Aryaan
Guest
|
«Reply #195 on: June 24, 2005, 11:32:06 AM » |
|
Tumhare pyar pe mujhko pyar aata hai Sochti hun bahut par dil ko na karar aata hai
Teri har ek baat karti hai khayal mujhko Mujhe tumhpe pyar behisaab aata hai
Karar nahi aata abh tuh mujhe kisi bhi peher Na jane kyun har wakt tu hi tu mujhe nazar aata hai
Bhul jaungi main saare zamane ko sayad Har khadi mujhko tera hi khayal aata hai
Kyun hun itni bechain kyun itna khumar chata hai Kyun nahi lagta tu mujhe begana kyun tu mujhme samata hai It's beautiful Sandhaya.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #196 on: June 24, 2005, 11:35:56 AM » |
|
Tumhare pyar pe mujhko pyar aata hai Sochti hun bahut par dil ko na karar aata hai
Teri har ek baat karti hai khayal mujhko Mujhe tumhpe pyar behisaab aata hai
Karar nahi aata abh tuh mujhe kisi bhi peher Na jane kyun har wakt tu hi tu mujhe nazar aata hai
Bhul jaungi main saare zamane ko sayad Har khadi mujhko tera hi khayal aata hai
Kyun hun itni bechain kyun itna khumar chata hai Kyun nahi lagta tu mujhe begana kyun tu mujhme samata hai It's beautiful Sandhaya....... sukhriya Aryaan ji ......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #197 on: June 25, 2005, 12:15:45 PM » |
|
Tumhare pyar pe mujhko pyar aata hai Sochti hun bahut par dil ko na karar aata hai
Teri har ek baat karti hai khayal mujhko Mujhe tumhpe pyar behisaab aata hai
Karar nahi aata abh tuh mujhe kisi bhi peher Na jane kyun har wakt tu hi tu mujhe nazar aata hai
Bhul jaungi main saare zamane ko sayad Har khadi mujhko tera hi khayal aata hai
Kyun hun itni bechain kyun itna khumar chata hai Kyun nahi lagta tu mujhe begana kyun tu mujhme samata hai hello sandhaya good yaar mere hi khyalo mai khoi ho aur rehti mujhse khafa ho... main ab bhi tumhe dhoondta hun.. magar tum rehti mujhse juda ho..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #198 on: June 27, 2005, 08:58:46 AM » |
|
thanks u sandeep ...........
khayal ko dil main humne chupa liya apni aankhon pe ek parda gira liya koi padh na le meri gum ki dastan mere chehre se issiliye main apna chehra haathon main chupa liya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #199 on: June 27, 2005, 09:10:12 AM » |
|
thanks you sandeep ...........
khayal ko dil main humne chupa liya apni aankhon pe ek parda gira liya koi padh na le meri gum ki dastan mere chehre se issiliye main apna chehra haathon main chupa liya Wow :o , Too good Sandhya ji aryan ji & Sandeep ji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #200 on: June 27, 2005, 09:51:01 AM » |
|
thanks you sandeep ...........
khayal ko dil main humne chupa liya apni aankhon pe ek parda gira liya koi padh na le meri gum ki dastan mere chehre se issiliye main apna chehra haathon main chupa liya Wow :o , Too good Sandhya ji aryan ji & Sandeep ji.sukhriya Bhambra.......................ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #201 on: June 29, 2005, 06:50:46 AM » |
|
tanhai main aksar mujhe hasati hai uski yaadein kabhi banke bistar mujhe sulati hai uski yaadein kabhi karke sararat mujhe neend se jagati hai uski yaadein jab rone lagun main darke mujhe sine se apne lagati hai uski yaadein jab karu sararat ko dant ke bithati hai uski yaadein ruth jaun jo main kabhi pyaar se manati hai uski yaadein khush hun main iss baat se ki sirf meri hai sirf meri ye yaadein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #202 on: June 29, 2005, 09:45:52 AM » |
|
Abb aur akela ji na sakunga mai, Marne ka bhi iraada nahin mujhe is halaat mai, Laut aao tum, mujhe har shart hai manjur tumhari, Ghulam hi baanke sahi, tere paas to rahunga mai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #203 on: June 29, 2005, 10:45:50 AM » |
|
gulam na tujhe hum sartaj banayenge kadmo main nahi tujhko hum palko pe bithayenge ki pyaar karne vale tuh puje jata hai yahan tujhko phir bhala hum kyun satayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #204 on: June 29, 2005, 10:57:10 AM » |
|
Pujte nahin hai koi ashiqo ko yahan, is duniya main, Nahito ranjha aur romio ki jagah hoti wahan us mandir main. :cry: :cry:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #205 on: June 29, 2005, 11:14:31 AM » |
|
vaise maine zamane ki nahi apne dil ki baat ki thi .....
katle aam jahan insaano ko kiya jata hai vahan mahobaat ko kya samajege ye diwane log
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #206 on: June 29, 2005, 11:24:43 AM » |
|
vaise maine zamane ki nahi apne dil ki baat ki thi .....
katle aam jahan insaano ko kiya jata hai vahan mahobaat ko kya samajege ye diwane log Bilkool sahi farmaya apne, aur apni dil ki baat kehene ke liye sukriya..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #207 on: July 02, 2005, 09:15:20 PM » |
|
Vo kuch iss tarah se humko tadpha rahe hai ke aate aate karib ,vo raste se louth kar ja rahe hai Rokna chahte hai hum unhe issi liye kin kin bahano se unhe samja rahe hai kabhi janeja, kabhi janeman, kabhi janebahar kah kar bula rahe hai Vo kuch iss tarah se hume tadhpa rahe hai
kabhi aa rahe hai kabhi ja rahe hai kabhi has rahe hai kabhi sarma rahe hai pehle naraz karke phir khud hi manna rahe hai vo kuch iss tarah se humko manna rahe hai
kabhi aankhen dikha rahe hai kabhi ankhen chura rahe hain kabhi hak jata kar dant rahe hain phir usi pal sarrart se ankhen juka rahe hai vo kuch iss tarah se humko tadhpa rahe hain
unka masti bhari baatain karna vo musam ko rangin bana rahe hain aur karte karte baatain khamosh hona dekh kar hum maan hi maan gabra rahe hain vo kuch iss tarah se humko tadhpa rahe hain Great sandhaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #208 on: July 08, 2005, 12:17:00 PM » |
|
sukhriya Rohit ji ..............
kayal ko apne hume utara hai lafzon main ki har lafz main chupe mere dil ke ehsaas hai mil bhi gaya hai abh tuh vo mujko phir bhi.... na jane kyun usse milne ki dil main abhi bhi ek pyas hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|