Wo Pari Si Lardki,.

by Jaanasheen on December 08, 2010, 05:27:44 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2224 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote


Rakh Ke Aankhon Pe Hateliyaan Apni,.
Apni Mehak Mujhe Mehsoos Karaati,.

Ek Pari Si Lardki Aksar,.
Kuch Aise Mere Paas Aati,.

Uski Sohbat Mein Doob Gaya Main,.
Chaand Sitaaron Mein Kho Gaya Main,.

Baat Kare To Khush Kar Jaaye,.
Uske Bagair Ab Jeeya Na Jaaye..

Phoolon Si Wo Nazook Lardki..
Hai Raahat Is Bachain Dil Ki,.

Pariyon Ki Fitrat Usme Basi Hai,.
Wo Lardki Nahi Zindagi Meri Hai,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh Pari by Ravi_Dave in Shayari -e- Husn
Ek Pari..... by palkhi in Shayri for Dard -e- Judai
Ajab Pagal Si Lardki hai by mastermind786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek Lardki,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Suno Lardki {Aarzu},. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: December 08, 2010, 05:32:51 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Chote Bhai
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #2 on: December 08, 2010, 05:57:14 PM »
Reply with quote
kitna sundar hai --
pyar ka samandar hai--
jo dil tere andar hai--
***
bahut khubsurat Azeem bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 08, 2010, 06:01:13 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Chote Bhai

Shukriya Rajesh bhai,.

kitna sundar hai --
pyar ka samandar hai--
jo dil tere andar hai--
***
bahut khubsurat Azeem bhai

Shukriya,.

Ye Kamal Us Shaks Ka Hai Jo Dil Mein Basta Hai,.
Tabhi To Dil Sundar, Dil Samandar Dil Hasta Hai,.
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #4 on: December 08, 2010, 06:19:59 PM »
Reply with quote
uss shakhs ke baare me kuch bhi puchna ab mumkin nhi..
ye hi kaafi hai ki
aapka dil uske naam ke saath
dhadakta hai..
Khus rahiye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 08, 2010, 06:24:41 PM »
Reply with quote
uss shakhs ke baare me kuch bhi puchna ab mumkin nhi..
ye hi kaafi hai ki
aapka dil uske naam ke saath
dhadakta hai..
Khus rahiye
Ye Dil Ki Dharkan Usi Se Hai,.
Ye Mera Jeewan Usi Se Hai,.

Shukriya Bhai, Duaa Ki Darkhwaast,.
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #6 on: December 08, 2010, 06:37:16 PM »
Reply with quote
hamari duayen aap ke liye hi hain Azeem bhai.
uparwale se yahi mangta hu mai...do sachhe pyar karne wale kabhi na bichhde--
inshaallah aisa hi hoga .
Logged
Intezar
Guest
«Reply #7 on: December 08, 2010, 06:54:59 PM »
Reply with quote
bahut badhiya... Azeem bhai...
yun hi hote hain kisi ki nazar ye dil ke fasaane...
ki tanhaayi mein jab baith kar hum unhe sochte hain... !

Intezar !
Logged
Intezar
Guest
«Reply #8 on: December 08, 2010, 06:56:42 PM »
Reply with quote
ji bilkul sahi baat kahi aapne killbill ji..
dua hai ki ye dua kubul ho....

Intezar !

uss shakhs ke baare me kuch bhi puchna ab mumkin nhi..
ye hi kaafi hai ki
aapka dil uske naam ke saath
dhadakta hai..
Khus rahiye

hamari duayen aap ke liye hi hain Azeem bhai.
uparwale se yahi mangta hu mai...do sachhe pyar karne wale kabhi na bichhde--
inshaallah aisa hi hoga .
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: December 08, 2010, 09:11:10 PM »
Reply with quote
I lovedddddddddddddddddddddddddddddd it..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #10 on: December 09, 2010, 03:38:49 AM »
Reply with quote


Rakh Ke Aankhon Pe Hateliyaan Apni,.
Apni Mehak Mujhe Mehsoos Karaati,.

Ek Pari Si Lardki Aksar,.
Kuch Aise Mere Paas Aati,.

Uski Sohbat Mein Doob Gaya Main,.
Chaand Sitaaron Mein Kho Gaya Main,.

Baat Kare To Khush Kar Jaaye,.
Uske Bagair Ab Jeeya Na Jaaye..

Phoolon Si Wo Nazook Lardki..
Hai Raahat Is Bachain Dil Ki,.

Pariyon Ki Fitrat Usme Basi Hai,.
Wo Lardki Nahi Zindagi Meri Hai,.

-Azeem-


Apki iss rachna mein mhbt ka betod jazbaat basa hai azeem ji bahut khoob likha hai...umeed karungi ki ab aap ki tabiyat pehle se behtar hogi...god bless u..take care...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 09, 2010, 01:12:51 PM »
Reply with quote
hamari duayen aap ke liye hi hain Azeem bhai.
uparwale se yahi mangta hu mai...do sachhe pyar karne wale kabhi na bichhde--
inshaallah aisa hi hoga .

Inshallah Aameen,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:33:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer