ranjana
Guest
|
«Reply #30 on: June 18, 2006, 06:23:51 AM » |
|
aapne jo muskara ke mera daman pakad liya ek ghunt hamne bhi aaj tere pyaar ka pee liya aaye they hum toh inkaar karne tujhe par kar gaye iqarar apne pyar ka hum bhi jab tere haatho ne mere haatho ko chhoo liya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #31 on: June 18, 2006, 06:36:46 AM » |
|
ched lene de aaj phir wahi tarana pyar ka hamari chahat mai dhala afsana ikraar ka dub jane de hame phir teri ankhon mai kho jane de teri in ghani julpho mai yaad aane de phir se wahi zamana bahar ka.
...........@fahi@.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #32 on: June 18, 2006, 06:45:19 AM » |
|
zamaane bahaaro ke fir laut aayenge jab hum tum mil ke pyaar ke geet gaayenge bikahr jaayenge aaj mere gesu tere chahre per aaj fir se pyaar ke badal dilo mein baras jaayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #33 on: June 18, 2006, 07:15:59 AM » |
|
ishq-e-baadal ke baras jane ka mujhe intzaar kab se hai teri sansso main utar jane ka mujhe intzaar kab se hai bikhar jaaye tere gesu ki ghataye chehre per mere teri julpho main ulajh jane ka mujhe intzaar kab se hai.
...............@fahi@................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #34 on: June 18, 2006, 07:26:26 AM » |
|
aaj behki behki si nagahe sab bayan kar dengi meri uljhi si julphe tujhe apne mein uljha lengi ek kahaani ,aaj haqikat mein dhal jaaygi jab hamari rooho per pyaar ki ghata chhayagi tab sanam yeh intazaar ki ghariya.n milan mein badal jaayengi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #35 on: June 18, 2006, 07:53:03 AM » |
|
Gud Job Fahi and Ranju :D
Woh jo aye Simat kar meri baahon me...... Gulshan ka harr Phool laga mehekne......
Nashe me choor hum bhi na sambhal paye...... Yeh Dil laga aaj Pyar me tere behekne.....
Ab na rok payegi koi bhi Zanzeer tere Deedar ko...... Nazar kia hai Tera Naam humne Dunia ke harr Drakht-O-Deewar ko.....!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sangy
Guest
|
|
«Reply #36 on: June 18, 2006, 02:39:01 PM » |
|
Gud Job Fahi and Ranju :D
Woh jo aye Simat kar meri baahon me...... Gulshan ka harr Phool laga mehekne......
Nashe me choor hum bhi na sambhal paye...... Yeh Dil laga aaj Pyar me tere behekne.....
Ab na rok payegi koi bhi Zanzeer tere Deedar ko...... Nazar kia hai Tera Naam humne Dunia ke harr Drakht-O-Deewar ko.....!!!!!!!!!! Kaisa yeh pyaar ka agan.. jal utta yeh mera bheega badan.. thodke harr zanzeer dunia ka aagayi tujhse milne O-sajan..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #37 on: June 18, 2006, 03:21:52 PM » |
|
chahe na chahe tu mujhe ,per main tujhse hi pyar karunga teri hi khusi mai hasunga tere liye hi main jiya bekarar karunga rahoo main kabhi to chayegi ghataye tere bhi pyar ki un ishq se bhari baharo ka main intzaar karunga
...................@fahi@...................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #38 on: June 18, 2006, 03:31:13 PM » |
|
bahut khub Gaurav and Sangy......fahi ji..........
hamne kab teri chahat se inkaar kiya teri beqarari ne hame bhi beqarar kiya raha taka tera sadiyao tak hamne aur tere saath har pal jeene ka intazaar kiya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #39 on: June 18, 2006, 03:37:06 PM » |
|
tere saath ka sapna palko per sajaya hai maine mehfil main bhi khudko tanhaya paaya hai maine teri chahat ke rango main rang gayi yu zindagi intzaar ke in palo mai bahut kuch paaya hai maine.
..............@fahi@...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #40 on: June 18, 2006, 05:06:30 PM » |
|
aaj fir se unse mulakat ho gayi ek yaado ki puarni kitaab khul gayi aanhko aankho mein baate hui bahut fir se dil ki kali si khil gayi.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shayar_dildaar
Guest
|
|
«Reply #41 on: June 18, 2006, 05:38:56 PM » |
|
Excellent stuff all..very cool...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sangy
Guest
|
|
«Reply #42 on: June 18, 2006, 06:07:47 PM » |
|
aaj fir se unse mulakat ho gayi ek yaado ki puarni kitaab khul gayi aanhko aankho mein baate hui bahut fir se dil ki kali si khil gayi................. mulakaat tho sirf ek bahana tha.. deedar unka humein karna tha.. baaton baaton mein yun chup hogaye tey hum ki izzhar-e-mohabbat humein khamoshi se karna tha..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #43 on: June 19, 2006, 04:46:31 AM » |
|
yaadon ki kitabe jab khuli hamari hontho ki kali khil gayi hamari kho gaye hum us kitab mai hi kahi zindagi jaise badal gayi hamari.
............@fahi@................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #44 on: June 19, 2006, 06:57:58 AM » |
|
shukriya SD ji ........BAHUT KHUB SANGY AND FAHI JI.........
zindagi badli badli si hai unke aane se aaj ek roshni si hai unke aane se. bad rahi hai saanso ki betabiyaa.n aaj mehek utha hai mera maan unke aane se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|