UsKe Gaalon Mein Bhawar Padhte Hai Jo Muskuraane Se "Khwaish"

by khwaish on October 18, 2012, 12:02:18 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1953 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Main Mohabbat Mein Bachon Ki Tarah Hoon..
Jo Mera Hai, Main Kisi Aur Ko Kyon Doon!!



Apne Aankhon Ke Samundar MeN Utarne Nahi Deta
Mujhe Door Se Bhi Apne Deedar Karne Nahi Deta

Woh Mere Dil Mein Rehta Hai Par Kuch Kehta Nahi
Woh Ishaaro  Tak Mein, Haami Bharne Nahi Deta

Uske Zulfon Ke Saaye Mein Guzrti hai Har Shab Meri..!!!
Khwaabon Ko Haqeeqat Ke Rang MeN Dhalne Nahi Deta

Woh Kisi Darakht Ki Tarah Hai Jo Hurdum Mujhe Chaau De..!!
Mujhe Jaise Sookhe Patte Ko Woh Kabhi Bikharne Nahi Deta

Uske Gaalon Mein Jo Bhawar Padte Hai Muskuraane Se..!!!
Woh Chehra, Woh Andaaz Kisi Marte Ko Marne Nahi Deta

Uss ka Saath Ho To Dil-e-Beqarar Ko Kuch Qaraar mile..!!!!
Woh Mujhe Waqt Aur Halaat Se Ab Darne Nahi Deta..


            ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: October 18, 2012, 12:05:05 PM »
Reply with quote
jaan hi nikaal doge kisi din tum meri...... kitni baar kaa hai aisa mat likha karo k main jawab hi na de paun ..par tum sunte nahin ho na....... ufffffffff....... ye kal likhi thi na .... hmm pata chal gaya mujhe............ zabardasttttttttttt gazal hai yaar
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #2 on: October 18, 2012, 12:28:15 PM »
Reply with quote
Main Mohabbat Mein Bachon Ki Tarah Hoon..
Jo Mera Hai, Main Kisi Aur Ko Kyon Doon!!



Apne Aankhon Ke Samundar MeN Utarne Nahi Deta
Mujhe Door Se Bhi Apne Deedar Karne Nahi Deta  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Woh Mere Dil Mein Rehta Hai Par Kuch Kehta Nahi
Woh Ishaaro  Tak Mein, Haami Bharne Nahi Deta  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Uske Zulfon Ke Saaye Mein Guzrti hai Har Shab Meri..!!!
Khwaabon Ko Haqeeqat Ke Rang MeN Dhalne Nahi Deta       Wah!!!

Woh Kisi Darakht Ki Tarah Hai Jo Hurdum Mujhe Chaau De..!!
Mujhe Jaise Sookhe Patte Ko Woh Kabhi Bikharne Nahi Deta  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Uske Gaalon Mein Jo Bhawar Padte Hai Muskuraane Se..!!!
Woh Chehra, Woh Andaaz Kisi Marte Ko Marne Nahi Deta Beautiful!!!

Uss ka Saath Ho To Dil-e-Beqarar Ko Kuch Qaraar mile..!!!!
Woh Mujhe Waqt Aur Halaat Se Ab Darne Nahi Deta.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


            ~~~~~Khwaish~~~~~


Bohat hi khubsurat ghazal likhi hai aap ne khwaish jee!!! Jo bhi padega aap ka deewana ho jayega!!!! Hum aap ke bohat bade Fan ho chuke hai..!! Too Good!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008


View Profile
«Reply #3 on: October 18, 2012, 01:18:35 PM »
Reply with quote

Bahut Khoob  Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: October 18, 2012, 01:20:26 PM »
Reply with quote
Main Mohabbat Mein Bachon Ki Tarah Hoon..
Jo Mera Hai, Main Kisi Aur Ko Kyon Doon!!



Apne Aankhon Ke Samundar MeN Utarne Nahi Deta
Mujhe Door Se Bhi Apne Deedar Karne Nahi Deta

Woh Mere Dil Mein Rehta Hai Par Kuch Kehta Nahi
Woh Ishaaro  Tak Mein, Haami Bharne Nahi Deta

Uske Zulfon Ke Saaye Mein Guzrti hai Har Shab Meri..!!!
Khwaabon Ko Haqeeqat Ke Rang MeN Dhalne Nahi Deta

Woh Kisi Darakht Ki Tarah Hai Jo Hurdum Mujhe Chaau De..!!
Mujhe Jaise Sookhe Patte Ko Woh Kabhi Bikharne Nahi Deta

Uske Gaalon Mein Jo Bhawar Padte Hai Muskuraane Se..!!!
Woh Chehra, Woh Andaaz Kisi Marte Ko Marne Nahi Deta

Uss ka Saath Ho To Dil-e-Beqarar Ko Kuch Qaraar mile..!!!!
Woh Mujhe Waqt Aur Halaat Se Ab Darne Nahi Deta..
 

            ~~~~~Khwaish~~~~~




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: October 18, 2012, 01:24:06 PM »
Reply with quote
Wah  wah kya baat hai    khwaish ji.......

"Uske gaalon mein bhawar padhte hai jo muskuraane se"
hame bhi mazaa aata hai uske pyaar mein doob jaane me
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #6 on: October 18, 2012, 02:33:06 PM »
Reply with quote
congratulations ji bahut achi rachna hai
Mubarik. Sheel didi
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: October 18, 2012, 02:36:23 PM »
Reply with quote
bahut behatreen peshkash
Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: October 18, 2012, 03:07:42 PM »
Reply with quote
Main Mohabbat Mein Bachon Ki Tarah Hoon..
Jo Mera Hai, Main Kisi Aur Ko Kyon Doon!!



Apne Aankhon Ke Samundar MeN Utarne Nahi Deta
Mujhe Door Se Bhi Apne Deedar Karne Nahi Deta

Woh Mere Dil Mein Rehta Hai Par Kuch Kehta Nahi
Woh Ishaaro  Tak Mein, Haami Bharne Nahi Deta

Uske Zulfon Ke Saaye Mein Guzrti hai Har Shab Meri..!!!
Khwaabon Ko Haqeeqat Ke Rang MeN Dhalne Nahi Deta

Woh Kisi Darakht Ki Tarah Hai Jo Hurdum Mujhe Chaau De..!!
Mujhe Jaise Sookhe Patte Ko Woh Kabhi Bikharne Nahi Deta

Uske Gaalon Mein Jo Bhawar Padte Hai Muskuraane Se..!!!
Woh Chehra, Woh Andaaz Kisi Marte Ko Marne Nahi Deta

Uss ka Saath Ho To Dil-e-Beqarar Ko Kuch Qaraar mile..!!!!
Woh Mujhe Waqt Aur Halaat Se Ab Darne Nahi Deta..


            ~~~~~Khwaish~~~~~


bahut khushboodaar kalaam hai janaab ab aaye ho na line pe kya aaj kal sanjidgi chhod rakhi hai preaching wala kalaam kam dikhaai de raha hai tumhaari qalam se..!
acha likha hai khoob likha hai.
Logged
laaiba
Guest
«Reply #9 on: October 18, 2012, 03:09:42 PM »
Reply with quote
be had oomda ghazal...bohat c daad......
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: October 18, 2012, 04:07:01 PM »
Reply with quote
wah wah wah khwaish jee
khoob likha hai aapne.
behatreen..dil ko choote hue ashaar.
Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #11 on: October 18, 2012, 04:27:30 PM »
Reply with quote
bahut khoob, dhero dad
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #12 on: October 18, 2012, 07:00:21 PM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!


Kia baat hai janab, bade romantic kalaam pesh kar raheN hai...
Behad pyaari kalaam kahi hai janab.. bahot khoob, bade hi umdaa
ahsaas O khayaal aur khoob andaaz e bayaaN raha.. Usual Smile

Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe janab... Usual Smile

Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aur bazm ko roshan karte rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile                   




Main Mohabbat Mein Bachon Ki Tarah Hoon..
Jo Mera Hai, Main Kisi Aur Ko Kyon Doon!!


Achcha sher hai janab bahut khoob... Usual Smile                   


Apne Aankhon Ke Samundar MeN Utarne Nahi Deta
Mujhe Door Se Bhi Apne Deedar Karne Nahi Deta

Kia kahne janab bahut umdaa, haal e dil ko behad khoob
lafz diye haiN daad daad daad.. Usual Smile                   


Woh Mere Dil Mein Rehta Hai Par Kuch Kehta Nahi
Woh Ishaaro  Tak Mein, Haami Bharne Nahi Deta

Oye yeH toH bada zulm ho raha hai jee... par ashaar khoob raha..
Khususan Sani misra behad khoob raha janab.. " ISharoN meiN bhi haami bharne nahi deta"
kia baar hai waaH daad daad daad...                   


Uske Zulfon Ke Saaye Mein Guzrti hai Har Shab Meri..!!!
Khwaabon Ko Haqeeqat Ke Rang MeN Dhalne Nahi Deta

Bahut khoob jee daad..                   

Woh Kisi Darakht Ki Tarah Hai Jo Hurdum Mujhe Chaau De..!!
Mujhe Jaise Sookhe Patte Ko Woh Kabhi Bikharne Nahi Deta

WaaH waaH waaH janab kia kahne waaH behad khoob daad..
bada umdaa sher kaha hai daad.. Usual Smile                   


Uske Gaalon Mein Jo Bhawar Padte Hai Muskuraane Se..!!!
Woh Chehra, Woh Andaaz Kisi Marte Ko Marne Nahi Deta

Bahut khoob jee tareef ki hai kamaal ki daad..                   

Uss ka Saath Ho To Dil-e-Beqarar Ko Kuch Qaraar mile..!!!!
Woh Mujhe Waqt Aur Halaat Se Ab Darne Nahi Deta..

Bahut khoob janaab achcha sher hai daad..                   

            ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: October 18, 2012, 08:14:42 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #14 on: October 19, 2012, 03:18:45 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:41:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer