diya hota,
us tasveer ko aankhon mein chapa hota,

hum khud chal kar aaya hota...
tab wahan khushiyon ka mohaal hota,...

Quote from: "Sonu"
Tosha ji thanks....

jab bhi aapse milne ke taqdeer nazar aaye,,
mujhe pairo mein bandhi zanjeer nazar aaye,,
aapke yaado mein nikal pade mere aasu...
Har aasu mein aapke tasveer nazar aaye


Quote from: "Tosha"
Nice Sonu!!

Quote from: "Sonu"
Lab pe hi rukti hai baat aate aate
Neend to nahin aati sapney bohut hain aate
Ham to hain phase ik haseen uljhan mein
Kaash woh aakar ise suljhate


Na chain hai dinka
na raaton ko nind mile
halchal se hai kuch dil main
mithi se yeh uljhan

ke khuli aakhon se khub dikhen
tere chare ki andaz dikhe
dil main dafan ek raaz hai
hai ek mithi raaz-e-uljhen

mile tu to jannet mile
amrit lage yeh jeevan
mohabbat ke pal haseen
yeh ishq hai maan ki uljhen
Logged
Sonu
Guest
«Reply #267 on: May 31, 2006, 05:40:44 AM »
Reply with quote
Manjoo thanks.... apney bhi bahut acha likha hia Usual Smile




Dil ko aadat ho gayi thi ghum chupane ki,
Palkho ke peeche aansu rakh hoto se muskurane ki,
Rok na sake phir bhi ek aansu ko,
Jab yaad aayi aapke saath beete hue do palki kahani ki…


Quote from: "mrkotians"
nice one sonu...

gar..
us taqdeer ko lipat liya hota,
us zanjeer ko tod liya hota,
un aansuon ko behne na diya hota,
us tasveer ko aankhon mein chapa hota,

hum khud chal kar aaya hota...
tab wahan khushiyon ka mohaal hota,...

Quote from: "Sonu"
Tosha ji thanks....

jab bhi aapse milne ke taqdeer nazar aaye,,
mujhe pairo mein bandhi zanjeer nazar aaye,,
aapke yaado mein nikal pade mere aasu...
Har aasu mein aapke tasveer nazar aaye


Quote from: "Tosha"
Nice Sonu!!

Quote from: "Sonu"
Lab pe hi rukti hai baat aate aate
Neend to nahin aati sapney bohut hain aate
Ham to hain phase ik haseen uljhan mein
Kaash woh aakar ise suljhate


Na chain hai dinka
na raaton ko nind mile
halchal se hai kuch dil main
mithi se yeh uljhan

ke khuli aakhon se khub dikhen
tere chare ki andaz dikhe
dil main dafan ek raaz hai
hai ek mithi raaz-e-uljhen

mile tu to jannet mile
amrit lage yeh jeevan
mohabbat ke pal haseen
yeh ishq hai maan ki uljhen
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #268 on: May 31, 2006, 07:37:34 AM »
Reply with quote
good one sonu...

gham chupane mein milti toh kya hain
aansu dabakar muskuaye toh milti kya hain
sajna...
aise aansuon ko rok na paoge toh
jaan lo hum aansuon se nikal jayenge
aur is duniya ke bheed mein kho jayenge
bayaan kar do apne aap ko
us kahani mein sukhaanth hogii...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #269 on: May 31, 2006, 07:48:57 AM »
Reply with quote
Manjooo thanks.... apney bhi bahut acha likha hai wonderful....

na jaane kitne aansu bahaye,
jaane kitni baar unke dil ke dwaar khat-khataye,
woh na maane rub na maana,
kyu kisi ne humara pyaar na jaana,
bus ab ek tamanna,
unke dard hume mil jaye,
woh sukun ki zindagi paye..


Quote from: "mrkotians"
good one sonu...

gham chupane mein milti toh kya hain
aansu dabakar muskuaye toh milti kya hain
sajna...
aise aansuon ko rok na paoge toh
jaan lo hum aansuon se nikal jayenge
aur is duniya ke bheed mein kho jayenge
bayaan kar do apne aap ko
us kahani mein sukhaanth hogii...
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 02:02:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer