manzil-e-ishq
Guest
|
veham aashiqi ke tootne lage hai.... hatho se ab lamhe chutne lage hai...
apna hamare saath rahta hai koi... bharam is dil ke sab mitne lage hai...
aaram s dil ko u pahle bhi na tha... sajaye the kabhi jo khawab ab simatne lage hai....
duriyo me tanhayi pahle to na thi... najdikiyo se lekin ab darne lage hai...
Priya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #1 on: January 15, 2011, 06:09:59 AM » |
|
wah bahut hi gahri peshkash Priya. pata hai--ye to ek pyar bhare dil ki uljhan, gussa aur beshumaar pyar ke saath judai ka dard bhi bayaan krta hai. kuch lines me bahut hi sundar bayaan. daad hi daad. *** tinka tinka sjaya tha khab kabhi mohabbat ka ab aalam ye hai--- palken tak jhapkti nahi *** sukriya khus rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 15, 2011, 06:46:40 AM » |
|
thanx kb.... aapne in lines ki feeling ko samjha.... to laga mehnat safal ho gayi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 15, 2011, 07:49:16 AM » |
|
hi... priyaji... bahu bahut badia bahut khub....
khush rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #4 on: January 15, 2011, 08:09:37 AM » |
|
mai feeling se hi post ko padhta hu Priya. no thanx iske liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #5 on: January 15, 2011, 10:07:26 AM » |
|
Bahut Khub Mazil e Ishq Ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 15, 2011, 10:20:01 AM » |
|
lovely poetry priya........
bahot aacha aur bht sweet likha he few lines fo it
veham aashiqi ke tootne lage hai.... hatho se ab lamhe chutne lage hai...
banaya tha jisne hume sartaj zindagi ka sar-e-raah ab wo hi lootne lage he
wo kya gaye apna hausla bhi jata rha ab kadam zamee se chootne lage he
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 15, 2011, 09:20:13 PM » |
|
Priya di aur Utkarsh jee.. Bahaut bahaut khubsoorat.. Khush rahiye.. Ab aur kya saboot doun apni mohobat ka iske sivae janaam, Teri muskurahat ki khatir apni khushian hum bechne lage hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 16, 2011, 06:43:02 AM » |
|
bahut khubb. Gulaam Ali sahab ki kuch lines peshe khidmat hai "" apni aawaaz ki larjish pe to kaboooo paa lo pyar ke bol to hothon se nikal jaate hain apne tewar to sambhalo ke koi ye na kahe dil badalte hain to chehre bhi badal jaate hain " thanx "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 16, 2011, 07:22:18 AM » |
|
manjum ji.... hum-dum ji.... nirala ji...... aap sabhi logo ka bht bht shukria.... ki aapne meri is choti si koshish ko pasand kiya.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 16, 2011, 07:23:39 AM » |
|
hmmmmm.... samajh gayi kb.... but really thanx for reading & liking it.... mai feeling se hi post ko padhta hu Priya. no thanx iske liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 16, 2011, 07:26:04 AM » |
|
thanx mg.... & superb lines...... kya kahu aapki lines ke bare me.... excellent..... i wish ye lines mere mind me aayi hoti..... lovely poetry priya........
bahot aacha aur bht sweet likha he few lines fo it
veham aashiqi ke tootne lage hai.... hatho se ab lamhe chutne lage hai...
banaya tha jisne hume sartaj zindagi ka sar-e-raah ab wo hi lootne lage he
wo kya gaye apna hausla bhi jata rha ab kadam zamee se chootne lage he
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 16, 2011, 07:26:49 AM » |
|
thanx rahim....... & beautiful lines.... Priya di aur Utkarsh jee.. Bahaut bahaut khubsoorat.. Khush rahiye.. Ab aur kya saboot doun apni mohobat ka iske sivae janaam, Teri muskurahat ki khatir apni khushian hum bechne lage hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
indian_groom
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 16, 2011, 11:29:03 AM » |
|
veham aashiqi ke tootne lage hai.... hatho se ab lamhe chutne lage hai...
apna hamare saath rahta hai koi... bharam is dil ke sab mitne lage hai...
aaram s dil ko u pahle bhi na tha... sajaye the kabhi jo khawab ab simatne lage hai....
duriyo me tanhayi pahle to na thi... najdikiyo se lekin ab darne lage hai...
Priya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 16, 2011, 01:30:19 PM » |
|
Bahut Khub Priya Ji U Hi Likhte Rahiye
God Bless u
Rishi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|