Yaad kartaa naheen! Yaad aatey ho!!

by abdbundeli on August 03, 2008, 07:48:36 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4847 times)
abdbundeli
Guest
«Reply #15 on: January 30, 2010, 04:24:44 PM »
Reply with quote
Wah abd kay khoob Qata likha hai. Bahut achhi creation hai.

Thanks a lot, riyaz106 ji!

          - abd bundeli
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUM YAAD AATEY HO by amit_is_always_cool in Shayri for Khumar -e- Ishq
Yaad aatee hai, fir naheen jaatee! by abdbundeli in Shayri for Dard -e- Judai
Aap aatey bhi naheen, ham ko bulaatey bhi naheen! by abdbundeli in Ghazals
YAAD AATEY HAIN by saahill in Miscellaneous Shayri
.{ Ab Tum Yaad Aatey Ho }. by Omi-Shru in Shayeri for Dard -e- Bewafai
malli
Guest
«Reply #16 on: January 30, 2010, 06:18:29 PM »
Reply with quote

Tuu jo aataa hai khwaab mein, to, jaan aatee hai!
Tuu jo jaataa hai khwaab mein, to, jaan jaatee hai!
Isliye, baahuoun mein bhar, usee lamahey, tujhko,
Jaag uthtaa huun; shukra hai, ki, neend laatee hai!!

                             - abd bundeli

                              

Accha? Sacchi?  Usual Smile

Kyu yahi keh-keh ke hamare dil ko behla rahe hai?
Ek soorat ke liye is ishq mein, saikadon soorat ki hai ruswayiyan
Logged
malli
Guest
«Reply #17 on: January 30, 2010, 06:24:37 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI...ABD JI......

KHUD BULATE HO AUR KHUD HI NAHIN AATE HO
AAKHIR KYUN ITNA HAMKO TADFATE HO
TERI IS ADDA NE NA JAANE KYA KAR DIYA HAI
HAR WAQAT TUM MUJHKO YAAD AATE HO....


Wah lovely lines cara ji  Applause Applause

Jaane wo lamha kab aayega
Mere gam-khane mein bi chand koyi aayega
Kab se baiti hu ye umeed liye, tere aane ke intezar karte huye
Ab meri samaj mein yeh baat aayi ke
Mera koyi na yaad karega ya aur na koyi khwaab mein aayega

Logged
cara
Guest
«Reply #18 on: January 31, 2010, 09:04:21 AM »
Reply with quote
Wah lovely lines cara ji  Applause Applause

Jaane wo lamha kab aayega
Mere gam-khane mein bi chand koyi aayega
Kab se baiti hu ye umeed liye, tere aane ke intezar karte huye
Ab meri samaj mein yeh baat aayi ke
Mera koyi na yaad karega ya aur na koyi khwaab mein aayega


kya baat hai  malli ji....

HAM TOH AAP KE KHWAAB MEIN ROZ AATE HAI,
BIN BAAT KIYE LAUT JAATE HAI
AAP KI SURAT BADLI BADLI SI
KYUN NAZAR ATI HAI YE NAHI SAMAJH PAATE HAI

KYA AAP WAHI HO ROZ ROZ KHWAAB ME AANEWALI "ROZA"
YAAN KISI AUR KE  BAAGH KI "MAALI" HO
KAUN HO TUM  AAKAR KYUN NAHIN BATATI HO..
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #19 on: January 31, 2010, 01:24:33 PM »
Reply with quote
Abd Babu Aap Humare Bade Hain
Aapka Yun  Hume Shihab Ji Bulana
Sobha Nahi Deta Plz Sirf Shihab Bulayen.!
Aur Yeh To Aapka Badapan Aur Khulus Hai Janaab.
Warna Aksar Humne To Aapke Shabdon Mein
Bas Ek Ajib Hi Si Kashishi Paayi Hai Khair.

Khush Rahiye....

Shihab


Shukraguzaar huun bhai Shihab!

             - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #20 on: January 31, 2010, 01:49:58 PM »
Reply with quote
Accha? Sacchi?  Usual Smile


Kyu yahi keh-keh ke hamare dil ko behla rahe hai?
Ek soorat ke liye is ishq mein, saikadon soorat ki hai ruswayiyan


Dwait aur adwait kaa,
Ancheenhaa hai kheyl!
Mein kyaa huun samjhaa naheen,
Deykh paraspar meyl!!

               - abd bundeli


Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:00:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer