Woh Meri Pehli Mulakaat thi......!!!!!!!

by badnaam_shayar on July 19, 2006, 04:43:22 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 10680 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: July 22, 2006, 05:14:48 PM »
Reply with quote
shukriya Aryaan and bahut khoob Gaurav..........

woh dheemi barsaat thee
meri unse pehli mulakat thee

bikhri thi kushbu hawao mein
aaj yeh kaise fiza mein baat thee

ek khomosh sa tarana ga rahe they woh pal
haan yehi toh us mulkaat ki khaas baat thee!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pehli MULAKAAT.... by sacccha_pyar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Woh Pehli Mulakaat .... by deepika_divya in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
<>*Wo pehli mulakaat*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
pehli mulakaat ... (Jasbir Singh) by jasbirsingh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pehli Mulakaat by Tintin in Shayri for Khumar -e- Ishq
indian_groom
Guest
«Reply #16 on: July 22, 2006, 05:29:24 PM »
Reply with quote
raat mein unhone hume yaad kiya.
dil ki dhardkano ne hum se fariyad kiya.

chand ne hume unki chaht ka aihsaas karaya.
badlo ne garz ke unki fariyaad ko sunaya

paani ne baars ke mausham banaya
unhone hume fir pyar ki taqat ka roop dikhaya.
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #17 on: July 23, 2006, 09:19:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya  anjani ......kuch yaad toh nahi aa gaya na hamari  sweet angel  ko... :wink:  :lol:


no.......hamari yaadash itni kahan tongue3
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #18 on: July 23, 2006, 09:28:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "Rajbir"
Ranju aur Gaurav

Wah ! wah ! wah! =D> =D> =D>

Bahut he khoobsurat !

Gaurav dekhna bhai kahin tum bhi anjani ki tarah hil na jaana Ranju ka itna khoobsurat likha padh kar  :D

Anjani tum thodi der speechless he raho  tongue3 aur hilti raho  :D

Rajbir


BS, IG, and ranju mom......beautiful said....

Rajbir appko speechlees maine karoongi!!!!

mausam ki woh pehli barsaat thi
hamari pehli mulaqat thi

bheegha tha woh isse barsaat mein
humhe bheeggha gaya isse mohabbat ki hawa mein

dekha usse jabh apni palkein utha khar, tu sharam se jhukh gayi
jabh kehna chaha kuch, tu labh khamoshi rahe gaye

dil ki dhadkhan meri, shayd usse bhi sunayi di
issi liye shayd, usse ne hamari tharaf khaddam bahraye the

KUCH AISI THI HAMARI PEHLI MULAQAAT KI KAHANI BHI!! :D:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: July 24, 2006, 07:28:10 AM »
Reply with quote
shukriya anjani aur Rajbir pucca isko pad ke speechless ho jaayenge... :D bahut khoob likha hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #20 on: July 24, 2006, 07:33:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "indian_groom"
raat mein unhone hume yaad kiya.
dil ki dhardkano ne hum se fariyad kiya.

chand ne hume unki chaht ka aihsaas karaya.
badlo ne garz ke unki fariyaad ko sunaya

paani ne baars ke mausham banaya
unhone hume fir pyar ki taqat ka roop dikhaya.


bahut khoob naveen....

raat ko sapnao ki sej sajaaye
bethe rahe hum unki raha per aankhe bichaaye

mehakati rahi unke pyaar ki khusbu
unse woh pehli mulkaat yaad aaye

kaun fir chhere is khubsuart fasaane ko
koi  toh  aake fir se inhe sunaaye

jaagi hui hain aankhe raat bhar ki
bahaon mein bhar ke koi toh sulaaye !!!!!!!!
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #21 on: August 25, 2006, 12:19:02 AM »
Reply with quote
kya baat hai...ranju mom aur naveen ji :D:D:D

Pehli baar jab usne dekha mujhe
Nazaroin ne koyi baat kahee mujhe
Dil bas mein nahi raha aisa lagha mujhe
Raatoin ko dinko dekhata raha sapne mujhe
Be-aram kar gaya mujhe
Degaya pyar karne ki saza mujhe
:D:D:D
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:29:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer