Uljhan

by Sonu on January 21, 2006, 04:06:57 AM
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 23788 times)
Sonu
Guest
«Reply #300 on: June 12, 2006, 02:36:01 AM »
Reply with quote
AApke khayalo se fursat nahi milti,
hume ek pal ko raahat nahi milti.
mil to jaata hai sab kuch,
Bas aap saath ho aisi kismat nahi milti.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
? by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
ULJHAN..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
zingi ki uljhan by dalbir_ss_sandhu in Shayari -e- Husn
ULJHAN by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
Uljhan..!! by Áɑѕӈίգ in Ghazals « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #301 on: June 16, 2006, 08:16:13 AM »
Reply with quote


WOH JIS KI BAAT BAAT MAIN HAIN ULJHNAIN
NAZAR NAZAR MAIN HAIN VEVASHTAIN...
RAG RAG MAIN HAIN UDAASIYAN....
SAANS SAANS MAIN HAIN MUSHKILAIN....
USI SHAKHS SE MUHJEY PYAR HAI....
WOHI SHAKHS DIL KA SUKOON HAI....
USI SHAKHS SE DIL KO QARAR HAI....
USI SHAKHS KA AB TO INTEZAAR HAI....
KAB AA KAR WOH MUJH SE YE KAHAY...
MUJH KO BHI SIRF TUM SE PYAR HAI..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #302 on: June 29, 2006, 10:44:14 AM »
Reply with quote
bahut khoob SONU JI..........

Ek uljhan mere dil ko, din-raat sataati hai,
kyun tu is AASHIQ ko, itna tadpaati hai....

kahati ho aaungi milne mujhse baag me,
karwati ho bas intzaar, yeh kaise sajish hai....

raaton ko chanka ke apni choodiyon ko,
aas milan ki dil mere, kyun jagaati hai......

khud janta nahi, kyun karta mohabbat tumse,
jab sochta hoon, yeh uljhan aur badh jati hai...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #303 on: June 29, 2006, 11:54:44 PM »
Reply with quote
Akela ji bahut bahut shukriya....

bahut khoob....

woh pyar kya hain jis mein judaai nehin,
woh ishq kya hain jis mein larai nehin,
woh jaan kya hain Jis mein rou nehin,
woh dil hi kya Jis main tu nehin

Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob SONU JI..........

Ek uljhan mere dil ko, din-raat sataati hai,
kyun tu is AASHIQ ko, itna tadpaati hai....

kahati ho aaungi milne mujhse baag me,
karwati ho bas intzaar, yeh kaise sajish hai....

raaton ko chanka ke apni choodiyon ko,
aas milan ki dil mere, kyun jagaati hai......

khud janta nahi, kyun karta mohabbat tumse,
jab sochta hoon, yeh uljhan aur badh jati hai...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #304 on: July 21, 2006, 03:28:38 PM »
Reply with quote
Loveis like a Tower
 
Which binds heart together
 
Remember the day we met
 
When I become your pet
 
When partition was set
 
My eyes become wet
 
Even though we dont meet each other
 
Let's not forget each other.......
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #305 on: July 22, 2006, 10:44:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Akela ji bahut bahut shukriya....

bahut khoob....

woh pyar kya hain jis mein judaai nehin,
woh ishq kya hain jis mein larai nehin,
woh jaan kya hain Jis mein rou nehin,
woh dil hi kya Jis main tu nehin



shukriya SONU JI aur bahut khoob......

Dil bahut tarasta hai, jab wo door hote hain,
jab kareeb hote hain, to aankhen tarasti hain......
mohabbat shayad isi ko kahate hain doston,
saamna karne se unka, jane kyun darte hain....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #306 on: July 22, 2006, 09:13:51 PM »
Reply with quote
Akeyla ji shukriya... bahut khoob...

unki yaad mey ab to dil dukhu key gumu mey ghira hia...
unhoney door jakey dil humara todh deya hia
ab keya gila karey rab sey hum jub usney hi muqader humara bedel deya hai
ajney keo es jhaan mey mahubat rab ney banayee hia
dil key badley hameysha rusvayee hi di hia...



Quote from: "vicky AKELA"
Quote from: "Sonu"
Akela ji bahut bahut shukriya....

bahut khoob....

woh pyar kya hain jis mein judaai nehin,
woh ishq kya hain jis mein larai nehin,
woh jaan kya hain Jis mein rou nehin,
woh dil hi kya Jis main tu nehin



shukriya SONU JI aur bahut khoob......

Dil bahut tarasta hai, jab wo door hote hain,
jab kareeb hote hain, to aankhen tarasti hain......
mohabbat shayad isi ko kahate hain doston,
saamna karne se unka, jane kyun darte hain....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #307 on: July 24, 2006, 05:58:43 AM »
Reply with quote
Majid bahi shukriya...
Quote from: "majid"
good job sis
Logged
Sonu
Guest
«Reply #308 on: July 24, 2006, 06:04:04 AM »
Reply with quote
yadoo key seylab mey hum uljhey hai
mujh sey milney ko beytab vo teyrey pyar key taraney hai
esey mehkti hai teyri yadoo ki khushbu jeysey to kaye ass pass hi hai
nazer nahi ahta kahi bhi leykin
meyrey dil mey beyshab yado ki uljhaney hai
Logged
sangy
Guest
«Reply #309 on: July 24, 2006, 10:33:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
yadoo key seylab mey hum uljhey hai
mujh sey milney ko beytab vo teyrey pyar key taraney hai
esey mehkti hai teyri yadoo ki khushbu jeysey to kaye ass pass hi hai
nazer nahi ahta kahi bhi leykin
meyrey dil mey beyshab yado ki uljhaney hai


Dekh jo loon unhe sharamse nazrein hain jhuk jaati..
na dekhoon tho chain iss dil ko nahi aati..
kaisi uljhan hain yeh kaisa hain kashmakash
dekh ke bhi unko yeh dil kahin chain nahi paati..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #310 on: July 29, 2006, 07:28:04 AM »
Reply with quote
Sangita bahut khoob...

meyrey uljey savalo ka javab hu tum
meyri her ketaab mey likhi dastaan hu tum
har pyar kerney valu ke ragu mey bheytaaa ek lahoo hu tum
her beyvafa mey  nazer ahtey sirf  tum
yea keysi uljhan hai jo her shaks mey cheyra tumahra dikhta hia
pass nahi hu phir bhi na janey keo pass legtey hu tum



Quote from: "sangy"
Quote from: "Sonu"
yadoo key seylab mey hum uljhey hai
mujh sey milney ko beytab vo teyrey pyar key taraney hai
esey mehkti hai teyri yadoo ki khushbu jeysey to kaye ass pass hi hai
nazer nahi ahta kahi bhi leykin
meyrey dil mey beyshab yado ki uljhaney hai


Dekh jo loon unhe sharamse nazrein hain jhuk jaati..
na dekhoon tho chain iss dil ko nahi aati..
kaisi uljhan hain yeh kaisa hain kashmakash
dekh ke bhi unko yeh dil kahin chain nahi paati..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #311 on: August 10, 2006, 06:44:00 AM »
Reply with quote
jindgi mey ab to uljhaney bedti jaa rahi hai
yaadu key geyro mey jeysey umeedi sari dhasti jaa rahi hai
uski ek jhalak ko paney ko ab to dil beychan sa rehta hai
bhul pana usko ab to ek sapna sa legta hai
sapnu key bhaver mey ab to yea dil duba sa rehta hai
uljhanu mey ghiri hoon mey na najaney kab yea suljhngi
es beyram duniya ki janzeer na janey kab tutngi
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #312 on: August 10, 2006, 06:49:08 AM »
Reply with quote
wah sonu ji ,sangy ji bahut khoob.......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #313 on: August 10, 2006, 06:52:31 AM »
Reply with quote
shukriya Gesu ji....

Quote from: "Gesu"
wah sonu ji ,sangy ji bahut khoob.......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #314 on: August 10, 2006, 06:53:36 AM »
Reply with quote
es duniya ki uljhanu mey kho gaye hu
teyri her methi bato mey kho gaye hu
teyrey her sapney mey kho gaye hu
tum ahogey ek din mey esi as mey so gaye hu
Logged
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:40:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer