Wo raaton me aayi thee to khwaab he hogi

by karan q on April 23, 2005, 06:33:18 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 750 times)
karan q
Guest
Reply with quote
imagination


wo raaton me aayi thee to khwaab he hogi
Shayad mere kissi sawaal ka jawaab he hogi
Mai ye soch ker talash kerta houn ke mil jaye kahee.n
chaahe mere khwabon ka shahar ho ya khyalon ki jamee
sirf ek baat usse poochunga,Ek nazar jee bhar ker dekhunga
E haseen naazneen,kaheen tu meri zindgi ki surat to nahi
Tu Kaheen mere ander marr rahe shaks ki jaroorat to nahi
Bas yahi soch ker khojta phirta houn hawaaon me usse
Kabhi raat ke andheron me to kabhi sawan ki ghataon me use
Subha ke khile khile gulaabon me usski mahak aksar paya karta houn
Kuch puraani si kitaabon me usska jikr akser paaya karta houn
Naani ki kahaaniyon me kabhi ek pari ka jikr hua karta thaa,
Wo chaand se jamee per aayi pari,wo chaandni me nahaai pari
Ek pari mujhse mulaqaat ko aayi thee,
Sitaaron se bhari hui raat ko aayi thee,
Wo raaton ko aayi thee to khwaab he hogi,
Aise khwaab baar baar kyu nahi aate ‘karan’
Varna hum to zindgi bhar ke liye so jaate karan’

Karan.q
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RULATI HAI MUJHE RAATON KI by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
barsaat ki bheegi raaton mein...... by nice_off_me in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Raaton Ka Gham... by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
{In Anjaani Si Khoyi Hui Si Raaton Mein} by angel4u in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: April 23, 2005, 06:37:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "karan q"
imagination


wo raaton me aayi thee to khwaab he hogi
Shayad mere kissi sawaal ka jawaab he hogi
Mai ye soch ker talash kerta houn ke mil jaye kahee.n
chaahe mere khwabon ka shahar ho ya khyalon ki jamee
sirf ek baat usse poochunga,Ek nazar jee bhar ker dekhunga
E haseen naazneen,kaheen tu meri zindgi ki surat to nahi
Tu Kaheen mere ander marr rahe shaks ki jaroorat to nahi
Bas yahi soch ker khojta phirta houn hawaaon me usse
Kabhi raat ke andheron me to kabhi sawan ki ghataon me use
Subha ke khile khile gulaabon me usski mahak aksar paya karta houn
Kuch puraani si kitaabon me usska jikr akser paaya karta houn
Naani ki kahaaniyon me kabhi ek pari ka jikr hua karta thaa,
Wo chaand se jamee per aayi pari,wo chaandni me nahaai pari
Ek pari mujhse mulaqaat ko aayi thee,
Sitaaron se bhari hui raat ko aayi thee,
Wo raaton ko aayi thee to khwaab he hogi,
Aise khwaab baar baar kyu nahi aate ‘karan’
Varna hum to zindgi bhar ke liye so jaate karan’

Karan.q
karan good job...............................
Logged
karan q
Guest
«Reply #2 on: April 24, 2005, 11:14:09 AM »
Reply with quote
Hum to aapki display image per fida ho gaye
Sach me pariyon Ki baat puri ho gayi
Or khair humari shayri bhee kissi pari per he likhi gayi thee
aate rahiye mehfil sajaate rahiye
izzajat
karan.q
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:35:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer