Waqt Ka Kuch Pata Nahi (Dec.22.2006)

by FAREE on December 21, 2006, 08:55:35 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3048 times)
FAREE
Guest
Reply with quote
waqt ka kuch pata nahi kal kise wo kaha le jayenga
banke in fulo ki mehek pyaar is dil me sama jayenga.......

chand ki roshni ke tale pyaar hamara roshan ho jayega
zindagi ke is nazuk safar me pyaar uhi badhta jayenga.....

sath sath chalte hai hum pyaar dono ko samjh jayega
do dil juda nahi hamare pyaar dono ko ek kar jayenga........

koi pal dard bhara nahi honga wo khamoshi ko mitayega
ye pyaar hontho pe sada muskaan banke chha jayenga....

pyaar hamara duniya me hamesha amar kehlayega
waqt ke sath sath ye pyaar aur bhi gehra hota jayenga.......
Logged
Roja
Guest
«Reply #1 on: December 22, 2006, 01:43:28 AM »
Reply with quote
Abhi wo dard bakhi hai, Agar waqt marham hai

Magar kuch waqt lagta hai, Kisee ko bhool jane main

Dobara dil main basane main, Abhi kuch waqt lagna hai

Abhi wo dard bakhi hai, Mai kaise nahi ulfat main

Apni zaat ko gum kar du, Ke mere jism-o-wajdaan main

Abhi wo dard bakhi hai, Abhi us shakhs ki mujh per
Nigah-e-sard bakhi hai

Abhi toh ishq ke raston ki mujh per gard bakhi hai

Abhi wo dard bakhi hai.. sach yaara
Abhi wo dard bakhi hai..
Logged
FAREE
Guest
«Reply #2 on: December 22, 2006, 02:09:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Abhi wo dard bakhi hai, Agar waqt marham hai

Magar kuch waqt lagta hai, Kisee ko bhool jane main

Dobara dil main basane main, Abhi kuch waqt lagna hai

Abhi wo dard bakhi hai, Mai kaise nahi ulfat main

Apni zaat ko gum kar du, Ke mere jism-o-wajdaan main

Abhi wo dard bakhi hai, Abhi us shakhs ki mujh per
Nigah-e-sard bakhi hai

Abhi toh ishq ke raston ki mujh per gard bakhi hai

Abhi wo dard bakhi hai.. sach yaara
Abhi wo dard bakhi hai..
Kabhi to aasmaan say chaand utray, jaam ho jayey,
Tumharay naam ki ik khoobsoorat, shaam ho jayey !

Ajab haalaat they yun dil ka sauda ho gaya aakhir,
Mohabaat ki hawali jis tarah neelaam ho jayey !

Main khud bhi ahtiyatan us taraf say kum guzartee hoon,
Koi maasoom kyon meray liyey badnaam ho jayey !

Mujhay maaloom hai uska thikana phir kahan hoga,
Parinda aasmaan choonay mein jab naakaam ho jayey !

Kabhi to aasmaan say chaand utray, jaam ho jayey,
Tumharay naam ki ik khoobsoorat, shaam ho jayey !
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: December 22, 2006, 02:25:03 AM »
Reply with quote
Es bar toh apne pass they hum
Phir kiske liye udaas they hum

Aati thi hamme rafugari bhi
Ek dosre ka libas they hum

Kuch le gaye jab bhi ser utaya
Footpath ki aisii ghas they hum

Warjit karar paa gaye hai
Jis bhajm main herfe-khas they hum

Jalte rahe her hawa ke aage
Kya janiye Kisii ke aas they hum..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #4 on: December 22, 2006, 02:28:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Es bar toh apne pass they hum
Phir kiske liye udaas they hum

Aati thi hamme rafugari bhi
Ek dosre ka libas they hum

Kuch le gaye jab bhi ser utaya
Footpath ki aisii ghas they hum

Warjit karar paa gaye hai
Jis bhajm main herfe-khas they hum

Jalte rahe her hawa ke aage
Kya janiye Kisii ke aas they hum..
[color]
Chaand say phool say ya meri zuban say suneyay,
Har taraf aapka kissa hai jahan say suniyey !

Sab ko aata nahin duniya ko saja kar jeena,
Zindagi kya hai mohabbat ki zuban say suniyey !

Meri aawaaz parda hai meray chehray ka,
Main hoon khamosh jahan mujko wahan say suniyey !

Kya zaroori hai ki har parda uthaya jayey,
Meray haalaat bhi apnay makaan say suniyey !

Chaand say phool say ya meri zuban say suneyay,
Har taraf aapka kissa hai jahan say suniyey !
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: December 23, 2006, 12:00:39 AM »
Reply with quote
Hizra ki shab ka kaisi essm(judayee) se katna mushkil
Chand pura hai toh phir dard ka ghatna mushkil

Mauza-ye-kwaab hai wo, uske tikane maloom
Ab gaya hai toh, ye samajho ke palatna mushkil

Jin dharkathon ki jade DIL main utar jathi hai
Unka aandhi ki dharaathi se bhi katna mushkil

Kub-wathe-gam hai jo es tarah sambale hai mujhe
Warna bikru kisii lamhe toh simatna mushkil

Usse milthe huwe chehre bhi bahut hone lage
Shehar ke shehar se ek saath nipatna mushkil..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #6 on: December 31, 2006, 08:05:52 PM »

mera yaar aya ghazal ho gai
khushi saath laya ghazal ho gai

sada khush rahe tu hai meri dua
tera ishq paya ghazal ho gai

hatheli pe likh kar tere naam ko
labon se chulaya ghazal ho gai

jahan men faqat yek tujhe pyar ka
nishana banaya ghazal ho gai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #7 on: January 03, 2007, 08:20:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
bohat khoob FAREE saheb And ROJA ji ,,,,lage raho

Thank You  majid ji

Logged
~Resham~
Guest
«Reply #8 on: January 04, 2007, 06:53:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"
Quote from: "Roja"
Hizra ki shab ka kaisi essm(judayee) se katna mushkil
Chand pura hai toh phir dard ka ghatna mushkil

Mauza-ye-kwaab hai wo, uske tikane maloom
Ab gaya hai toh, ye samajho ke palatna mushkil

Jin dharkathon ki jade DIL main utar jathi hai
Unka aandhi ki dharaathi se bhi katna mushkil

Kub-wathe-gam hai jo es tarah sambale hai mujhe
Warna bikru kisii lamhe toh simatna mushkil

Usse milthe huwe chehre bhi bahut hone lage
Shehar ke shehar se ek saath nipatna mushkil..
[/color]
mera yaar aya ghazal ho gai
khushi saath laya ghazal ho gai

sada khush rahe tu hai meri dua
tera ishq paya ghazal ho gai

hatheli pe likh kar tere naam ko
labon se chulaya ghazal ho gai

jahan men faqat yek tujhe pyar ka
nishana banaya ghazal ho gai

Bohat KhuuB

Ghazal ho gayi

keep it up

Jaane kaise kaha, kab seher ho gayi
Un se nazre mili aur ghazal ho gayi
Haal-e-dil jin se ab tak chhupate rahe
Unki mehfil me aaye, aur ghazal ho gayi
Log uljhe rahe shair ke darmiya(n)
aur poori humari ghazal ho gayi

laughing4 laughing4
Logged
FAREE
Guest
«Reply #9 on: January 05, 2007, 04:36:20 AM »
Reply with quote

Leave Me Alone

Logged
FAREE
Guest
«Reply #10 on: January 05, 2007, 04:39:08 AM »
Reply with quote

Apnay Ahsas Say Choo Kar Mujhay Sandal Kar Do
Main Sadiyon Say Idhoora Ho Mukamal Kar Do
Na Tumhay Hoosh Raha Na Mujhay Hoosh Raha
Iss Qader Toot Ker Chaho K Mujhay Pagal Kar Do
Tum Hathali Ko Mara Pyaar Ki Mehndi Say Rang Do
Apni Ankhon Main Mara Naam Ka Kajal Kar Do
Dhoop Hi Dhoop Hon Main Iss Tarha Too Kar Bersoo Mujh Per
Main To Sehra Ho Mujhay Pyaar Ka Badal Kar Do
Iss K Saya Main Mara Khawab Mahek Jayin Ga
Mare Chehray Per Umeddon Ka Anchal Kar Do
Apna Honton Ki Moher Lagaoo Mujh Per
Ek Nazer Pyaar Say Deakho Mujhay Ghayal Kar Do

Wasi  Shah

Logged
FAREE
Guest
«Reply #11 on: January 05, 2007, 04:53:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "~Resham~"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "Roja"
Hizra ki shab ka kaisi essm(judayee) se katna mushkil
Chand pura hai toh phir dard ka ghatna mushkil

Mauza-ye-kwaab hai wo, uske tikane maloom
Ab gaya hai toh, ye samajho ke palatna mushkil

Jin dharkathon ki jade DIL main utar jathi hai
Unka aandhi ki dharaathi se bhi katna mushkil

Kub-wathe-gam hai jo es tarah sambale hai mujhe
Warna bikru kisii lamhe toh simatna mushkil

Usse milthe huwe chehre bhi bahut hone lage
Shehar ke shehar se ek saath nipatna mushkil..
[/color]
mera yaar aya ghazal ho gai
khushi saath laya ghazal ho gai

sada khush rahe tu hai meri dua
tera ishq paya ghazal ho gai

hatheli pe likh kar tere naam ko
labon se chulaya ghazal ho gai

jahan men faqat yek tujhe pyar ka
nishana banaya ghazal ho gai

Bohat KhuuB

Ghazal ho gayi

keep it up

Jaane kaise kaha, kab seher ho gayi
Un se nazre mili aur ghazal ho gayi
Haal-e-dil jin se ab tak chhupate rahe
Unki mehfil me aaye, aur ghazal ho gayi
Log uljhe rahe shair ke darmiya(n)
aur poori humari ghazal ho gayi

laughing4 laughing4

Mera Humnasheen mujhy Jeene kyu nahi Deta

Mujhy Meri Duniya Main Wapis Loutne Nahi Deta
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: January 05, 2007, 10:50:52 PM »
Reply with quote
Thanks Resham ji..
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: January 05, 2007, 11:09:47 PM »
Reply with quote
Her show jahan haseen thi hum tum they ajnabi
Baad muddat unhein dekhkar yu laga
Jaise betaab dil ko karaar aa gaya
Aasuwon ke gal muskane lage
Jaise guldaan main jaan ye bahaar aa gaya

Roja
Logged
FAREE
Guest
«Reply #14 on: January 05, 2007, 11:25:43 PM »
Reply with quote

Kese Karu.n Hale Dil Bayaa.n Tujhse
Teri Muskan Rok Deti Hai Mujhe

Ashq Jab Nikalte Hai Teri Palko.n Se
To Hajar Shikave Hote Hai Khuda Se
Ki Kyo.n Main Tere Pas Nahi Hota Hun
Ranjo Gum Is Bat Ka Hai Ki
Kyo.n Main Tujhe Paa Kar Har Bar Main Khota Hun

Naseeb Ne Kuch Esi Lakire.n Banayi Hai Hatho.n Me
Ki Tere Hath Ki Lakire.n
Mere Hatho.n Ki Lakiro.n Ka Rukh Nahi Karti

Khwabo.n Me Tujhe Har Pal Sath Rakha Hai
Magar Jab Aankhe.n Khuli To Ojhal Payaa Hai Tujhe

Khuda Esa Karta Ki Main Jamee.n Par Na Hota
Har Bar Tujhe Paa Kar Yu.n Main Na Khota

Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:47:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer