<>*Woh Dekho Humse*<>

by honeyrose on January 24, 2009, 10:04:31 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1477 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Woh dekho humse mann hi mann ishq karte gaye
Phir nazaron ke teer hum par bicha gaye

Kya unhe bhi ye ehsaas hota hai kabhi
Woh to aate aate meri jaan ko aapna kar gaye

Shama jalte rahe phir bhi khamosh kyun hai zuban meri
Unke saath judi hue meri saasen jism -o- jaan ban gaye

**Honeyrose**
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Humse dur... by usuraj in Shayri-E-Dard
humse bichde jo... by pushp24 in Shayri for Dard -e- Judai
jab bhi woh humse .... by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
Humse Bichardkar,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dhoor humse by saahill in Share:Love Poetry
abdulqadeer
Guest
«Reply #1 on: January 24, 2009, 10:08:00 AM »
Reply with quote
Wah Bhai wah kya likha hai honey ji maza agaya padke likhte rahiye yunhi
Qadeer Toopchi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 24, 2009, 10:10:22 AM »
Reply with quote
Wah Bhai wah kya likha hai honey ji maza agaya padke likhte rahiye yunhi
Qadeer Toopchi

bohat bohat shukriya Abdul ji... notworthy
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: January 24, 2009, 10:13:28 AM »
Reply with quote
Woh dekho humse mann hi mann ishq karte gaye
Phir nazaron ke teer hum par bicha gaye

Kya unhe bhi ye ehsaas hota hai kabhi
Woh to aate aate meri jaan ko aapna kar gaye

Shama jalte rahe phir bhi khamosh kyun hai zuban meri
Unke saath judi hue meri saasen jism -o- jaan ban gaye

**Honeyrose**


wah wah kya baat hai Honey Partner



SHAM SHEHAR HUM YU JINDAGI BITATEY RAHEY
TANHAYI KEY AALAM MEH TASVIR SAJATEY RAHEY
HAMEY NA PATA CHALA, HAMEY NA KHABAR LAGI
DIL CHURAKAR HAMARA WOH MUSKURATEY RAHEY



JASBIR SINGH


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2009, 10:19:16 AM »
Reply with quote

wah wah kya baat hai Honey Partner



SHAM SHEHAR HUM YU JINDAGI BITATEY RAHEY
TANHAYI KEY AALAM MEH TASVIR SAJATEY RAHEY
HAMEY NA PATA CHALA, HAMEY NA KHABAR LAGI
DIL CHURAKAR HAMARA WOH MUSKURATEY RAHEY



JASBIR SINGH





Applause Applause

Wah wah jasbir ji bohat khoob...


Dil hi dil humen aapse ishq hua
Aapse nazaren mili dil bekarar hua
Aur na tadpao iss tarah ki roye hum
Dil se dil mil gaye aab humen bhi ehsaas hua
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2009, 10:42:50 AM »
Reply with quote

Applause Applause

Wah wah jasbir ji bohat khoob...


Dil hi dil humen aapse ishq hua
Aapse nazaren mili dil bekarar hua
Aur na tadpao iss tarah ki roye hum
Dil se dil mil gaye aab humen bhi ehsaas hua




tHANKS HONEY PARTNER aur aap ney bhi bada kamaal
ka likha hai ....


BEKARAAR DIL KOH ABB KARAAR AAGAYA HAI
DIL MEH BASEY PYAR KA IKRAAR AAGAYA HAI
RONEY NA DENGEY HUM TUMHEY KABHI EH JINDAGI
PALKOH MEH BASNEY MERA PYAR AAGAYA HAI


JASBIR SINGH



Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2009, 10:53:07 AM »
Reply with quote
bahut pyaara hai di
Logged
cara
Guest
«Reply #7 on: January 24, 2009, 01:19:37 PM »
Reply with quote
kya baat hai honey ji.....

wo roj yun hi aate rahe,
mujhse nazre milate rahe.
wo dil hi dil mein ,mujhko chahete rahe,
kya unko yeh ehsaas hai,
ki mae bhi unke dil mein samagayi hun.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: January 24, 2009, 02:19:39 PM »
Reply with quote


tHANKS HONEY PARTNER aur aap ney bhi bada kamaal
ka likha hai ....


BEKARAAR DIL KOH ABB KARAAR AAGAYA HAI
DIL MEH BASEY PYAR KA IKRAAR AAGAYA HAI
RONEY NA DENGEY HUM TUMHEY KABHI EH JINDAGI
PALKOH MEH BASNEY MERA PYAR AAGAYA HAI


JASBIR SINGH






Wah wah Jasbir ji kamal ka likha hai

Jab naseeb mein milna saath na tha
Humen koi manzil pata na tha
Phir ek hawa ke jhoke ke jaise tum aaye
Mere dil ko aapna kar gaye socha na tha

*HR*
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: January 24, 2009, 02:21:36 PM »
Reply with quote
kya baat hai honey ji.....

wo roj yun hi aate rahe,
mujhse nazre milate rahe.
wo dil hi dil mein ,mujhko chahete rahe,
kya unko yeh ehsaas hai,
ki mae bhi unke dil mein samagayi hun.

Wah bohat khoob cara ji...

Hum unhe samane lage
Woh dheere se paas aane lage
Waqt ke saath kuch aise hua
Woh jaane kyun aapna ruk humse badalne lage..
Logged
cara
Guest
«Reply #10 on: January 24, 2009, 02:42:57 PM »
Reply with quote
honey ji.....

wo jaane kyu apna rukh badal ne lage,
kya  yeh kabhi,jaan ne ki koshish ki hai aapne.
sapne aapne dekhe,sapne dekhe usne bhi,
ho sakhta hai majboori ho,jise aap samaj rahi doori ho.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 24, 2009, 03:03:14 PM »
Reply with quote
Hay Didi, Kya Khoob Likhi Ho,. Bohat Achche,.
Aur Welcome Back To Yoindia,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: January 24, 2009, 03:10:16 PM »
Reply with quote
Woh dekho humse mann hi mann ishq karte gaye
Phir nazaron ke teer hum par bicha gaye

Kya unhe bhi ye ehsaas hota hai kabhi
Woh to aate aate meri jaan ko aapna kar gaye

Shama jalte rahe phir bhi khamosh kyun hai zuban meri
Unke saath judi hue meri saasen jism -o- jaan ban gaye

**Honeyrose**

Nice one Honey Ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: January 27, 2009, 01:38:22 PM »
Reply with quote


tHANKS HONEY PARTNER aur aap ney bhi bada kamaal
ka likha hai ....


BEKARAAR DIL KOH ABB KARAAR AAGAYA HAI
DIL MEH BASEY PYAR KA IKRAAR AAGAYA HAI
RONEY NA DENGEY HUM TUMHEY KABHI EH JINDAGI
PALKOH MEH BASNEY MERA PYAR AAGAYA HAI


JASBIR SINGH





Shukriya Jasbir ji..

Palkon mein basaye rakte hai 
Seene mein sapne sajaye rakte hai 
Phir bhi kyun unko humse muhabbat nahi
Isliye humare ashq unse chupaye rakte hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: January 27, 2009, 01:44:19 PM »
Reply with quote
honey ji.....

wo jaane kyu apna rukh badal ne lage,
kya  yeh kabhi,jaan ne ki koshish ki hai aapne.
sapne aapne dekhe,sapne dekhe usne bhi,
ho sakhta hai majboori ho,jise aap samaj rahi doori ho.

Nice lines cara ji..

Woh agar rukh badal jaye fir bhi hum unse pyar karenge
Woh agar humse nafrat jatate hai fir bhi hum use ikraar karenge
Mana ke hum lakon mein nahi to ek kaash phool hai unke dil mein
Agar nahi chahte humen to unke nafrat bhi swekar karenge
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:22:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer