Woh Choti see mulaqaat

by Ricky on December 05, 2004, 05:18:59 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4991 times)
KaMaL
Guest
«Reply #15 on: December 19, 2004, 04:14:24 PM »
Reply with quote
********************************
Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

Yaad hain humko, woh unka rooth jana
Jab milne ko unse, humara der se aana
Fir kaafi der tak, unka aise hi satana
Fir unka nahin maanna, aur humara gudgudana
Aur hasin hasin mein bhool jaana, sab shikwe gile

Yaad hai humko, woh unka doud ke aana
Jab ungli mein apni jhooth mooth ka zakham dikhana
Fir dar ke humari ungli ko, unka apne muh mein dabana
Fir bata kar sachaai unhein, unse yeh waada bulwana
Chalna humare saaath, chahein jitni hon mushkilein

Yaad hai humko, woh unka sharmate hue MUSKURANA
Jab unke keshon mein, humara 'KaMaL' ki kaliyon ka gajra lagana
Fir hasraton ki buniyaad pe apna, aashiyan sajana
Fir unke kehne pe, apni bahon ka jhoola banana
Khilana unko, Paani ki goad mein, jaise aks-e-chanda hile

Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

********************************
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaash ye mukhtasir si mulaqaat hi naa hoti by fakharenaveed in Shayri-E-Dard
**-----PHIR MULAQAAT HOGI-----** by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mulaqaat by faisal314 in Ghazals
Woh Mulaqaat Adoori thi by deepika_divya in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
fir saawan se mulaqaat ho~ Abhi Tamrakar by AbhiTamrakar in Shayri for Khumar -e- Ishq
KaMaL
Guest
«Reply #16 on: December 19, 2004, 04:19:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
ur welcome kamat bhai...........talat........... tongue3  tongue3

My pleasure...Waheed ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: December 20, 2004, 03:32:54 PM »
Reply with quote
Nice kamal!!!!!
Logged
Lawa
Guest
«Reply #18 on: December 21, 2004, 01:48:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "KaMaL"
********************************
Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

Yaad hain humko, woh unka rooth jana
Jab milne ko unse, humara der se aana
Fir kaafi der tak, unka aise hi satana
Fir unka nahin maanna, aur humara gudgudana
Aur hasin hasin mein bhool jaana, sab shikwe gile

Yaad hai humko, woh unka doud ke aana
Jab ungli mein apni jhooth mooth ka zakham dikhana
Fir dar ke humari ungli ko, unka apne muh mein dabana
Fir bata kar sachaai unhein, unse yeh waada bulwana
Chalna humare saaath, chahein jitni hon mushkilein

Yaad hai humko, woh unka sharmate hue MUSKURANA
Jab unke keshon mein, humara 'KaMaL' ki kaliyon ka gajra lagana
Fir hasraton ki buniyaad pe apna, aashiyan sajana
Fir unke kehne pe, apni bahon ka jhoola banana
Khilana unko, Paani ki goad mein, jaise aks-e-chanda hile

Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

********************************

Yaad hai mujhe bhi
Wah wah..wah wah
lawa
Logged
lovebites
Guest
«Reply #19 on: December 22, 2004, 05:18:34 AM »

Gud Wrk....................!
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #20 on: December 22, 2004, 12:22:10 PM »
Reply with quote
Thanks Lovebites Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: December 22, 2004, 12:30:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "KaMaL"
********************************
Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

Yaad hain humko, woh unka rooth jana
Jab milne ko unse, humara der se aana
Fir kaafi der tak, unka aise hi satana
Fir unka nahin maanna, aur humara gudgudana
Aur hasin hasin mein bhool jaana, sab shikwe gile

Yaad hai humko, woh unka doud ke aana
Jab ungli mein apni jhooth mooth ka zakham dikhana
Fir dar ke humari ungli ko, unka apne muh mein dabana
Fir bata kar sachaai unhein, unse yeh waada bulwana
Chalna humare saaath, chahein jitni hon mushkilein

Yaad hai humko, woh unka sharmate hue MUSKURANA
Jab unke keshon mein, humara 'KaMaL' ki kaliyon ka gajra lagana
Fir hasraton ki buniyaad pe apna, aashiyan sajana
Fir unke kehne pe, apni bahon ka jhoola banana
Khilana unko, Paani ki goad mein, jaise aks-e-chanda hile

Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

********************************

very nice kamal bhai..............:lol:
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #22 on: December 26, 2004, 09:33:23 AM »
Reply with quote
Thank you waheed ji.... Usual Smile
Logged
dolly
Guest
«Reply #23 on: December 27, 2004, 06:19:39 PM »
Reply with quote
Nice all!!!!!
Kamalji aapko aap hi ki muskkaan bahut zald milegi...

Zindagi yun aabad nahi hoti,mohabbat sirf jasbaat nahi hoti,
kuch to khuda ne soch hoga,varna unse woh choti si mulaaqat nahi hoti...
Logged
Tosha
Guest
«Reply #24 on: December 29, 2004, 01:28:37 AM »
Reply with quote
kamak hai kamal sahab...
!!

mulaquaat choti se hi ho
par ho to sahi
yaro ke dil mile
toffa kudrat ka aisa mile kabhi
....
wonderful Ricky ji
...
n good work all
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #25 on: December 29, 2004, 06:24:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "dolly"
Nice all!!!!!
Kamalji aapko aap hi ki muskkaan bahut zald milegi...

Zindagi yun aabad nahi hoti,mohabbat sirf jasbaat nahi hoti,
kuch to khuda ne soch hoga,varna unse woh choti si mulaaqat nahi hoti...

Thanks a looooooooooooot Dolly.....
and nice one toooooooooooo.......
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #26 on: December 29, 2004, 06:27:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
kamaal hai kamal sahab...
!!

mulaquaat choti se hi ho
par ho to sahi
yaro ke dil mile
toffa kudrat ka aisa mile kabhi
....
wonderful Ricky ji
...
n good work all

Waah Tosha.....VG....and Thanks.... Usual Smile
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #27 on: December 29, 2004, 06:51:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "KaMaL"
********************************
Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

Yaad hain humko, woh unka rooth jana
Jab milne ko unse, humara der se aana
Fir kaafi der tak, unka aise hi satana
Fir unka nahin maanna, aur humara gudgudana
Aur hasin hasin mein bhool jaana, sab shikwe gile

Yaad hai humko, woh unka doud ke aana
Jab ungli mein apni jhooth mooth ka zakham dikhana
Fir dar ke humari ungli ko, unka apne muh mein dabana
Fir bata kar sachaai unhein, unse yeh waada bulwana
Chalna humare saaath, chahein jitni hon mushkilein

Yaad hai humko, woh unka sharmate hue MUSKURANA
Jab unke keshon mein, humara 'KaMaL' ki kaliyon ka gajra lagana
Fir hasraton ki buniyaad pe apna, aashiyan sajana
Fir kehne pe unke, apni bahon ka jhoola jhulaana
Jaise paani ki goad mein, aks-e-chanda hile

Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

********************************

Thanks every once again for liking it....
Abhi abhi maine ek aur antra likha hai..
Woh kuch aise hai.....

Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile

Yaad hai humko, woh unka khidki se jhaankna
Jab deedaar ko unke, humara deEr tak taakana
Fir Jhaank ke ek baar, unka jhatke se peeche ho jana
Fir bilkul anjaan ban kar, unka (tirchi nazar kare hue) saamne aa jana
Karte rehna yoon hi, aankh micholi ke silsile

Yaad hai humko, har mulakaat unse
Yaad hai humko, jab bhi hum mile
Logged
lovebites
Guest
«Reply #28 on: December 29, 2004, 01:41:52 PM »
Reply with quote
Wah bohat achey Kamal..............!

Ik mein he jaanta hoon jo mujhe per guser gayi
Duniya tu luft le gi mere waqeaat mein
Mera tu juram tazkera-e-aam hai mager
Kuch dhajjian hain meri Zulekhaan ke haath mein
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #29 on: December 29, 2004, 03:51:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
Wah bohat achey Kamal..............!

Ik mein he jaanta hoon jo mujhe per guser gayi
Duniya tu luft le gi mere waqeaat mein
Mera tu juram tazkera-e-aam hai mager
Kuch dhajjian hain meri Zulekhaan ke haath mein

Thanks lovebytes....
and very nice...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:51:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer