===== Wafa ==========

by BeNam on January 12, 2006, 07:20:29 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 29
ReplyPrint
Author  (Read 19569 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #45 on: January 26, 2006, 04:45:34 PM »
Reply with quote
meri zindgi me tera wajood .......

na jane kab se hai.......

hu mai jis din se is zami per ....

shayad tera intzarr tab se haii.....

aab to tujhko hi mana hai maine aapna rub ......

hona na juda humse milker ye chahte hai aab....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wafa by ishika gautam in Shayri for Khumar -e- Ishq
wafa by sem in Shairy-E-Watan
wafa by sem in Shairy-E-Watan
wafa by AkeleHum in Shayri-E-Dard
WAFA by budhu_1 in Shayri-E-Dard
Naya_Daur
Guest
«Reply #46 on: January 26, 2006, 05:46:52 PM »
Reply with quote
Vaade b dost ne kya khoob nibhaye hai

zakhm muft aur dard tofe me bhijwaye hai

is se badhkar wafadari ki missal kya hogi

maut se pahle dost kafan le aye hai
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #47 on: January 27, 2006, 02:05:03 PM »
Reply with quote
Tere laye kafan ko bhi e dost has ke kabool kiya
tu mera raqeeb na bna ska to qatalgaah hi shi
yeh wadda hai na karengey tujhey ruswa kabhi
manzil na mil ski ishq ki to kya, rastaa hi shi !!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #48 on: January 27, 2006, 02:18:54 PM »
Reply with quote
Tushar, Jeet and HumTum...

Very good work !

Rajbir
Logged
BeNam
Guest
«Reply #49 on: January 27, 2006, 08:52:08 PM »
Reply with quote
Woh pyaar hamara bhul gaye, Khata kuch aisi hui,
Khuda se woh na khuda huey, baat kuch aisi hui,
Hum tadapate rah gaye, saza khuch aisi mili,
Woh dil ka nata tod gaye, khata kuch aisi hui!

Kain arman tadap uthey, khata kuch aisi hui,
Bahar-e-chaman ujad gaya, baat kuch aisi hui,
Hum ahe bharate rah gaye, saza kuch aisi mili,
Woh tanaha chod gaye, khata kuh aisi hui!

Khata jo maaf ho toh deewana fir jee lega zara,
Benam apana chhalani sina firse see lega zara,
Jee chahe fir zulm aur dhate jao, uff na karenge zara,
Ek baar hi kurban kar do, nahi jeena ab katara katara!
 
---- BENAM ----
Banda Majbur hai mahobbat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #50 on: January 27, 2006, 11:12:30 PM »
Reply with quote
hum tum,benam,tushar,pooja,burnin all vry vry vry nice!!!
woh humse root gaya
mu moor ke chala gaya
sarhe naate bandan tor kar chala gaya
meri mohabbat ko tok rakar chala gaya
Logged
Pooja
Guest
«Reply #51 on: January 28, 2006, 12:34:14 AM »
Reply with quote
Wafa teri per aitbaar kiya
Rub se jayda tuje payar kiya
Waqat ka hosh kise hai yahan
Nahi dekha tuje, bhir bhi yah dil de diya!!

Bantein banana wo khoob jaanty hai
Humko samjhana wo khoob jaanty hai
Dil dukha kar, ab karaty hai bahane
Bahane banana wo khoob jaanty hai!!!

Rub ko lao ya farishto ko bulao
Jo bhi bahana hai, soch kar banao
Ishaq ke sir per ilzaam yah ayya hai
Husan ko sata kar, kayun aise sir jhukaya hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: January 28, 2006, 12:34:56 AM »
Reply with quote
Wah kaya baat hai HumTum ji!!! Sahi kahan apne, Husan aor Ishaq ki mahfil, apke bina bilkul adhoori hai!!!

Wo husan kaya jo, ishaq ko pagal na kar de
Wo husan kaya , jo insaan ko deewana na kar de
Wo Husan kaya jo ishaq se Ikraar kar le
Wo husan kaya jo juban se payaar ka izhaar kar de!!

Najro ki hai baaty, najaro se samjhayegy
Na kaheingy kuch, magar roj tuje gungunayegy
Jb bhi aogy gulshan mai tum, kahin hum chup jayegy
Dekheingy tumhe door se hi, magar pass nahi ayegy!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #53 on: January 28, 2006, 07:59:21 AM »
Reply with quote
Sehmi si nigaho mein khawab hum jaga denge.
suni si rahon mein phul hum bicha denge,

hamare sang wafa muskra kar to dekhiye.
hum apka har gum bhula denge.
Logged
BeNam
Guest
«Reply #54 on: January 28, 2006, 02:44:44 PM »
Reply with quote
Ger wafa per meri aitabaar tha,
Ger tumhe mujhi se sirf pyaar tha,
Toh dilko itana tadapate ho kyun,
Rah-e-mahobat main sang chalane ka wada toh tha!

Batain banana hum nahi janate,
Dil ko dukhana hum nahi janate,
Hum toh hale dil sunate rahe,
Bahane banana hum nahi janate!

Husn agar rutha hai mana lenge hum,
Darde dil suna kar mafi maang lenge hum,
Mana ke gunah hua hai humse,
Kuch toh rahem ho, iltaza karenge hum!

---Benam ---
Banda majboor hai mahobat main teri,
Warna jhukana nahi hai fidarat main meri!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #55 on: January 28, 2006, 03:02:08 PM »
Reply with quote
Pooja aur BeNam

Aree wah !

Husn aur Ishq ki ek baar phir se nok jhonk... :D

Bahut hi umda likha hai aap dono ne

Keep going

Jeet aur anjani aap ne bhi bahut khoob likha hai !

Rajbir
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #56 on: January 28, 2006, 03:24:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"

woh humse root gaya
mu moor ke chala gaya
sarhe naate bandan tor kar chala gaya
meri mohabbat ko tok rakar chala gaya





hum kaha ruthe hai .....

kucch door aalag nikla aaye the bus.,....

kuch waqt intzarr to karo......

mil jayengi fir se teri meri rahe.......
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #57 on: January 28, 2006, 07:45:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "anjani_si"

woh humse root gaya
mu moor ke chala gaya
sarhe naate bandan tor kar chala gaya
meri mohabbat ko tok rakar chala gaya





hum kaha ruthe hai .....

kucch door aalag nikla aaye the bus.,....

kuch waqt intzarr to karo......

mil jayengi fir se teri meri rahe.......


kaise karoon intezaar tera
dil hai ke manta nahi
dil hai bekarar mera
aur sunta aik nahi
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #58 on: January 29, 2006, 09:43:37 AM »
Reply with quote
Jiska wajood nahi wo hasti kis kam ki..
maja na de wo masti kis kam ki,

jaha Dil na lage wo basti kis kam ki..
aur jahan bewafi na mile woh mohabbat kis kamki
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #59 on: January 29, 2006, 09:46:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Wah kaya baat hai HumTum ji!!! Sahi kahan apne, Husan aor Ishaq ki mahfil, apke bina bilkul adhoori hai!!!

Wo husan kaya jo, ishaq ko pagal na kar de
Wo husan kaya , jo insaan ko deewana na kar de
Wo Husan kaya jo ishaq se Ikraar kar le
Wo husan kaya jo juban se payaar ka izhaar kar de!!

Najro ki hai baaty, najaro se samjhayegy
Na kaheingy kuch, magar roj tuje gungunayegy
Jb bhi aogy gulshan mai tum, kahin hum chup jayegy
Dekheingy tumhe door se hi, magar pass nahi ayegy!!!


Khool ! Usual Smile

Smile an everlasting smile..
A smile will bring you close to me..
Don't ever let me find you gone
That will bring a tear to me..
This world has lost its glory..
Lets start a brand new story..
NOW my love!!!!
Smile..  :D  !
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 29
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:24:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer