Aryaan
Guest
|
«Reply #45 on: April 18, 2005, 01:22:07 AM » |
|
Bohat khoob Sandhaya, Sandeep & Naveed.....
Apno ki chahaton ne diye isqadar fareb Rote rahe lipat kar harr ajnabi ke sath
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #46 on: April 18, 2005, 02:15:55 AM » |
|
buhat buhat shukria jee
ARYAAN
Rote rahe lipat kar harr ajnabi ke sath Lekin mera Ghum Phir Bhi Kum Na huwa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #47 on: April 18, 2005, 07:18:59 AM » |
|
Very nice Sandhaya & Sandeep.......
Suraj doobe ga tau chaand chamke ga, neend aankh mein na aayegi kabhi Kaise samjayein dil ko keh guzre huwe pal na aayein ge laut kar kabhi
sukhriya aryaan ji meri aur sandeep ki taraf se and also nice one .........hamesa ki tarah and thank Faree............... gujra zamana kyun yaad aata hai phir se vo bhul gaye hai tujhko kabke Aryaan tu kyun unhe wapas bhulata hai phir se dekh unki taraf jo tere intzaar main hai jinhe teri parva nahi unke liye khudko kyun jalata hai phir se aap sabhi dosto ko thanks..thanks qutub n faree..thanks aur sandhaya tumhe to pata nahi kitni baar thanks.. Pyar mei jhalaktha jaam ho tum. Mohabat mei mehekta sham ho tum. Tume yaadon mei chupaya firti hoon.. Aaye jaan ishq ka dusraa naam ho tum. ....... ur welcome sandeep ....... jise khokar hum kho denge sab kuch ek aisi shaam ho tum jisse dekhkar hi sab jumne lagta hai ek aisa jaam ho tum tumhe kis kis tarah bataye hum ki humare kya ho tum hume zindagi se bhi ajjij humare mehbub ho tum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #48 on: April 18, 2005, 07:21:26 AM » |
|
nice work..........sandhya..........sandeep ....:lol: thanks alot Waheed ji from sandeep and me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #49 on: April 18, 2005, 07:48:46 AM » |
|
Very nice Sandhaya & Sandeep.......
Suraj doobe ga tau chaand chamke ga, neend aankh mein na aayegi kabhi Kaise samjayein dil ko keh guzre huwe pal na aayein ge laut kar kabhi
sukhriya aryaan ji meri aur sandeep ki taraf se and also nice one .........hamesa ki tarah and thank Faree............... gujra zamana kyun yaad aata hai phir se vo bhul gaye hai tujhko kabke Aryaan tu kyun unhe wapas bhulata hai phir se dekh unki taraf jo tere intzaar main hai jinhe teri parva nahi unke liye khudko kyun jalata hai phir se aap sabhi dosto ko thanks..thanks qutub n faree..thanks aur sandhaya tumhe to pata nahi kitni baar thanks.. Pyar mei jhalaktha jaam ho tum. Mohabat mei mehekta sham ho tum. Tume yaadon mei chupaya firti hoon.. Aaye jaan ishq ka dusraa naam ho tum. ....... ur welcome sandeep ....... jise khokar hum kho denge sab kuch ek aisi shaam ho tum jisse dekhkar hi sab jumne lagta hai ek aisa jaam ho tum tumhe kis kis tarah bataye hum ki humare kya ho tum hume zindagi se bhi ajjij humare mehbub ho tum ur welcome sandhaya....................:lol: excellent sandhaya.......... Nah shouq e safar hey nah kisi khushboo ki talaash teri aankhon mein jalein aur inhi mein bujh jayein.... chashm dar chashm naheen safar mein rehna........ hum ko hey bass teri hi nazar mein rehna.............. ..................nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #50 on: April 18, 2005, 07:50:29 AM » |
|
huwa jo isqk unse tu ijhar hume karna na aaya beet gyee sari jindgee humen pyar karna na aaya mangi tu mangi jalim ne judaai humse humen itne se baat par unhe inkar karna nahi aaya.
nm
good naveed very nice words ...... mahobat ka ijhaar karke humne dard hi paya hai kaise samjaye usse apne dil ki haqqiqat ko hum kaise kahe ki iss dil main vo hi tuh samaya hai humne uske saath bahar main rehna chaha tha usne tuh judaai mangkar meri duniya ko pathjadh banaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #51 on: April 18, 2005, 07:53:11 AM » |
|
Bohat khoob Sandhaya, Sandeep & Naveed.....
Apno ki chahaton ne diye isqadar fareb Rote rahe lipat kar harr ajnabi ke sath ajnabi pe barosa kiya hai tune hume dard na bataya hai kya hum tere kuch nahi lagte jo tune humse duri ko badaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #52 on: April 18, 2005, 09:09:07 AM » |
|
usne tuh judaai mangkar meri duniya ko pathjadh banaya hai JIS K LIYE MEIN NEY SARI ZINDGI PHOOL KHILAYE KHONE JIGAR DE KR SHUKRIA SANDHYA huwa jo isqk unse tu ijhar hume karna na aaya beet gyee sari jindgee humen pyar karna na aaya mangi tu mangi jalim ne judaai humse humen itne se baat par unhe inkar karna nahi aaya.
nm
good naveed very nice words ...... mahobat ka ijhaar karke humne dard hi paya hai kaise samjaye usse apne dil ki haqqiqat ko hum kaise kahe ki iss dil main vo hi tuh samaya hai humne uske saath bahar main rehna chaha tha usne tuh judaai mangkar meri duniya ko pathjadh banaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SALIYA
Guest
|
|
«Reply #53 on: April 18, 2005, 01:15:19 PM » |
|
shaam dali phir kaali raat aayi,dil darka phir tumari yaad aayi,saanso ne mehsoos kiya us hawa ko jo tumhe chukar hamare paas aayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #54 on: April 18, 2005, 01:45:40 PM » |
|
Good one Saliya..
shaam dali phir kaali raat aayi, dil darka phir tumari yaad aayi, saanso ne mehsoos kiya us hawa ko jo tumhe chukar hamare paas aayi
Good one to start with .. Great..
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #55 on: April 19, 2005, 05:06:36 AM » |
|
Very nice Sandhaya & Sandeep.......
Suraj doobe ga tau chaand chamke ga, neend aankh mein na aayegi kabhi Kaise samjayein dil ko keh guzre huwe pal na aayein ge laut kar kabhi
sukhriya aryaan ji meri aur sandeep ki taraf se and also nice one .........hamesa ki tarah and thank Faree............... gujra zamana kyun yaad aata hai phir se vo bhul gaye hai tujhko kabke Aryaan tu kyun unhe wapas bhulata hai phir se dekh unki taraf jo tere intzaar main hai jinhe teri parva nahi unke liye khudko kyun jalata hai phir se aap sabhi dosto ko thanks..thanks qutub n faree..thanks aur sandhaya tumhe to pata nahi kitni baar thanks.. Pyar mei jhalaktha jaam ho tum. Mohabat mei mehekta sham ho tum. Tume yaadon mei chupaya firti hoon.. Aaye jaan ishq ka dusraa naam ho tum. ....... ur welcome sandeep ....... jise khokar hum kho denge sab kuch ek aisi shaam ho tum jisse dekhkar hi sab jumne lagta hai ek aisa jaam ho tum tumhe kis kis tarah bataye hum ki humare kya ho tum hume zindagi se bhi ajjij humare mehbub ho tum hye hye ... tumhare liye tumhari khushbo mere paas se gujarti hawao mai hai.. tumhari madhur awaaj inn behki fijaao mai hai.. kahan kahan ho tum? kya bataoun tumhe.. par iss waqt tumhari muskarati jhalak .. mere palako se girti ghatao mai hai... thanks friend thanks all of u...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #56 on: April 19, 2005, 09:14:19 AM » |
|
Very nice Sandhaya & Sandeep.......
Suraj doobe ga tau chaand chamke ga, neend aankh mein na aayegi kabhi Kaise samjayein dil ko keh guzre huwe pal na aayein ge laut kar kabhi
sukhriya aryaan ji meri aur sandeep ki taraf se and also nice one .........hamesa ki tarah and thank Faree............... gujra zamana kyun yaad aata hai phir se vo bhul gaye hai tujhko kabke Aryaan tu kyun unhe wapas bhulata hai phir se dekh unki taraf jo tere intzaar main hai jinhe teri parva nahi unke liye khudko kyun jalata hai phir se aap sabhi dosto ko thanks..thanks qutub n faree..thanks aur sandhaya tumhe to pata nahi kitni baar thanks.. Pyar mei jhalaktha jaam ho tum. Mohabat mei mehekta sham ho tum. Tume yaadon mei chupaya firti hoon.. Aaye jaan ishq ka dusraa naam ho tum. ....... ur welcome sandeep ....... jise khokar hum kho denge sab kuch ek aisi shaam ho tum jisse dekhkar hi sab jumne lagta hai ek aisa jaam ho tum tumhe kis kis tarah bataye hum ki humare kya ho tum hume zindagi se bhi ajjij humare mehbub ho tum hye hye ... tumhare liye tumhari khushbo mere paas se gujarti hawao mai hai.. tumhari madhur awaaj inn behki fijaao mai hai.. kahan kahan ho tum? kya bataoun tumhe.. par iss waqt tumhari muskarati jhalak .. mere palako se girti ghatao mai hai... thanks friend thanks all of you... teri khusbu ko humne dil main utara hi tuhi bas tuhi abh tuh mera sahara hai kaise bataye hum tujhe ki kya hai halat main hun kashti tuhi mera kinara hai main hun aankh tuhi mera ishara hai main hun rasta tuhi meri manjil ka nazara hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jalpari
Guest
|
|
«Reply #57 on: April 19, 2005, 08:29:34 PM » |
|
nice sandhya..
Beymaini hote hain wo lamhe jub tum paas nahi hote Lagta hai mujhe aise ke zindagi tehar gayee ho jaise Aasman bhi be_rounuq sa lagta hai mujhe ke Kisi ne chand taaron ki roshni chura lee ho jaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #58 on: April 19, 2005, 09:57:43 PM » |
|
main hun rasta tuhi meri manjil ka nazara hai TU HAI MERA AUR TUHI MERI ZINDGI KA SAHRA HAI
SANDHYA .......................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #59 on: April 20, 2005, 05:19:34 AM » |
|
thanks jalpari and fakhree and nice too both of u
jo pal tere saath bitaye the kabhi vo pal hi tuh zindagi ki kamai hai bada kimaati tha uska saath sayad tabhi tuh bhulakar khudko humne uske saath ki kimat chukai hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|