VO KUCH ISS TARAH SE

by sandhaya on January 15, 2005, 05:29:55 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 17197 times)
Aryaan
Guest
«Reply #90 on: April 27, 2005, 08:15:55 AM »
Reply with quote
Bohat shukirya Qutubuddin & Sandhaya.......

Bohat khoob Sandhaya.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuch iss tarah................!! by Friend_4uall in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kuch is Tarah by BeNam in Shayri for Dard -e- Judai
KUCH IS TARAH SE.......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayri for Khumar -e- Ishq
kuch iss tarah by younus_syed in Shayri for Khumar -e- Ishq
kuch is tarah kiya usne mere zakhmo ka ilaaj... by maddy1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #91 on: April 27, 2005, 10:52:43 PM »
Reply with quote
vo kuch iss trahs humein chor gaye hain tnha
aab tu zindgi ka snsoon s bndhan hai tnha
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #92 on: April 28, 2005, 06:16:53 AM »
Reply with quote
zindagi hasin lagti hai unke ikraar ke baad
hum tutt hi jate hai unke jute hi inkar ke baad
Logged
SaaaherShah
Guest
«Reply #93 on: April 28, 2005, 01:01:51 PM »
Reply with quote
thanks all Usual Smile

Talluk is terha tora nahi kertay
Keh phir se jorna dushwar ho jaye
Hayat aik zehr mey dobi hui talwar ki manind
Mohabbat is terha chora nahi kertay
Rawadari ka hergiz raasta chora nahi kertay
Mohabbat mey sabhi aik dosre ko aazmatay hain
Mager aisa nahi kertay
Keh her umeed her amkaan toot jaye
Kahan tuk khinchi ho dor ye andaza rukhtay hain
Hamesha chaar dewaari mey aik derwaza rukhtay hain
Judayi mustakil ho tow zindagi zindaan ho jaye

Tow suno!

Jeenay se mo mora nahi kertay
Mohabbat is terha chora nahi kertay
Logged
SaaaherShah
Guest
«Reply #94 on: April 28, 2005, 01:04:34 PM »
Reply with quote
KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai

KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai
KASH ANKHYEIN PARHA KARai KOI
LOOG TASsKHEeR HOO BHI SAKTAi HAIN
LAFZ DIL SE ADA KARai KOI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #95 on: April 28, 2005, 08:28:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai

KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai
KASH ANKHYEIN PARHA KARai KOI
LOOG TASsKHEeR HOO BHI SAKTAi HAIN
LAFZ DIL SE ADA KARai KOI
buhat khoob yaar
Logged
SaaaherShah
Guest
«Reply #96 on: April 28, 2005, 10:50:01 PM »
Reply with quote
thanks buddy:)


qudart kai faisloon ka bhi lazim hai ehteramm
warna main chahta tha merai sath to rahai
===========
tumhai bhi shooq hai gham ka ,taujub hai
yeh roog ham nai barai hoslai sai pala hai
=-========
Diloon ki jagmagati bastiyaan taraj kartai hain
yehi jo loog hutai hain nihayat aamm sai pehlai
==========
main is liya bhi parindoon sai door bhagta hoon
keh in main reh kar merai par nikalnai lagtai hain
===========
us kai siwa kisi sai se-mat na sakoo ga main
jis ankh nai bekhaira mujhai intezam sai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #97 on: April 29, 2005, 06:53:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
thanks all Usual Smile

Talluk is terha tora nahi kertay
Keh phir se jorna dushwar ho jaye
Hayat aik zehr mey dobi hui talwar ki manind
Mohabbat is terha chora nahi kertay
Rawadari ka hergiz raasta chora nahi kertay
Mohabbat mey sabhi aik dosre ko aazmatay hain
Mager aisa nahi kertay
Keh her umeed her amkaan toot jaye
Kahan tuk khinchi ho dor ye andaza rukhtay hain
Hamesha chaar dewaari mey aik derwaza rukhtay hain
Judayi mustakil ho tow zindagi zindaan ho jaye

Tow suno!

Jeenay se mo mora nahi kertay
Mohabbat is terha chora nahi kertay


good Mr. shah ........

mahobat se hi hai zindagi hasin
mahobaat main dil thoda nahi karte
hassi ho tum jiski zindagi ho tum
uss chahne wale se muh mooda nahi karte
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #98 on: April 29, 2005, 07:12:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "SaaaherShah"
KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai

KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai
KASH ANKHYEIN PARHA KARai KOI
LOOG TASsKHEeR HOO BHI SAKTAi HAIN
LAFZ DIL SE ADA KARai KOI



kya baat hai very nice wording ...................

khwabon ko ankhon main basata kyun hai
ye tuh tutte hai khud aur todhte hai humko
tu inn khwabon ko har baar sajata kyun hai
dil tuthta hai tera mahobat main tu bewafa se dil ko lagata kyun hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #99 on: April 29, 2005, 10:11:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "SaaaherShah"
KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai

KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai
KASH ANKHYEIN PARHA KARai KOI
LOOG TASsKHEeR HOO BHI SAKTAi HAIN
LAFZ DIL SE ADA KARai KOI



kya baat hai very nice wording ...................

khwabon ko ankhon main basata kyun hai
ye tuh tutte hai khud aur todhte hai humko
tu inn khwabon ko har baar sajata kyun hai
dil tuthta hai tera mahobat main tu bewafa se dil ko lagata kyun hai
sandhay u 2 koooooooooolllllllllllllllll
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #100 on: April 30, 2005, 05:01:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "SaaaherShah"
KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai

KHUWAB LAFZOON MEIN DHAL NAHIN SAKTai
KASH ANKHYEIN PARHA KARai KOI
LOOG TASsKHEeR HOO BHI SAKTAi HAIN
LAFZ DIL SE ADA KARai KOI



kya baat hai very nice wording ...................

khwabon ko ankhon main basata kyun hai
ye tuh tutte hai khud aur todhte hai humko
tu inn khwabon ko har baar sajata kyun hai
dil tuthta hai tera mahobat main tu bewafa se dil ko lagata kyun hai
sandhay u 2 koooooooooolllllllllllllllll
thanks u faree ji.............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #101 on: April 30, 2005, 09:26:12 PM »
Reply with quote
again most welcome



sorry aaj kal kuch likhne ka mode nahin hai  i miss NINI
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #102 on: May 01, 2005, 06:30:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
again most welcome



sorry aaj kal kuch likhne ka mode nahin hai  i miss NINI
faree ninah ko tuh main bhi bahut miss karti hun
i hope vo jaldi se achi ho jayegi aur humare saath hogi
Logged
SaaaherShah
Guest
«Reply #103 on: May 01, 2005, 10:48:19 PM »
Reply with quote
Thanks jee:)
umeed hay yai bhe app loogon ko pasand aa a ge


Agar tum ne bhula daala...?

lakeeroN k ghaneray jaal main qismat nahi milti
buhat dhoonda
buhat dhoonda, to tab ja ker tumhain paya
tumhain paya to ab dil ko ye andesha satata hai
kerain ge kia agar janaN!
Hamain tum ne bhula daala??
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #104 on: May 01, 2005, 10:54:37 PM »
Reply with quote
jab tak thi woh saath sab apan apan lgta tha
aab tu zmana bhi ukhra ukhra sa lgta  hai
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
again most welcome



sorry aaj kal kuch likhne ka mode nahin hai  i miss NINI
faree ninah ko tuh main bhi bahut miss karti hun
i hope vo jaldi se achi ho jayegi aur humare saath hogi
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:14:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer