Wo pal wo lamhe..............

by dhadkan on April 26, 2005, 08:30:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1677 times)
dhadkan
Guest
Reply with quote
Wo pal wo lamhe yaad hai mujhe ab bhi,
Jo saath saath dekhe the,
Wo saare sapne yaad hai mujhe ab abhi.

Wo teri khushboo saanson me mehek rahi hai ab hi,
Jab teri bahon me kho gaye the,
Wo manzar yaad hai mujhe ab bhi.

Wo ruthna mannana yaad hai mujhe ab bahi,
Mere aansoon jo kabhi chalak pade to,
Wo tera bechain hona yaad hai mujhe ab bhi.

Wo teri baton me khona yaad hai mujhe ab bhi,
Jab baaton baaton me hi raat beet jati thi,
Wo raatein yaad hai mujeh ab bhi.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
lamhe judai ke by mnfardeen in Ghazals
Ek lamhe me zindagi savar di by sameer14112 in SMS , mobile & JOKES
***chand lamhe*** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
KUCHH LAMHE by amarakash in Ghazals
Devdas_online
Guest
«Reply #1 on: April 26, 2005, 10:40:47 AM »
Reply with quote
very nice Dhadkan

Khud ko bhula sakte hain, aapki yaadon ko nahin,
Apne sher bhula sakte hain, aapke sheron ko nahin Usual Smile

aise hi accha likhte raho,
hamare dilon ko chhute raho
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #2 on: April 27, 2005, 04:45:39 AM »
Reply with quote
Shukriya Devdas dear............................................. .. :lol:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: April 27, 2005, 07:21:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "dhadkan"
Wo pal wo lamhe yaad hai mujhe ab bhi,
Jo saath saath dekhe the,
Wo saare sapne yaad hai mujhe ab abhi.

Wo teri khushboo saanson me mehek rahi hai ab hi,
Jab teri bahon me kho gaye the,
Wo manzar yaad hai mujhe ab bhi.

Wo ruthna mannana yaad hai mujhe ab bahi,
Mere aansoon jo kabhi chalak pade to,
Wo tera bechain hona yaad hai mujhe ab bhi.

Wo teri baton me khona yaad hai mujhe ab bhi,
Jab baaton baaton me hi raat beet jati thi,
Wo raatein yaad hai mujeh ab bhi.

Bohat khoob Dhadkan....
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #4 on: April 27, 2005, 07:23:20 AM »
Reply with quote
Thank you Aryaan.......... but aap jaisa likh nahi pate...............................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: April 27, 2005, 07:28:55 AM »
Reply with quote
arey itna acha tau likhti hain aap, isiliye tau tareef ki hai.....Usual Smile

Woh log jo mujhe jaan se aziz rakhtey hain
Main jee raha hoon unnki rafaQaton ke liye
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #6 on: April 27, 2005, 07:35:19 AM »
Reply with quote
hi aryaan,

rafaQaton ka matlab kya hai?.....................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: April 27, 2005, 07:45:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "dhadkan"
hi aryaan,

rafaQaton ka matlab kya hai?.....................

Rafaqaton se matlab= unnki dosti, pyar, mohabbat ke liye
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: April 27, 2005, 04:07:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "dhadkan"
Wo pal wo lamhe yaad hai mujhe ab bhi,
Jo saath saath dekhe the,
Wo saare sapne yaad hai mujhe ab abhi.

Wo teri khushboo saanson me mehek rahi hai ab hi,
Jab teri bahon me kho gaye the,
Wo manzar yaad hai mujhe ab bhi.

Wo ruthna mannana yaad hai mujhe ab bahi,
Mere aansoon jo kabhi chalak pade to,
Wo tera bechain hona yaad hai mujhe ab bhi.

Wo teri baton me khona yaad hai mujhe ab bhi,
Jab baaton baaton me hi raat beet jati thi,
Wo raatein yaad hai mujeh ab bhi.


wowwwwww dhadkannnnnn!!!!!

 :D
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: April 27, 2005, 04:25:36 PM »
Reply with quote
gud dhadkan ji,................
jab bhi yaad aati hai teri dhadkane tez ho jaati hai,
zindagi me har taraf roushani se chaa jaati hai,
tere yaado ka sil sila hai iss kadar mere dil me,
jaise lahoo ki rawani nas-nas me hai.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:40:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer