===== Wafa ==========

by BeNam on January 12, 2006, 07:20:29 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 29
ReplyPrint
Author  (Read 19581 times)
raju1
Guest
«Reply #90 on: February 03, 2006, 10:28:09 PM »
Reply with quote
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai Sama rangeen sa hone lagta hai Jahaan haseen sa lagne lagta hai Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai Chamakte hain chehre, chamakti hai duniya Behekti hai saansein mere liye Nazar se nazar jo mila loon agar to Phirakti hai dhadkan bhi mere liye Nasha kuch nigahon mein bhi aisa hota hai, maine suna hai Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai Hawa pe jahan dekhne ko chale hain Bani badalon se hai apni zameen Jo udne lage aasmaan tak hai jaana Na khushiyon mein apni hai koyi kami
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai Sama rangeen sa hone lagta hai Jahaan haseen sa lagne lagta hai Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai Chamakte hain chehre, chamakti hai duniya Behekti hai saansein mere liye Nazar se nazar jo mila loon agar to Phirakti hai dhadkan bhi mere liye Nasha kuch nigahon mein bhi aisa hota hai, maine suna hai Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai Hawa pe jahan dekhne ko chale hain Bani badalon se hai apni zameen Jo udne lage aasmaan tak hai jaana Na khushiyon mein apni hai koyi kami
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wafa by ishika gautam in Shayri for Khumar -e- Ishq
wafa by sem in Shairy-E-Watan
wafa by sem in Shairy-E-Watan
wafa by AkeleHum in Shayri-E-Dard
WAFA by budhu_1 in Shayri-E-Dard
budhu_1
Guest
«Reply #91 on: February 04, 2006, 01:26:27 AM »
Reply with quote
benaam , rajbir , hum tum , burniing_desiires , pooja, anjaani si guyz ur just gr8
hum kuch arz karna chahenge

Tere saamne khoon se khat likh kar tumhein dikhaadoon
   aa bekhabar tujhe parakhne ka andaaz sikhaadoon
Logged
budhu_1
Guest
«Reply #92 on: February 04, 2006, 01:30:26 AM »
Reply with quote
Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage,
Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage,
Shayri woh hai jo dil se nikle, aur jise sunke,
Her dil mein thoda sa to dard jage....


i hope u guyz like it
Logged
budhu_1
Guest
«Reply #93 on: February 04, 2006, 01:44:44 AM »
Reply with quote
pyar mien humne kya paya, kabhi khud roye to kabhi aap ko rulaya, zulm pe zulm karti gayi duniya, aur ek main thE jo uff bhi na kar paye
Logged
BeNam
Guest
«Reply #94 on: February 04, 2006, 02:35:04 AM »
Reply with quote
Budhu_1! Bahot achha likha hai aap ne!

BENAM
Logged
Pooja
Guest
«Reply #95 on: February 04, 2006, 05:54:17 AM »
Reply with quote
wafa ke sur ki taar tum ho
wafa ki bahaar tum ho
wafa ke raah mai, humrah tum ho
mere jeevan ka saar sirf tum ho
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #96 on: February 04, 2006, 09:26:14 AM »
Reply with quote
raju1 and budhu_1 bahut khoob likha hai aap dono ne !

Pooja and BeNam

I don't have to say anything, you guys know how i feel... :D

Rajbir
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #97 on: February 04, 2006, 10:47:25 AM »
Reply with quote
BeNam meri mahobbat hai,
Usse wafa ki kya umeed rakhoon,
Marte dum tak tujhe pyar karunga mein,
Phir tujhse koi gila shikwa kyun rakhoon..........
Logged
BeNam
Guest
«Reply #98 on: February 04, 2006, 04:54:00 PM »
Reply with quote
Bahot achhe Poojaji! and Badnaam Shayar! Thanks Raj Bro!

Mana ke mahobaat ho tum hamari,
Tum se na mil pana majburi hai hamari,
Kisi ne kasam di hai kuchh aisi,
Na jee pate hain, na mer pate hai, aisi halat hai hamari!

 -- BENAM ---
BENAM ki chupki ko bewafai na samajh,
Aaj bhi dil tera hai aur hum bhi tere,
Meri mahobat ko awaragi ki na samajh!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #99 on: February 06, 2006, 01:47:32 PM »
Reply with quote
Apki kasam ka maan hum nibhayegy
bina kisi sawal ke, apki mahfil se chale jayegy
le lo mera akhiri salaam A dost BeNam
Apki mehfil mai, ab kabhi na ayegy!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #100 on: February 06, 2006, 03:27:02 PM »
Reply with quote
Aap mehfil se yunhi utthh k chale jao,
Yeh hum kaise seh payenge,
Yoon na jao is mehefil se,
Warna hum apne aap ko na rok payenge,
Agar khata hui hai BeNam se kuch,
Toh koi baat nahi mahotarma Maafi hum maang jayenge......... :wink:
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #101 on: February 06, 2006, 03:52:52 PM »
Reply with quote
Yeh husn aur ishq ka bhi ajeeb naata hai
Ek ko roothna aur doosre ko manana hai
Toote ga na ishq aur husn ka rishta kabhi
Honsla rakh mere dost hoga inka sangam abhi !
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #102 on: February 06, 2006, 03:57:13 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Rajbir bhai.........very nice.... tongue3
Logged
BeNam
Guest
«Reply #103 on: February 06, 2006, 11:53:45 PM »
Reply with quote
--- Thanks Raj Bro, BS ! ---

Meri mehfil main ronak hai tere dum se,
Abhi bhi zinda rahene ki aas hai ter dum se,
Chale jana chahate ho toh na rokenge hum,
Apani wafa ka wasta bhi nahi denge hum!

Tera akhari salam nahi bhulega BENAM,
Apani sari tamannao ko dafana dega BENAM!

Jee lenge sisak kar zindagi ab hamari,
Nahi bhul payenge toh bus yeh mahobat tumhari!

--- BENAM ---
Chah kar bhi na pana takdeer main hai hamare,
Mahobat ka yeh anjam likha hai khuda ne hamare!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #104 on: February 07, 2006, 08:52:10 PM »
Reply with quote
Husn aur Ishq ka saath jaise nadi aur kinara,
Kabhi na juda hone waala ahsaas pyara pyara !
 
Ronak hai agar teri mehfil ki husn ke dum se,
To husn ko phir se waapis la yahan kasam se !
 
Rok le jaane waale ko, tu kar yeh meharbaani,
Kyun adhoori chor raha hai tu apni prem kahani !
 
"Aakhri salaam" yeh lafz na kabhi dohrana pyaron,
Zakhm gehre deta hai yeh mujh se poocho yaaron !
 
Karte hain dua tumhein kabhi siskiyon ka na mile sang,
Khushion ki ho tarang aur mohabbat tumhari laye rang !!!
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 29
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:58:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer