ranjana
Guest
|
«Reply #60 on: May 03, 2006, 08:14:34 AM » |
|
har rait ke teele ko har ped ki chawan ko ko dekh tum yaad aate ho.... aise hi kisi mukam pe mulakat hui thi chalti dhoop thi aur tere aanchal ka saya tha.....
rait - sand ped - tree prashan puchten hain mujhse. rait ke teele , aur jhurmut ke woh sheetal saye... bath jahan par hamne ........ sukh-dukh ke pal jo saath beetaye.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #61 on: May 03, 2006, 08:24:16 AM » |
|
nice ranju
Har tumhari lagti hai dil ko aise jaise chilchilati dhup mai tere aanchal ki chaya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #62 on: May 03, 2006, 08:24:37 AM » |
|
nice ranju
Har baat tumhari lagti hai dil ko aise jaise chilchilati dhup mai tere aanchal ki chaya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #63 on: May 03, 2006, 08:48:10 AM » |
|
nice ranju
Har tumhari lagti hai dil ko aise jaise chilchilati dhup mai tere aanchal ki chaya...... aaj fir tumhari baaton ne mere dil ko yun bharmaya...... jaise kisi najuk kali ki aankho mein koi inderdanush utar aaya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #64 on: May 03, 2006, 08:50:52 AM » |
|
nice ranju
Har tumhari lagti hai dil ko aise jaise chilchilati dhup mai tere aanchal ki chaya...... aaj fir tumhari baaton ne mere dil ko yun bharmaya...... jaise kisi najuk kali ki aankho mein koi inderdanush utar aaya...... kuch aisa sa ehsaas mere andar bhi umad aaya hai jaisa kabhi nahi hua aaj hua jata hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #65 on: May 03, 2006, 09:43:04 AM » |
|
mohabat ne jab bhi dil ko sada di hai...... aag bahte paani mein laga di hai.... is chotte se afsane ne aksar duniya hila di hai.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #66 on: May 03, 2006, 09:51:07 AM » |
|
mohabat ne jab bhi dil ko sada di hai...... aag bahte paani mein laga di hai.... is chotte se afsane ne aksar duniya hila di hai....... na kaho aag ki bbaten aag to yahan lagi jaati hai teri baaton main koi jaadu hai ki mere dil mai milne ki kasak jagi jaati hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #67 on: May 03, 2006, 02:04:03 PM » |
|
mohabat ne jab bhi dil ko sada di hai...... aag bahte paani mein laga di hai.... is chotte se afsane ne aksar duniya hila di hai....... na kaho aag ki bbaten aag to yahan lagi jaati hai teri baaton main koi jaadu hai ki mere dil mai milne ki kasak jagi jaati hai.... milne ki kasak ko daba ke rakhiye... apne pyar ko zamane ki nazaro se bacha kar rakhiye..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #68 on: May 04, 2006, 05:02:19 AM » |
|
mohabat ne jab bhi dil ko sada di hai...... aag bahte paani mein laga di hai.... is chotte se afsane ne aksar duniya hila di hai....... na kaho aag ki bbaten aag to yahan lagi jaati hai teri baaton main koi jaadu hai ki mere dil mai milne ki kasak jagi jaati hai.... milne ki kasak ko daba ke rakhiye... apne pyar ko zamane ki nazaro se bacha kar rakhiye.. na dar zamane se aye hanseen zaman kabhi isi ka hua ha kaya kabhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #69 on: May 04, 2006, 06:02:01 AM » |
|
aap toh ishqe mein bagawat per utarne lage ..... dekhiye na is mahfil mein kai chahro ke rang utarne lage......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #70 on: May 04, 2006, 07:09:48 AM » |
|
aap toh ishqe mein bagawat per utarne lage ..... dekhiye na is mahfil mein kai chahro ke rang utarne lage...... lol and really true one. na karo parwaf is zamane ki yeh to jalta hai har payar karne wale se meri kaya bisaat hai gar tu saath hai to lad jaunga zamane se....... :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #71 on: May 04, 2006, 08:40:29 AM » |
|
aap toh ishqe mein bagawat per utarne lage ..... dekhiye na is mahfil mein kai chahro ke rang utarne lage...... lol and really true one. na karo parwaf is zamane ki yeh to jalta hai har payar karne wale se meri kaya bisaat hai gar tu saath hai to lad jaunga zamane se....... wow kya baat hai vikas........ ek moka kya mila kushfamiyan badne lagi. rasata itna pasand aaya ki khud hi mazil ho gaya.. n/m :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #72 on: May 04, 2006, 09:05:38 AM » |
|
kushfamiya hum palte nahi kabhi hum yun hanste nahi jab dard inteha paar kar jata hai tab bhui hum rote nahi je khol ke hans lete hai ............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #73 on: May 04, 2006, 09:39:18 AM » |
|
zindgee ke haseen khawabo ki ek duniya basa gaya koi....... uski aankho mein ham kho gaye aise, chand lamahe thama gaya koi.........n/m
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rockindia
Guest
|
|
«Reply #74 on: May 04, 2006, 09:58:39 AM » |
|
Chand ki chandni ne jo tere badan ko sparsh kiya.... Raat me tera badan soney ki tarah chamkne laga..........
Tere lal hoto ko jo humne apne hotho se chua......... Laga mujhe aise jaise ki sanso ka silsila aur badhne laga......
Sharma ke tuney jo humse parda kia.......... Laga humko ki aaj chand ne chandni ko en ghatao me dhak liya.......
Baitha hoon tere intezaar me tu na de ab aur humko saza........ Dekh shamma bhee ab bhujne lagi Ab yun na hume tarasa........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|