Wo Aisa Hunar Rakhte Hain,.

by Jaanasheen on June 18, 2009, 04:38:51 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2595 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: June 20, 2009, 12:44:31 PM »
Reply with quote

Na Talwaar, Na Teer, Na Khanjar Rakhte Hain,.
Wo Muskuraakar Khatl Karne Ka Hunar Rakhte Hain,.

Kaun Roothne Ki Hasrat Karega, Unse "Azeem,.
Jo Ek Pal Mein Manaale, Wo Aisi Nazar Rahkte Hain,.

Gilaa Na Mujhe Ke Wo Saath Nahi, Paas Nahi,.
Wo Door Rehkar Hi Kuch Aisi KHabar Rakhte Hain,.

Ye Sach Hai ke Mekhabar Hoon Main Uske Theekaane Se,.
Kya Ye Kam Hai Ke Mere Dil Mein Apna Ghar Rakhte Hain,.


_____________________________________-Azeem-




Bohot Khoob Azeem....Very nice one !
Logged
diya786
Guest
«Reply #16 on: June 20, 2009, 12:48:55 PM »
Reply with quote
Mashallah Azeem
bahut khoob
kamaal likha hai aapne

 Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: June 21, 2009, 08:30:32 AM »
Reply with quote
Wah Mere Bhai Kya Khoob Andaaz Mein
Apna Haal e Dil Aur Apne Dilbar Ki
Shadgi Ko Bayaan Kiya Hai Bohat Khoob
Keep It Up ..

Khush Raho Bhai...

Shukriya Majid Bhai, Thank U.,/
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: June 21, 2009, 08:35:02 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem....Very nice one !
Shukriya Sisi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: June 21, 2009, 08:35:56 AM »
Reply with quote
Mashallah Azeem
bahut khoob
kamaal likha hai aapne

 Applause Applause Applause

Shukriya Kashish JI,. Bohat Shukriya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #20 on: June 22, 2009, 06:38:04 PM »
Reply with quote
azeem, baar baar padrne ko dil chahta hai... so sweet ji!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 24, 2009, 11:20:19 AM »
Reply with quote
azeem, baar baar padrne ko dil chahta hai... so sweet ji!

Thank U Ji,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #22 on: June 24, 2009, 11:34:42 AM »
Reply with quote
SubhanAllah...Kya baat hai Azeem..
Mazaa aagaya yaar... Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: June 24, 2009, 11:47:57 AM »
Reply with quote
SubhanAllah...Kya baat hai Azeem..
Mazaa aagaya yaar... Clapping Smiley

Shukriya Bhaijaan,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #24 on: June 24, 2009, 12:02:05 PM »
Reply with quote
Pyare bhai azeem salamwalekum !!

Bahoth dino ke baad tumhe pada aur subhan allah bahoth hi khubsurath andaaz se bayan kiya hai tumne , apne jazbaath ko , aur han ye kahena qair wajib na hoga ke tumhari shayari me kaafi sanjeedgi aur wazan paida howa hai pahele ki ba nizbath !! allah tumhe khush rakhe bhai , ghar me sub se mera salam kahena !!


Apka Bhai ,

Qadeertoopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: June 24, 2009, 12:06:02 PM »
Reply with quote
Pyare bhai azeem salamwalekum !!

Bahoth dino ke baad tumhe pada aur subhan allah bahoth hi khubsurath andaaz se bayan kiya hai tumne , apne jazbaath ko , aur han ye kahena qair wajib na hoga ke tumhari shayari me kaafi sanjeedgi aur wazan paida howa hai pahele ki ba nizbath !! allah tumhe khush rakhe bhai , ghar me sub se mera salam kahena !!


Apka Bhai ,

Qadeertoopchi

Walaikum As Salaam,.
Allah Ka Karam Hai, Sab Theek Hain Ghar Mein, Aur Shukriya Bhai, Hamaari Koshish Ko Sarhaane Ke LIye, Waise Ye Aapki Duaaon Ka Asar hai,.

Shukriya,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:11:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer