woh masoom............

by salil2002 on October 03, 2008, 01:33:48 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2994 times)
salil2002
Guest
Reply with quote
tum se tha jaana kya hai mohabbat
tum se mil k jaise khud se mulaqaat huyi thi
muskuraate tum toh jaisa khilta tha kamal
hansi tumhaari ek khilkhilaati nadi thi

hawa mein thi bas teri mohabbat ki khushboo
tujhe dekh kar ye ghatayein baras rahi thi
dekh kar jise maine jaana hai kya mohabbat
woh pariyon si masoom haan ek kali thi

ajab sa nasha tha hosh main mein kahaan tha
dekha tujhe aur dekhta hi raha tha
main kho sa gaya tha bahek sa gaya tha
main khud main nahin tha , main tujhme kaahin tha

woh ehsaas aisa ajab sa hua tha
thi shayad mohabbat ya main khwabon mein kaahin tha
mein na keh paaya kuch bas chup hi raha tha
yeh meri pehli mohabbat ka sab waakya tha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Masoom Deewangi by javedarshad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Masoom Mohabbat by delhi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kamre mea keid ak Masoom by deepika_divya in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Masoom mohbat ka bus itna fasana hay, by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bhut masoom thi wo ........masoom by masoom shahjada in Miscellaneous Shayri
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #1 on: October 03, 2008, 02:00:27 PM »
Reply with quote
nice lines dude!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: October 03, 2008, 02:15:57 PM »
Reply with quote
thnks.......anjaan?
Logged
Kanta
Guest
«Reply #3 on: October 04, 2008, 05:04:25 PM »
Reply with quote
pehli muhobat huh acha laga salil tumara poetry
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: October 05, 2008, 06:10:52 AM »
Reply with quote
chaliye aapko pasand to aaya ..............
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: October 06, 2008, 01:38:33 PM »
Reply with quote
jee? wats the ? for.....
Logged
Kanta
Guest
«Reply #6 on: October 07, 2008, 09:15:13 PM »
Reply with quote
jan ke mohbat ku
anjan rehne ki kasam khai he
pyar he or rahega
per chup rehne ki kasam khai he
wo chahta nahi muje
isliye dur rehne ki kasam khai he


just adding salil off the topic.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: October 11, 2008, 02:49:26 PM »
Reply with quote
good lines kanta

kya pata tu na ho uske naseebmain
 tere koi aur hi raqeeb ho
bhool kar oose chal phir mohabbat kii galiyon main
 shayad mil jaaye woh jo sirf tera hi naseeb ho
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: October 11, 2008, 08:40:36 PM »
Reply with quote
tum se tha jaana kya hai mohabbat
tum se mil k jaise khud se mulaqaat huyi thi
muskuraate tum toh jaisa khilta tha kamal
hansi tumhaari ek khilkhilaati nadi thi

hawa mein thi bas teri mohabbat ki khushboo
tujhe dekh kar ye ghatayein baras rahi thi
dekh kar jise maine jaana hai kya mohabbat
woh pariyon si masoom haan ek kali thi

ajab sa nasha tha hosh main mein kahaan tha
dekha tujhe aur dekhta hi raha tha
main kho sa gaya tha bahek sa gaya tha
main khud main nahin tha , main tujhme kaahin tha

woh ehsaas aisa ajab sa hua tha
thi shayad mohabbat ya main khwabon mein kaahin tha
mein na keh paaya kuch bas chup hi raha tha
yeh meri pehli mohabbat ka sab waakya tha


Bohot Khoob Salil   icon_thumleft
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #9 on: October 11, 2008, 08:50:28 PM »
Reply with quote
tum se tha jaana kya hai mohabbat
tum se mil k jaise khud se mulaqaat huyi thi
muskuraate tum toh jaisa khilta tha kamal
hansi tumhaari ek khilkhilaati nadi thi

hawa mein thi bas teri mohabbat ki khushboo
tujhe dekh kar ye ghatayein baras rahi thi
dekh kar jise maine jaana hai kya mohabbat
woh pariyon si masoom haan ek kali thi

ajab sa nasha tha hosh main mein kahaan tha
dekha tujhe aur dekhta hi raha tha
main kho sa gaya tha bahek sa gaya tha
main khud main nahin tha , main tujhme kaahin tha

woh ehsaas aisa ajab sa hua tha
thi shayad mohabbat ya main khwabon mein kaahin tha
mein na keh paaya kuch bas chup hi raha tha
yeh meri pehli mohabbat ka sab waakya tha


sundar aur saral panktiyon mein izhaar kiya he aapne.bahut khoob.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: October 12, 2008, 05:45:50 AM »
Reply with quote
thnks prateek bhai ,,,,,,,,,,
aur celmira ji urf talat di ko salaam
Logged
Kanta
Guest
«Reply #11 on: October 12, 2008, 05:25:02 PM »
Reply with quote
beautiful likha he salil

esa nasib kyu banae
ke do dil ek na ho pae
khud badlege hum isku
nasib ku kyu bich mein lae
Logged
syednaami
Guest
«Reply #12 on: October 12, 2008, 06:00:16 PM »
Reply with quote
Salil,
Kya dil pasand shayiri likhi hai, bahut umda.

Kanta saahiba,
Aap ki shayiri bhi khoob roshan hai.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: February 11, 2009, 06:22:21 AM »
Reply with quote
beautiful likha he salil

esa nasib kyu banae
ke do dil ek na ho pae
khud badlege hum isku
nasib ku kyu bich mein lae
Salil,
Kya dil pasand shayiri likhi hai, bahut umda.

Kanta saahiba,
Aap ki shayiri bhi khoob roshan hai.

thnks kanta and syed bhai.....kanta once again nice lines from u

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: February 11, 2009, 10:58:39 AM »
Reply with quote
wah wah.. kya baat hai salil bahoot umda likha hai.. Good reply Kanta
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:15:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer