Na jaane woh tera khyaal thaa ya koi khawaab thaa
tu dil ke kareeb thaa aur mera pal-pal lazawaab thaa
baithe they mere pehlu mein tum kuch is tarah se
meri sanso me teri khushboo teri ankhon me sharaab tha
Ye aarzoo thee dil me tumhe nazar bhar ke dekhate
par aankho mein sharmo haya ka parda behisaab thaa
thaa naya naya woh ishq apna woh ruthana aur manana
meri har ada khubsoorat tera har karam naayaab thaa.
pighala thaa har lamha mera bas tere hi justzoo mein
tere wazood se thi meri zindagi tere wagair mera duniya kharaab thaa.
har pal dil tere pyaar ki chandani mein dooba raha
Tum hi the mere pyaar ki zameen aur tu hi aaftaab thaa.
Zindagi se hum nahi Zindagi humse ZindaDil hai......
Yeh toh hai Doori aapse Huzoor kya kahe aapke toh Khayal bhi Kaatil hai......
Yoon toh honge kayi Chahane wale aapke Sanam......
Par hamara Zarra Zarra aapke Khayalat ke Aadil hai......
Kya kahe aapse ab Sanam aapke toh Khayal bhi Kaatil hai......
Aa laga loon sine se tujhe......
Toh woh Suraj bhi Jalan me Jal jaata hai.......
Kahun Pyar ke kuch Nagme jo tujhe.......
Toh Chand bhi Badri ke peeche Chip jata hai......
Karun toh main kya karun......
Yeh Dil kuch tumse Kehna Chahata hai.....!!!!!waaaaah kya baat hai!! :D:D:D
its really nice!! :D:D:D:D:D
isse dil mein kuch chupein hain aise raaz
jo sirf tujhe sunana chahta hai
isse dil mein kuch basse hain aisi yaadein
jo sirf tujhe yaad dilana chahta hai
inh baliyoon mein chupi hai teri awaaz
jise khud ko behlaya karte hain
isse bindiya mein samayi hai ekh tasveer
jispe mein app dikha karte hain
ekh khayal aya rehta hai humare khayaloon mein
maan mein chahein tujhe, par tujhse koyi baat keh nahi pate hain
karein kya khayal hai, jo dil mein hai,
chahkar bhi isse mitha nahi paate hain :D