VO KUCH ISS TARAH SE

by sandhaya on January 15, 2005, 05:29:55 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 17048 times)
sandhaya
Guest
«Reply #105 on: May 02, 2005, 07:46:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
Thanks jee:)
umeed hay yai bhe app loogon ko pasand aa a ge


Agar tum ne bhula daala...?

lakeeroN k ghaneray jaal main qismat nahi milti
buhat dhoonda
buhat dhoonda, to tab ja ker tumhain paya
tumhain paya to ab dil ko ye andesha satata hai
kerain ge kia agar janaN!
Hamain tum ne bhula daala??


kyun darta hai tuh kisi ke kho jane se
ki zindagi nahi rukti kabhi hamesa ke liye


chodke chane wale ke baare main tune socha hi nahi
ki tujhe akela kiya, tuh khuda bhi tuh tanha hua hai vo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuch iss tarah................!! by Friend_4uall in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kuch is Tarah by BeNam in Shayri for Dard -e- Judai
KUCH IS TARAH SE.......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayri for Khumar -e- Ishq
kuch iss tarah by younus_syed in Shayri for Khumar -e- Ishq
kuch is tarah kiya usne mere zakhmo ka ilaaj... by maddy1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
sandhaya
Guest
«Reply #106 on: May 03, 2005, 05:37:08 AM »
Reply with quote
teri yaad aa rahi hai
dil ko sata rahi hai
humne socha bhi nahi tha kabhi
hume itna tadhpa rahi hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #107 on: May 03, 2005, 05:54:18 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Sandhaya & All.....


Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
Woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

Woh mera teri aankhon ke samandar mein uttar jana
Aur teri muskurahat ke bhanwar mein doobte jana

Teri awaaz ke saher se na nikal paana
Tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jana

Bohat chaha in guzre huwe lamhon ko na sochoon
Na teri yaad mein reh ke tere saath ka sochoon

Bhula doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai
Ke jin se tiis utt-ti hai, ke jin se dard hota hai

Magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
Tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

Tau tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhula dena
Teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

Tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
Woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #108 on: May 03, 2005, 09:11:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Sandhaya & All.....


Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
Woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

Woh mera teri aankhon ke samandar mein uttar jana
Aur teri muskurahat ke bhanwar mein doobte jana

Teri awaaz ke saher se na nikal paana
Tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jana

Bohat chaha in guzre huwe lamhon ko na sochoon
Na teri yaad mein reh ke tere saath ka sochoon

Bhula doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai
Ke jin se tiis utt-ti hai, ke jin se dard hota hai

Magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
Tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

Tau tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhula dena
Teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

Tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
Woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai


thanks and..........niceone Aryaan ........

hum tujhe kabhi bhi bhula na payenge
tera likha naam dil se kabhi mita na payenge

tuh saath hota tuh hum bhi khusian sametate
bina tere tuh hum ek bhi lamha khusi ka bita na payenge

ki tujhse hi hai mera wahood iss duniya main
bina tere tuh hum khudko ek zinda lash payenge

tujhe hi diya tha dil aur jaan tujhe hi denge
tum agar chod doge tuh socho hum kaha jayenge
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #109 on: May 03, 2005, 10:19:22 PM »
Reply with quote
jab bhi yaad tari aati mujko baada rulati ha.
jab bhi aankhey band karta hoon
tery hee tasveer najar ati hein.
teri yaad bada rulati.
phir tum kyun nahi atti hai.
Logged
SaaaherShah
Guest
«Reply #110 on: May 03, 2005, 11:38:03 PM »
Reply with quote
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja baithein
tum apnay sukh ki baat karo .
ham apnay dukh ki baat karein
aur un lamhon ki baat karaen
ju sang tumhary beet gaey
aur ehd e khizan ki nazar huway
ham shehr e khuwab k basi
tum chand sitaron ki malka
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja beithein
in sabz ruton k daman mein
ham pyar ki khusboo mehka'en
in bikhray sabz nazaron ko
ham ankhon mein tasveer karein
pathar pei girtay pani ko
ham khuwabon sai tabeer karein
iss waqt k dobtay soraj ko
ham chahat ki jageer karein
pher apnay pyar k jado sai
ham lamhon ko zanjeer karein
kabi waqt miley tu a jao !
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #111 on: May 04, 2005, 04:33:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja baithein
tum apnay sukh ki baat karo .
ham apnay dukh ki baat karein
aur un lamhon ki baat karaen
ju sang tumhary beet gaey
aur ehd e khizan ki nazar huway
ham shehr e khuwab k basi
tum chand sitaron ki malka
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja beithein
in sabz ruton k daman mein
ham pyar ki khusboo mehka'en
in bikhray sabz nazaron ko
ham ankhon mein tasveer karein
pathar pei girtay pani ko
ham khuwabon sai tabeer karein
iss waqt k dobtay soraj ko
ham chahat ki jageer karein
pher apnay pyar k jado sai
ham lamhon ko zanjeer karein
kabi waqt miley tu a jao !
good work....!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #112 on: May 04, 2005, 04:41:35 AM »
Reply with quote
wonderful.............SaaaherShah........ur welcome to  "Yoindia"
.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #113 on: May 04, 2005, 06:11:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja baithein
tum apnay sukh ki baat karo .
ham apnay dukh ki baat karein
aur un lamhon ki baat karaen
ju sang tumhary beet gaey
aur ehd e khizan ki nazar huway
ham shehr e khuwab k basi
tum chand sitaron ki malka
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja beithein
in sabz ruton k daman mein
ham pyar ki khusboo mehka'en
in bikhray sabz nazaron ko
ham ankhon mein tasveer karein
pathar pei girtay pani ko
ham khuwabon sai tabeer karein
iss waqt k dobtay soraj ko
ham chahat ki jageer karein
pher apnay pyar k jado sai
ham lamhon ko zanjeer karein
kabi waqt miley tu a jao !



very nahi shah ji ....good

waqt hota agar apne bas main tuh
teri judai se pehle hum apni mout likh lete

tere inkar se pehle koi tufan aa jata
hum apni saari khusian tere naam likh lete

ki jab bhi kabhi teri aansu nikhal jate
hum khuda se ladh jate ek barsat likh lete
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #114 on: May 04, 2005, 06:12:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja baithein
tum apnay sukh ki baat karo .
ham apnay dukh ki baat karein
aur un lamhon ki baat karaen
ju sang tumhary beet gaey
aur ehd e khizan ki nazar huway
ham shehr e khuwab k basi
tum chand sitaron ki malka
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja beithein
in sabz ruton k daman mein
ham pyar ki khusboo mehka'en
in bikhray sabz nazaron ko
ham ankhon mein tasveer karein
pathar pei girtay pani ko
ham khuwabon sai tabeer karein
iss waqt k dobtay soraj ko
ham chahat ki jageer karein
pher apnay pyar k jado sai
ham lamhon ko zanjeer karein
kabi waqt miley tu a jao !



very nahi shah ji ....good

waqt hota agar apne bas main tuh
teri judai se pehle hum apni mout likh lete

tere inkar se pehle koi tufan aa jata
hum apni saari khusian tere naam likh lete

ki jab bhi kabhi teri aansu nikhal jate
hum khuda se ladh jate ek barsat likh lete

agar wakt hota apne bas main tuh
apne haathon ki lakhiron tera armaan likh lete
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #115 on: May 04, 2005, 06:12:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja baithein
tum apnay sukh ki baat karo .
ham apnay dukh ki baat karein
aur un lamhon ki baat karaen
ju sang tumhary beet gaey
aur ehd e khizan ki nazar huway
ham shehr e khuwab k basi
tum chand sitaron ki malka
kabi waqt milay tu a jao
ham jheel kinaray ja beithein
in sabz ruton k daman mein
ham pyar ki khusboo mehka'en
in bikhray sabz nazaron ko
ham ankhon mein tasveer karein
pathar pei girtay pani ko
ham khuwabon sai tabeer karein
iss waqt k dobtay soraj ko
ham chahat ki jageer karein
pher apnay pyar k jado sai
ham lamhon ko zanjeer karein
kabi waqt miley tu a jao !



very nice shah ji ....good

waqt hota agar apne bas main tuh
teri judai se pehle hum apni mout likh lete

tere inkar se pehle koi tufan aa jata
hum apni saari khusian tere naam likh lete

ki jab bhi kabhi teri aansu nikhal jate
hum khuda se ladh jate ek barsat likh lete

agar wakt hota apne bas main tuh
apne haathon ki lakhiron tera armaan likh lete
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #116 on: May 04, 2005, 06:20:56 AM »
Reply with quote
nice sandhya

Quote
waqt hota agar apne bas main tuh
teri judai se pehle hum apni mout likh lete

tere inkar se pehle koi tufan aa jata
hum apni saari khusian tere naam likh lete

ki jab bhi kabhi teri aansu nikhal jate
hum khuda se ladh jate ek barsat likh lete

agar wakt hota apne bas main tuh
apne haathon ki lakhiron tera armaan likh lete
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #117 on: May 04, 2005, 07:22:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
nice sandhya

Quote
waqt hota agar apne bas main tuh
teri judai se pehle hum apni mout likh lete

tere inkar se pehle koi tufan aa jata
hum apni saari khusian tere naam likh lete

ki jab bhi kabhi teri aansu nikhal jate
hum khuda se ladh jate ek barsat likh lete

agar wakt hota apne bas main tuh
apne haathon ki lakhiron tera armaan likh lete
sukhriya Faree..........
faree mujhse galti se jyada baar post ho gai hai plz if its possible tuh sabse upar wale dono (same posts )ko delete kar do
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #118 on: May 04, 2005, 09:56:08 PM »
Reply with quote
dont worry sandhya.....................


there is no need of deletion................i will manage it..................................


u welcome
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #119 on: May 05, 2005, 06:39:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
dont worry sandhya.....................


there is no need of deletion................i will manage it..................................


u welcome
thank u Faree....................
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:42:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer