Talat
Guest
|
Neenden meri aankhon se churaata hai wohi shakhs so jaaun to khwabon main bhi aata hai wohi shakhs
jis zakhm ka khaliq bhi koi aur nahin hai us zakhm pe marham bhi lagata hai wohi shakhs
haathon ki lakeeron main bhi talashe wo mujhko hathon ki lakeeren bhi mitaata hai wohi shakhs
rakhta hai mujhe qaid bhi ek band gali main raste bhi naye mujhko sujhata hai wohi shakhs
har lamha yeh koshish main use bhool hi jaaun pehle se siwa yaad bhi aata hai wohi shakhs
hum jin se talab roshnian karte rahe hain aata hai to shamain bhi bujhata hai wohi shakhs
jo aaeena main apne liye dhoond ke laaya us main bhi humesha nazar aata hai wohi shakhs
us shakhs ki khaatir hoon main dunya se juda bhi lekin mera dunya se bhi naata hai wohi shakhs
jis shakhs ke hone se thi is shahar ki ronaq sunte hain ki es shahar se jaata hai wohi shakhs!! (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
lovebites
Guest
|
|
«Reply #1 on: December 15, 2004, 02:12:24 PM » |
|
wah bohat achey nice choice Talat.......................!
Ankhen khul jaye aur sapne reh jaye hont sil jaye aur baathe keh jaye Mehphif mein jaye aur tanha reh jaye doori badh jaye aur kareeb hum ho jaye chont unko lag jaye aur dard ham seh jaye woh na kar jaye aur hum ha sun jaye ham mar jaye aur hamara pyar reh jaye!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 15, 2004, 02:17:04 PM » |
|
Thanks Lovebites!!!! and good one
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #3 on: December 15, 2004, 02:22:54 PM » |
|
Neenden meri aankhon se churaata hai wohi shakhs so jaaun to khwabon main bhi aata hai wohi shakhs
jis zakhm ka khaliq bhi koi aur nahin hai us zakhm pe marham bhi lagata hai wohi shakhs
haathon ki lakeeron main bhi talashe wo mujhko hathon ki lakeeren bhi mitaata hai wohi shakhs
rakhta hai mujhe qaid bhi ek band gali main raste bhi naye mujhko sujhata hai wohi shakhs
har lamha yeh koshish main use bhool hi jaaun pehle se siwa yaad bhi aata hai wohi shakhs
hum jin se talab roshnian karte rahe hain aata hai to shamain bhi bujhata hai wohi shakhs
jo aaeena main apne liye dhoond ke laaya us main bhi humesha nazar aata hai wohi shakhs
us shakhs ki khaatir hoon main dunya se juda bhi lekin mera dunya se bhi naata hai wohi shakhs
jis shakhs ke hone se thi is shahar ki ronaq sunte hain ki es shahar se jaata hai wohi shakhs!! (NM) very good talat n lovebites seene me mere aag jagata hai wahi shaks phir us aag ko bujhata bhi hai wohi shaks mujh se bichad ke bahut door jata hai wahi shaks phir mujh ko apne paas bulata bhi hai wohi shaks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #4 on: December 15, 2004, 02:26:59 PM » |
|
Thanks Sam...Good one!!!
Khafa ho jata hai humse aur rulata hai wohi shaks Rooth jaayen to phir manata bhi hai wohi shakhs!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #5 on: December 15, 2004, 02:32:35 PM » |
|
khafa ho ker bhi hum hi ko chahta hai wo shaks choti si baaton per akser rooth jata hai wo shaks
aansuo ki kimat pahchaanta hai wo apni phir kyhun akser aansu bahata hai wo shaks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lovebites
Guest
|
|
«Reply #6 on: December 15, 2004, 02:47:29 PM » |
|
Thanks Lovebites!!!! and good one Shukriya...and 2 gud Samnoj.............!
Yeh soch kar palkon mein chhupa leta hoon aansoo Gir kar yeh meri aankh se ho jaain na be-ghar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #7 on: December 15, 2004, 02:55:39 PM » |
|
Good one lovebites!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #8 on: December 15, 2004, 02:58:28 PM » |
|
khafa ho ker bhi hum hi ko chahta hai wo shaks choti si baaton per akser rooth jata hai wo shaks
aansuo ki kimat pahchaanta hai wo apni phir kyhun akser aansu bahata hai wo shaks rootha karte hain apno se, ghairo se nahin ye soch kar hi rooth jata hai wo shakhs har baat teri dil se guzarti hai us shakhs ke zara si thes se ansu baha jata hai wo shakhs!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #9 on: December 15, 2004, 03:00:58 PM » |
|
thanx love n talat
rootha jata hai wo shaks hum ko satata hai wo shaks lekin jaisa bhi hai wo shaks hum ko bahut bhata hai wo shaks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lovebites
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 15, 2004, 03:04:12 PM » |
|
Good one lovebites!! thanks....nice work Samnoj and Talat...........!
Hoi khushi hummain ya sunn kay bohat Baray mai woo meray her ek say pochnay laga hai Hoo gaya hai abb hummain iss baat per yaqeen Dheiray dheirya usay bhi piyar honay laga hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #11 on: December 15, 2004, 03:05:04 PM » |
|
thanks Love!!!
tujh ko satata hai wo shakhs phir sharmata hai wo shakhs ansu na bahayega ab kabhi har baar dohrata hai wo shakhs!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #12 on: December 15, 2004, 03:10:54 PM » |
|
again good work love n talat
door se dekha to nazar aata hai wo shaks pass jo dekhu to bhi nazar aata hai wo shaks
khuli aankho me to rahta hi hai wo shaks aankhe bund kardu to bhi nazar aata hai wo shaks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #13 on: December 15, 2004, 03:13:46 PM » |
|
Thanks Sam!!!!
Jeene ka chalan badle jaata hai wo shakhs Roz naye andaaz dikha jaata hai wo shakhs!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #14 on: December 15, 2004, 03:16:02 PM » |
|
kya baat hai usme kyu itna acha hai wo dil ko sab se kyu pyara lagta hai wo
kai aadate badal di hum ne uske liye kyu hume badalna chahta hai wo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|