Uske saath bhito mujhko merna tha

by javedarshad on October 06, 2008, 09:46:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1150 times)
javedarshad
Guest
Reply with quote
Tum mere hathoon ki lakeeron mein
Apna suhana mustaqbil dhoond rahi ho
Main apne mazee ke khoye siron ko
Her her beete lamhe mein dhoond raha hun

Tum mere khuwabon mein apne khuwabon ki
Anhooni see taabeer khooj rahi ho
Main apne adhoore khuwabon mein
Mazi ki bikhri taabeer khooj raha hun

Tum mere aik tabbasum ki khatir
Apna sab kuch nichawer ker jati ho
Main mazi ke nasooroN mein kerhata
Tumhare dard aur siwa ker jata hun

Jab bhi chaha gale lagana mustaqbil ko
Tanha ,mazi aa ker ker jata hai
Jab bhi basaya tera chehra aankhoN mein
Aik chehra aankhoN mein aansu bher jata hai

Yeh sach hai Tu mera mustaqbil hai
Aur woh mera aik maazi tha
Tere saath ab mujh ko jeena hai
Uske saath bhito mujhko merna tha


javed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mujhe hai aab teri banhon mein merna by muneeb in Shayri-E-Dard
Rehtey Hain Saath Saath Mai Aur Meri Tanhai by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai
Saath Guzra Hua Waqt, Uske Saamne Kam Thi by V a r s h a in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pal uske saath by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
mujhko tu uske patharo ka nishaana hi bana de by livingbytheday in Ghazals « 1 2  All »
taheer khaja
Guest
«Reply #1 on: October 07, 2008, 08:15:14 AM »
Reply with quote
ek hasi jo hasaa de
ek aasu jo rula de
ek aarzu jo jaga de
ek chaahat jo samajh le
har aahat jo jaan le
usi rishte ka naam hai...pyar
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: October 07, 2008, 02:02:24 PM »
Reply with quote
Tum mere hathoon ki lakeeron mein
Apna suhana mustaqbil dhoond rahi ho
Main apne mazee ke khoye siron ko
Her her beete lamhe mein dhoond raha hun

Tum mere khuwabon mein apne khuwabon ki
Anhooni see taabeer khooj rahi ho
Main apne adhoore khuwabon mein
Mazi ki bikhri taabeer khooj raha hun

Tum mere aik tabbasum ki khatir
Apna sab kuch nichawer ker jati ho
Main mazi ke nasooroN mein kerhata
Tumhare dard aur siwa ker jata hun

Jab bhi chaha gale lagana mustaqbil ko
Tanha ,mazi aa ker ker jata hai
Jab bhi basaya tera chehra aankhoN mein
Aik chehra aankhoN mein aansu bher jata hai

Yeh sach hai Tu mera mustaqbil hai
Aur woh mera aik maazi tha
Tere saath ab mujh ko jeena hai
Uske saath bhito mujhko merna tha


javed

Bohot hi Khoob Javed Applause Applause !!!
Logged
taheer khaja
Guest
«Reply #3 on: October 07, 2008, 05:47:06 PM »
Reply with quote
jaan.oh sake to mera ek kam karo
sham ka ek pal mere nam karo
oh sake to upna banalo
ya marneki dua do
oh sake to jeenki duado
ya supnese hatado
oh sake to dilme basalo
ya duniyase janeki dua do
oh saketo dil me jaga do
ya boolneki dua do
oh saketo galese lagado
ya alwida se pehle dilse mitado
oh saketo deewna banalo
ya dushman ki tara sada do;;;
tu he meri shabnam waha hei...
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: October 07, 2008, 05:52:35 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Taheer
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #5 on: October 07, 2008, 06:03:23 PM »
Reply with quote
Talat
shukria aap ko
 yeh taheer sb ko kis qism ka daura pada hai
bahut khoob janab



javed
Logged
taheer khaja
Guest
«Reply #6 on: October 08, 2008, 07:44:46 AM »
Reply with quote
patha nahi ya dunia kyon
kab tat sath degi
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #7 on: October 15, 2008, 03:25:17 AM »
Reply with quote
AAp belaus ban jayein
duniyan khud ser jhuka de gee



javed
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:48:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer