waqat

by zindagi_kal_ho_na_ho on May 08, 2004, 06:50:39 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3024 times)
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
Reply with quote
Waqat ki kaise hai chal,
patto per nazar aati hai ek phulo ki daal,
Humse woh chupa na sake woh apna bura haal.
Unke ghamo k samne khadi ho jauge mein banke ek dhal.


Waqat kitna suhana nazar aata hai ,
Jaha dekhu waha sirf aap ka hi chand sa cherha nazar aata hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
WAQAT***** by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat by Qutubuddin in Shayri for Dard -e- Judai
Waqat-A-saher hai mujhe Sajda karne Do !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
waqat yuhin guzar jayega by SairaKhan in SMS , mobile & JOKES
Waqat by Tanowar Jahan in Shayri for Khumar -e- Ishq
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #1 on: June 12, 2004, 03:27:29 AM »
Reply with quote
bahut khoob ye dosht bahut khoob
yum hi hamesa likhte rahen aur hum aapke likhe alfaaz ittminan se gaalon main haath lagaye read karate rahen aur kaya chahiye is ke siwa zindagi main bas
bye
sameer
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #2 on: June 12, 2004, 05:36:43 AM »
Reply with quote
Waqt ne chali aisi chaal
......Kiya hame behal..
Naa jaane kya tha unka haal
.....bura bhi hamara haal
Unko naa chain hamare siva..
....humko bhi neend naa unke bina
Magar waqt ne chali aisi chaal
.....Kiya darbadar
kya din kya raat .
...Sab barbaad..
Ke Waqt ne chali aisi chaal
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #3 on: June 13, 2004, 02:00:44 PM »
Reply with quote
waqat ki hi chaal thi doshton jo humen itana majboor kar gaya
ghari do ghari dikha gaya pyar ke sapane fir apano se door kar gaya
kabhi paas kabhi door kabhi sukh kabhi dukh sab waqt ka hi karisma tha
waqt ne hi chali yesi chaal hum se hamare apano ko lomari ke khatte angoor kar gaya
sameer

to,
Ricky nice creation aap bahut achcha likhte hain aur jo hamari ye haseen mulakat poetry ke jariye hoti hain ise hamesa youn hi  banaye rakhen aur saath saath apana khayal bhi rakhiyega
i waiting for your few more lines please jaldi se likhiyega
bye take care
sameer
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #4 on: June 13, 2004, 04:08:40 PM »
Reply with quote
Thanx for complimants..  BTW..you can always write in english for general chat.

Waqt hai woh katra jiska naa koi basera ..
.....Kabhi is daal kabhi us daal, ghume yeh daal daal
Waqt ne chali aisi chaal
.....Diya in labo par pyar ka pyara saa naam
Kiya humko hum se hi Anjaan
.....Diya chahaton ko parwan
Jagaya pyar bhare kalmo ka paigham
.....Safar humara sirf do pal ka
Par hai ab yeh har pal ka
.....Yeh sab waqt ka tha Aihsaan
Ke waqt ne chali aisi chaal..
.... Itna pass laa kar kiya door
Kiya ankhon ko yon Majboor
.....Woh bahot door
Aahe ab hum sirf bhar saktey hai
....Yuhi ab sirf intezaar kar saktey hai..
Ke Waqt ne chali aisi chaal
....Ab kis pal bal khaye
Kuch kar ke dikhaye..
....Paltey naa jaane kab yeh waqt ka palda
Jane kab ho hamara milna
Ke waqt ne chali aisi chaal.


Sameer.. Well.. I was never in Shayri type things.. but Now I kno it just come out of your heart ..
Anyway ..again thanx for complimants.
Logged
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
ty
«Reply #5 on: June 14, 2004, 05:02:47 AM »
Reply with quote
ty sameer & ricky for ur replies & ur good shayri creation . i hope ki aap sab log hamesha likhte rahena .
                                     bye tc c-ya  :D
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #6 on: June 16, 2004, 03:13:49 AM »
Reply with quote
tum yaad karo aur hum na aaye ye ho nahi sakata
tumhen yaad kiye bina main so nahi sakata
kaas ye mulakaaton ka silsila youn hi chalta rahe
main tumhen ye dosht ab kho nahi sakata
Logged
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
«Reply #7 on: June 16, 2004, 12:09:59 PM »
Reply with quote
bhut acche sameer keep it up !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: August 19, 2004, 07:33:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ricky"

Waqt hai woh katra jiska naa koi basera ..
.....Kabhi is daal kabhi us daal, ghume yeh daal daal
Waqt ne chali aisi chaal
.....Diya in labo par pyar ka pyara saa naam
Kiya humko hum se hi Anjaan
.....Diya chahaton ko parwan
Jagaya pyar bhare kalmo ka paigham
.....Safar humara sirf do pal ka
Par hai ab yeh har pal ka
.....Yeh sab waqt ka tha Aihsaan
Ke waqt ne chali aisi chaal..
.... Itna pass laa kar kiya door
Kiya ankhon ko yon Majboor
.....Woh bahot door
Aahe ab hum sirf bhar saktey hai
....Yuhi ab sirf intezaar kar saktey hai..
Ke Waqt ne chali aisi chaal
....Ab kis pal bal khaye
Kuch kar ke dikhaye..
....Paltey naa jaane kab yeh waqt ka palda
Jane kab ho hamara milna
Ke waqt ne chali aisi chaal.


Bahoot khoob Ricky.
Logged
kanu_ch
Guest
«Reply #9 on: August 19, 2004, 09:59:52 PM »
Reply with quote
Phool ko dar hai murjha Jaane ka,
Pathar ko dar hai thukra Jaane ka,
Mein aankhen isliye nahin kholta,
Mujhe dar hai sapnon ke toot Jaane ka.
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #10 on: August 22, 2004, 01:12:21 PM »
Reply with quote
Raat Aayegi to phir thakan ka ehsas
Din to ummed ki rahon mein gujar jayega
Aankhen mat kholna-e - dost,
Khuli aankh to bikhar jayega.
Logged
nishita
Guest
«Reply #11 on: August 23, 2004, 06:43:57 AM »
Reply with quote
nice all
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #12 on: August 23, 2004, 08:25:32 AM »
Reply with quote
good work all
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: August 23, 2004, 08:27:17 AM »
Reply with quote
Aaj Ujaali Ki Kiran Kho Gayi
Zindagi Veraan Se Ho Gayi,
Gaye Woh Din
Jab Humne Unse Umeed Rakha
Aaj Yeh Khoob Ho Gaya
Ki Humain Dosti Se Nafrat Ho Gayi.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #14 on: November 12, 2008, 03:28:34 PM »
Reply with quote
Waqt ne chali aisi chaal
......Kiya hame behal..
Naa jaane kya tha unka haal
.....bura bhi hamara haal
Unko naa chain hamare siva..
....humko bhi neend naa unke bina
Magar waqt ne chali aisi chaal
.....Kiya darbadar
kya din kya raat .
...Sab barbaad..
Ke Waqt ne chali aisi chaal

Toooo good lines Ricky jii
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:44:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer