Wo Aisa Hunar Rakhte Hain,.

by Jaanasheen on June 18, 2009, 04:38:51 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2633 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Na Talwaar, Na Teer, Na Khanjar Rakhte Hain,.
Wo Muskuraakar Khatl Karne Ka Hunar Rakhte Hain,.

Kaun Roothne Ki Hasrat Karega, Unse "Azeem,.
Jo Ek Pal Mein Manaale, Wo Aisi Nazar Rahkte Hain,.

Gilaa Na Mujhe Ke Wo Saath Nahi, Paas Nahi,.
Wo Door Rehkar Hi Kuch Aisi KHabar Rakhte Hain,.

Ye Sach Hai ke Mekhabar Hoon Main Uske Theekaane Se,.
Kya Ye Kam Hai Ke Mere Dil Mein Apna Ghar Rakhte Hain,.


_____________________________________-Azeem-


Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: June 18, 2009, 04:48:24 PM »
Reply with quote
Waah Waah ! Bahoot Bahoot Khoob. Kya baat kahi hai.. Very Very Nice Azeem!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 18, 2009, 04:58:33 PM »
Reply with quote
Shukriya Sophi,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: June 18, 2009, 05:12:08 PM »
Reply with quote
Aaye Haye.. Kya Baat hai Azeem Bhai.. Behad Romantic likha hai dear.. Bahut Pyaar Bhaje alfaaz Likhe hain. Bahut Bahut Khooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: June 18, 2009, 08:37:52 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: June 18, 2009, 10:24:32 PM »
Reply with quote
hum door nahi jaanam, zara palkaen jhuka kar dehko...
hum tho tumhaari saanson k aashiyaane me rehte hain, tumhaare hain, aaj zaamaane ko kehdo!


behud romantic nazam hai ji... keep writing!
Logged
sanjaytiwari
Guest
«Reply #6 on: June 19, 2009, 02:14:18 AM »
Reply with quote


Bahoot Khoob. Very Nice. Liked it very much.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: June 19, 2009, 10:32:51 AM »
Reply with quote
Wah wah Azeem ji wonderful creation,very nice. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #8 on: June 19, 2009, 05:09:20 PM »
Reply with quote
Khoob bahut khoob Azeem Bhai
wah wah
SARVESH RASTOGI
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: June 19, 2009, 06:24:48 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Chote Bhai,
Kya Andaaz Hai.
Logged
aaina
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2009, 08:32:57 AM »
Reply with quote

Na Talwaar, Na Teer, Na Khanjar Rakhte Hain,.
Wo Muskuraakar Khatl Karne Ka Hunar Rakhte Hain,.

Kaun Roothne Ki Hasrat Karega, Unse "Azeem,.
Jo Ek Pal Mein Manaale, Wo Aisi Nazar Rahkte Hain,.

Gilaa Na Mujhe Ke Wo Saath Nahi, Paas Nahi,.
Wo Door Rehkar Hi Kuch Aisi KHabar Rakhte Hain,.

Ye Sach Hai ke Mekhabar Hoon Main Uske Theekaane Se,.
Kya Ye Kam Hai Ke Mere Dil Mein Apna Ghar Rakhte Hain,.


_____________________________________-Azeem-




kya baat hai azeem bhut khoob...........aur ye andaaz bhi bhut khoob dear bin talwaar aur bin khanjar ke qatal aise ghaaw bhut gehre hote hain dear
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 20, 2009, 08:34:39 AM »
Reply with quote
Shukriya Vikas Bhai,.
Rahim Bhai,.
Sidraah,.
Sarwesh Bhai,.
Kaash Bhai,.
Mashuwesh Ji,.
Sanjay Tiwari JI,.
Rajesh Bhaiya,.

BOhat Shukriya,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 20, 2009, 08:35:20 AM »
Reply with quote
kya baat hai azeem bhut khoob...........aur ye andaaz bhi bhut khoob dear bin talwaar aur bin khanjar ke qatal aise ghaaw bhut gehre hote hain dear

Shukriya Bhai,.
Sahi Farmaaya Aapne, Ye Ghaaw Biohat gehre Hote Hain,.
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: June 20, 2009, 08:38:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai,.
Sahi Farmaaya Aapne, Ye Ghaaw Biohat gehre Hote Hain,.

hmmmmmmm.........kaafi tajarba hai dear

mere chacha ka ek sher mujhay yaad aa rha hai azeem


na keh ke kuch bhi bhut kuch bata rha hai koi
nigaah neechi kye muskura rha hai koi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 20, 2009, 08:44:57 AM »
Reply with quote
hmmmmmmm.........kaafi tajarba hai dear

mere chacha ka ek sher mujhay yaad aa rha hai azeem


na keh ke kuch bhi bhut kuch bata rha hai koi
nigaah neechi kye muskura rha hai koi

[/quote

Mashallah Kya KLHoob Ahaar Share Kiye Hain Bhai Aapne,.
Bohat Achche,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:25:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer