Unki Khamosh Rehne Ke Ada..!!.........Shireen Hakani

by Shireen Hakani on August 25, 2012, 08:30:29 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2819 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Mohabbat Kar Toh Li Usne, Par Kabhi Jatayi Nahi,
Unki Khamosh Rehne Ke Ada, Kisi Aur Ne Payi Nahi,
Meri Har Galti Ko Sambhala Hai Usne Dost Ban Kar,
Phir Kaise Kahu Usne Humari Chahat Nibhayi Nahi..!!

Shireen Hakani
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 25, 2012, 08:40:51 AM »
Reply with quote
Mohabbat Kar Toh Li Usne, Par Kabhi Jatayi Nahi,
Unki Khamosh Rehne Ke Ada, Kisi Aur Ne Payi Nahi,
Meri Har Galti Ko Sambhala Hai Usne Dost Ban Kar,
Phir Kaise Kahu Usne Humari Chahat Nibhayi Nahi..!!

Shireen Hakani




Sach kehta Hoon bahut Hi Pyaara Likha Hai Aapne.. Very Expressive..

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tum Nahi Jaante Par Khamoshi Ki Bhi Ek Awaaz Hoti Hai
Chaahe Kitne Bhi Door Raho Par ChaahateN Ek Duje Ke Paas Hoti Hai
Tujhe Kaise kahe "Khwaish" Ke Aakhir Kya Ho Tum....!!!!!!!!!
Tera Naam,Teri Muskaan Har Cheez Khaasam-Khaas Hoti Hai
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #2 on: August 25, 2012, 08:56:31 AM »
Reply with quote
Mohabbat Kar Toh Li Usne, Par Kabhi Jatayi Nahi,
Unki Khamosh Rehne Ke Ada, Kisi Aur Ne Payi Nahi,
Meri Har Galti Ko Sambhala Hai Usne Dost Ban Kar,
Phir Kaise Kahu Usne Humari Chahat Nibhayi Nahi..!!

Shireen Hakani


naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice Usual Smile Usual Smile
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #3 on: August 25, 2012, 10:36:54 AM »
Reply with quote
Bohat hi pyara jawab aap ka hai Khwaish Jee!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tum Se Mulaqat Se Pehle Aaisi Muskaan Na Thi,
Dil Toh Tha Seene Mein Par Is Mein Jaan Na Thi..!!
Be-Noor Jism Bhatak Raha Tha Mayus Galiyon Mein,
In Aankhon Mein Yeh Chamak Yeh Shaan Na Thi..!!
Tumhi Ne Tarasha Mera Wajood Apne Haathon Se,
Main Thi Woh Pathar, Jis Ki Koi Pehchaan Na Thi..!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 25, 2012, 11:12:19 AM »
Reply with quote
Bohat hi pyara jawab aap ka hai Khwaish Jee!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tum Se Mulaqat Se Pehle Aaisi Muskaan Na Thi,
Dil Toh Tha Seene Mein Par Is Mein Jaan Na Thi..!!
Be-Noor Jism Bhatak Raha Tha Mayus Galiyon Mein,
n Aankhon Mein Yeh Chamak Yeh Shaan Na Thi..!!
Tumhi Ne Tarasha Mera Wajood Apne Haathon Se,
Main Thi Woh Pathar, Jis Ki Koi Pehchaan Na Thi..!!



One Of Your Finest Work..Bahut bahut Khooob Shireen ji..

Justttttt Beautiful.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tum Naa Ho To Mere HontoN Par Bhi Koi Muskaan Nahi
Apne Dilbar Se Bichad Kar Jeena Bhi  Itna Asaan Nahi

Mohabbat Woh Jazba Hai Jo Umar Bhar Saath Rehta hai
Bin Mohabbat Ke Zindagi Ki Koi Pehchaan Nahi

Kabhi Meri Khamoshi ko Tum Samajhne Ki Koshish karna
Afsos Kuch KhamoshiyoN  Ki  Hoti Koi Zubaan Nahi

Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #5 on: August 25, 2012, 11:58:53 AM »
Reply with quote
Nice Khwaish Jee!!! Applause Applause Applause Applause Applause

Na Batao Chahe Na Jatao, Meri Aadat Tumhe Bhi Hai,
Raho Kisi Bhi Desh Mein, Meri Ibadat Tumhe Bhi Hai,
Karte Ho Yaad Har Shab Mujhe, Chand Ko Dekh Kar,
Kabhi Le Kar Baahon Mein Kaho, Mohabbat Tumhe Bhi Hai..!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: August 25, 2012, 12:38:04 PM »
Reply with quote
Beautiful Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mohabbat Jataane MeN Kahee Ruswaai Naa Ho
Ek Baar Milne Par Phir Yeh Judaai Naa Ho
Darr Tha Hoon Mohabbat Ke Anjaam Se Main..!!!
Bichadne Par Dono Ki AankheiN Bhar Aayi Naa Ho
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: August 25, 2012, 03:29:23 PM »
Reply with quote
Bahut khoob
Mindblowing..
khoobsurat andaaj-e- bayaan.

Khwaish jee..aapke javaab ghazab dhaate hai..bahut badhiya..
aajkal..is bazm ke kya kahne..khoob maza aata hai padhkar.
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: August 26, 2012, 12:04:05 AM »
Reply with quote
 Applause Applause

Hakani jee bahut khoob and Khwaish jee aapne bi bahut khoob saat diya hai.
wonderful reading you both.  Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #9 on: August 26, 2012, 04:56:25 AM »
Reply with quote
good
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #10 on: August 26, 2012, 08:50:59 AM »
Reply with quote
Nice Khwaish Jee!!!   Applause Applause Applause


Woh Mohabbat Hi Nahi Jis Mein Palke Na Chalke,
Dard Aur Ruswai Se Bhi Reh Na Sakoge Bachke,
Anjaam Ki Parwah Deewane Kaha Kiya Karte Hai,
Hai Is Mein Maza Tabhi Jab Kadam Bin Piye Behke..!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: August 27, 2012, 08:03:49 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Shireen ji...!!!

Khwaish ji .. aapke jawaab bhi bahut khoob rahe...!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:36:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer