woh jo simat kar.........

by ranjana on June 14, 2006, 02:37:09 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 20647 times)
ranjana
Guest
«Reply #90 on: June 24, 2006, 07:57:15 AM »
Reply with quote
shukriya VICKY........bahut khub..........

mehek rahi aaj tere pyaar se sari fizayein
aaj chalo hum bhi is moasam ke rang mein rang jaaye

bheega bheega sa sama hai aaj yahan
dil ki dharkane bhi hai aaj kuch jawaan

aise mein bhala hum kaise apne dil ko samjhaye
aaj kyu na teri bahaao.n mein hum mar jaaye

yeh shokh chanchal hawa tera naam gunguna  rahi hai
tere badan ki kushboo aaj mere badan se aa rahi hai

aaj fir se tere ishqe ka khumar mujhe per chhaa raha hai
dil hai aaj beqarar aur tujhe per bahut pyaar aa raha hai

dil ki betabiyaan kahi had se badh  na jaaye
aa  jaao sanam aaj is pyaar ki barish mein fir se behak jaaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud mai simat jati hu by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jis Simat Bhi Dekhoon Nazar by faizan's in Shayri for Khumar -e- Ishq
{Be-Simat Tha Safar} by angel4u in Shayri-E-Dard
simat ja mere wajood me by mrigank in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar simat aaya hai....... by yati_om in Ghazals
redwhitegang
Guest
«Reply #91 on: June 24, 2006, 08:12:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya VICKY........bahut khub..........

mehek rahi aaj tere pyaar se sari fizayein
aaj chalo hum bhi is moasam ke rang mein rang jaaye

bheega bheega sa sama hai aaj yahan
dil ki dharkane bhi hai aaj kuch jawaan

aise mein bhala hum kaise apne dil ko samjhaye
aaj kyu na teri bahaao.n mein hum mar jaaye

yeh shokh chanchal hawa tera naam gunguna  rahi hai
tere badan ki kushboo aaj mere badan se aa rahi hai

aaj fir se tere ishqe ka khumar mujhe per chhaa raha hai
dil hai aaj beqarar aur tujhe per bahut pyaar aa raha hai

dil ki betabiyaan kahi had se badh  na jaaye
aa  jaao sanam aaj is pyaar ki barish mein fir se behak jaaye

hmmmmmmmmmm...................
Hal aaj idhar bhi wahii hein
thandii barish kii hawa ne teri badan ko chu kar
mere kano mein keh raha hein...
Tu jetna bechain  hein,wo tujh se bhi jada tarprahii hein
Tu khada tanha aur wo tujhe barish me girti bundo me tujhe simat rahi hein
Logged
ranjana
Guest
«Reply #92 on: June 24, 2006, 08:22:26 AM »
Reply with quote
nice sshshs .......shahid.............

kuch teri baate aur yeh bheega sa sama
teri pyaar ka badal jaise mujh per baras gaya
thandi hawa ne sarsara ke kuch kaano mein kaha
lagata hai aa gaya hai fir se mosam  pyaar ka
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #93 on: June 24, 2006, 11:11:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya VICKY........bahut khub..........

mehek rahi aaj tere pyaar se sari fizayein
aaj chalo hum bhi is moasam ke rang mein rang jaaye

bheega bheega sa sama hai aaj yahan
dil ki dharkane bhi hai aaj kuch jawaan

aise mein bhala hum kaise apne dil ko samjhaye
aaj kyu na teri bahaao.n mein hum mar jaaye

yeh shokh chanchal hawa tera naam gunguna  rahi hai
tere badan ki kushboo aaj mere badan se aa rahi hai

aaj fir se tere ishqe ka khumar mujhe per chhaa raha hai
dil hai aaj beqarar aur tujhe per bahut pyaar aa raha hai

dil ki betabiyaan kahi had se badh  na jaaye
aa  jaao sanam aaj is pyaar ki barish mein fir se behak jaaye

bahut khoob RANJANA JI... behtreen likha hai.........

Yeh chanchal, yeh shokh sanam, adayen aapki,
bahakaati hain jo mujhe, wo aankhon ki haya aapki...

khubsoorat yeh fiza bhi, dekh tujhe sharma jaye,
aise kamsin andaaz, labon ki wo kashish hai aapki....

aise hi nahi dil-o-jaan se, hum marte hain aap par,
is kadar deewana karti hai, badan ki khushbu aapki...

aaj phir bekraar hai dil mera, tere milan ki aas main,
aaj phir tadpa gai hai mujhe, zalim yeh tasveer aapki....

kahani hai kai baaten, jo dil me dabi se hain mere,
bas pahaloo me bas jaun tere, gar rahamat ho aapki.....
Logged
sangy
Guest
«Reply #94 on: June 24, 2006, 11:14:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya VICKY........bahut khub..........

mehek rahi aaj tere pyaar se sari fizayein
aaj chalo hum bhi is moasam ke rang mein rang jaaye

bheega bheega sa sama hai aaj yahan
dil ki dharkane bhi hai aaj kuch jawaan

aise mein bhala hum kaise apne dil ko samjhaye
aaj kyu na teri bahaao.n mein hum mar jaaye

yeh shokh chanchal hawa tera naam gunguna  rahi hai
tere badan ki kushboo aaj mere badan se aa rahi hai

aaj fir se tere ishqe ka khumar mujhe per chhaa raha hai
dil hai aaj beqarar aur tujhe per bahut pyaar aa raha hai

dil ki betabiyaan kahi had se badh  na jaaye
aa  jaao sanam aaj is pyaar ki barish mein fir se behak jaaye

too good yarr... simply romantic... waah  :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #95 on: June 24, 2006, 11:19:58 AM »
Reply with quote
wonderful Vicky................behad khubsurat likha aapne........

na jaane mere pyaar ki kaun si hai manzil
tujhe hi tjuhe main har jagha paati hun

har waqt tera hi khayal,tera hi khawab
bas har chehere mein tera hi chehera paati hun

teri aankho mein dekha hai apne liye chahat ka samander
main us  mein bas dub ke reh jaatu  hun

ek kashish hai teri baato mein sanam
main bas khamosh si ho ke inko sunti reh jaati hun

milta  hai teri hi bahaao mein sakun mujhko aake
teri vajood mein gum ho ke main sirf tera hi saaya reh jaati hun

.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #96 on: June 25, 2006, 06:32:19 AM »
Reply with quote
shukriya RANJANA JI aur bahut khoob... lajawab likha aapne....

Ek ladki jo mere khwabon aur khayalon me rahati hai,
kya bataun tumko, har ada uski dil me mere aag lagati hai.....

chehra uska gulab hai, aur baaton me wo kashish hai,
gar parda hata de rukh se, to chandni bhi sharma jati hai......

aankhon hi aankhon me bahaka jati hai mujhko is kadar,
sambhal bhi na pata hoon main, aur ghayal kar jati hai....

baahen faila ke phir wo mujhko, paas apne bulati hai,
thirakte-dahakte labon se apne, pyaas meri bujhati hai.....

wo shahzaadi hai si dil ki, jo har pal dil me rahati mere,
koi aur nahi wo tu hai sanam, jo is kadar dil dharkati hai...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #97 on: June 25, 2006, 06:35:19 AM »
Reply with quote
wah bahoot khoob Vicky and Ranju
Logged
ranjana
Guest
«Reply #98 on: June 25, 2006, 09:46:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
shukriya RANJANA JI aur bahut khoob... lajawab likha aapne....

Ek ladki jo mere khwabon aur khayalon me rahati hai,
kya bataun tumko, har ada uski dil me mere aag lagati hai.....

chehra uska gulab hai, aur baaton me wo kashish hai,
gar parda hata de rukh se, to chandni bhi sharma jati hai......

aankhon hi aankhon me bahaka jati hai mujhko is kadar,
sambhal bhi na pata hoon main, aur ghayal kar jati hai....

baahen faila ke phir wo mujhko, paas apne bulati hai,
thirakte-dahakte labon se apne, pyaas meri bujhati hai.....

wo shahzaadi hai si dil ki, jo har pal dil me rahati mere,
koi aur nahi wo tu hai sanam, jo is kadar dil dharkati hai...

bahut khoob........ :oops:

ek chehara mujhe dikha raha hai haseen khawab bahot
karta hai woh  hamse  mohabbat  behissab   bahot

basa liya hai hamne apne dil mein ab unko
hame ab apni jindagi pe hai aaj kal naaz bahot

uski aane ki har ahahat per lagi rehati hai nazar hamaari
hame ab woh aake khawabo mein jagata hai bahot

dil dharak jaata hai din mein uski baate sun -sun ke
raato ko khawabo mein aake hamko statata hai bahot

karta hai woh hamse cherkhaniya.n na jaane kya kya
apne aankho se hamko nashe ke jaam peelata hai bahot

kho jaati hun main apni sudh-budh uski bahoo.n mein ja ke
apne pyaar ke har rang ,har dhang se woh mujhko lubhata hai bahot

dub jaati hun main uske gehare pyaar ke sagar mein
naam pucho toh apna naam tumsa bataata hai woh..........!!!!!!!
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #99 on: June 25, 2006, 10:02:38 AM »

Nasha  to hampar hein tere baton ka hein
Is kalaam pe likha tere bayano ka hein....
Ye to us sahrab se bhi jada khatarnak hein
Jo chad to gaya par utarta hii nahii!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #100 on: June 25, 2006, 10:06:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "redwhitegang"

Kya baat hai Ek ke baad ek Superb Reply......lage raho

Nasha tujhse nahi teri Mehek se hua krta hai......
Dekh tujhe toh Khuda ka bhi Jannat chor zameen par aane ka jee karta hai......

Kya kahein ab tumhe tum toh koi Gulistaan ho......
Ek Phool dekh tereko Khill uthta hai......

Bas reh jaati hai ek khushboo tere kadmo ki.....
Jab Jab tera Kaafila kisi Panghat se guzarta hai......!!!!!!!!!!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #101 on: June 25, 2006, 10:23:36 AM »
Reply with quote
aaj ye barsat thodi tham jaane do
mere yaar ko meri bahoon mein aa jane do

aey badloon itna to ehsaan kar do hum par
ya use aane do ya mujhe yaar k ghar jaane do

aaj tum bhi aapne rang dikha rahe ho
baras baraskar humko bhi tadpa rahe ho

itni si iltiza meri aaj tu mukarrar kar de
usko tu dariya aur mujhko samandar kar de
Logged
ranjana
Guest
«Reply #102 on: June 25, 2006, 10:38:43 AM »
Reply with quote
wah!!!!kya baat hai superbbb ..........bahut khub.............mosam ka asar ho raha hai......... :D

yeh bheega bheega si pehli barish
le ke aayi hai unka jaise peghiaam

unke pyaar si meethi lagti  hai
aaj ki yeh  bheegi bheegi si shaam

boondo jab tapakti hai mere badan per
naam unka hi likh jaati  hain

bheegi si aaj pawan bhi  aa ke
unke pyaar de jaati  hai.....

ek khumar sa chhaane laga hai
unke aa jaane ke ehasaso  se

mera mann aaj nach utha hai
unke likhe taraano se............
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #103 on: June 25, 2006, 10:48:50 AM »
Reply with quote

Aao Kareeb mere aaj tujhme main kho jana chahata hoon.....
Qurbaan kar tujhe harr Khushi bas tujhe apni ek GhaZal banana Chahata hoon......

Rishta Roohani ho ya ho do Jismon ka......
Main bas tujhe harr Rishte main pana Chahata hoon.....

Aa dekh kareeb se mujhe mere Labon par Naam tera hee saja hai.....
Simat ja inn bahon me meri WaQt ab Guzarne laga hai.....!!!!!!!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #104 on: June 25, 2006, 10:49:42 AM »
Reply with quote
nice reply ranjana ji

ise mausam ki sharat kahun
ya tere chehre ki inayat kahun
jo mera ye dil behak utha hai
ise meri himakat kahun
ya teri raaz e mohabbat kahun

tum to bheeg jate ho inn barish ki boondon mein
par jal uthi hai jo aag mere aandar
use mein shola e aafat kahun
ya mausam e fitrat kahun
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:57:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer