yaadein

by sandeepparker on September 18, 2004, 12:12:52 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 7653 times)
diljala
Guest
«Reply #60 on: October 07, 2004, 11:42:21 AM »
Reply with quote
Ishq kya kyia hum ne ab kuch bhe samajh nahi pata hu mai
Jidhar bhi dakhta hu ankhe kuhalne ke bad har taraf unhe pata hu mai
ye jaan ker bhee kay ki wo  teray muqaddar main nahi diljaje
phir bhi unhe  paanay ki aarzoo main jiye jaata hoon main.
Ishq chege hi asi hai sab kuch bhula dati hai
aub bhul jata hu mai ki, kaha jata hu mai atta hu mai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~YAADEIN~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
yaadein.... by Gesu in Shayri for Khumar -e- Ishq
yaadein by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
YAADEIN by darde_dil in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 6 7 »
waheed_rose2004
Guest
«Reply #61 on: October 07, 2004, 03:10:01 PM »
Reply with quote
Thanx Talat..............Aap Kahan Gayee Thi..................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #62 on: October 07, 2004, 03:10:58 PM »
Reply with quote
Nice...... Qutubuddin.............Talat...................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #63 on: October 07, 2004, 03:11:31 PM »
Reply with quote
Hum Ko Zamaney Ne Gustakh Banaya Hai Dost
Hum To Yun Chup They K Tasveer Howa Kartey They
Itna Acha To Na Tha Naam Hamara Laiken
Hum Tairey Hath Pe Tahreer Howa Kartey They.....
Logged
diljala
Guest
«Reply #64 on: October 08, 2004, 04:43:47 AM »
Reply with quote
Whaa waheed_rose2004 Bhai

Urj Hai

Jab dikh jata hai chera unka bhul jata hu mai ghar se nikela tha kis kam se
Bolna chahata hu kuch bas unka nam hi  nikalta  jata hai juban se
jab bhi baith jata hu unke ghar ke samane didare yarr ko
Phir mut puchaye hume mutlab nahi subha se shaam se
Chunk uthta hu bas kisi ke bhi ho kadmo ki aahat
Jaise bhari may chalak jati hai maykhane me jam se
koi khe de unse hum bhi jale hai ishq mai abi tak unke
shakel se nahi kam se kam hume jane ab humare nam se
Logged
Raman
Guest
«Reply #65 on: October 08, 2004, 06:09:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Hum Ko Zamaney Ne Gustakh Banaya Hai Dost
Hum To Yun Chup They K Tasveer Howa Kartey They
Itna Acha To Na Tha Naam Hamara Laiken
Hum Tairey Hath Pe Tahreer Howa Kartey They.....


Waheed...Would u pls let me know the meaning of Tahreer.
Txs in advance !
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #66 on: October 08, 2004, 08:20:51 AM »
Reply with quote
Thanx...........Raman............................ ........

Yeh sach hai un se nigahain kabhi mila na sakay
hum un ki yaad ko lekin kabhi bhula na sakay

Woh khush naseeb sahi,tujh se jo qareeb hain
hum budnaseeb hain jo ghum se dur jaa na sakay

Chah ker chandni bhi us husn ko pohanch na sakee
nikhar ke phool bhi us ka shabaab laa na sakay

Qaid-e-ghum main bhi yeh aansu khushi ke qasid hain
jo un ke deedar ke doraan hum chuppa na sakay

Hazar Gardish-e-doraan ke saath khail chukkay
magar tumharee nazar ka mizaaj paa na sakay

jhijik jhijik ker nazar un ke dil tak aa pohanchii
yeh woh safar hai ke manzil jise bhula na sakay

Masroof tha mulaqaat main magar TUM BIN
yeh maslihat thi ke hum donoon muskura na sake..........
Logged
diljala
Guest
«Reply #67 on: October 08, 2004, 08:57:17 AM »
Reply with quote
Tum mujhe bhool kar to dekho
   Har khushi routh jayegi
   Jab akele tum baithogi
   Khud-ba-khud meri yaad aayegi
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #68 on: October 08, 2004, 11:37:39 AM »
Reply with quote
Ankhon pe ansoon ki lakeer ban gayee
kabhi na socha aisi takdeer ban gayee
humne to phaireen thin yun hi rait pe ungilyaan
dekha to tumhari tasveer ban gayee.....

not mine
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #69 on: October 08, 2004, 11:39:22 AM »
Reply with quote
Ek ghalti ne kiya humen barbad,
 kaise karen hum ye faryaad.
os ne sadyon ki judaye di humen,
ab kaise karen zindagi ko abaad.
wo janta hain ke hum ose karte hain pyar,
phir bhi kartha hain wo inkaar,
is pyar ne rolaya humen itna,
ke chahenge na kise ko is ke baad.......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #70 on: October 08, 2004, 03:45:19 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob sandeepparker....

ek choti si galati ki yah saja mili
tamam umar ki tanhai mili
na ki hai, na karegy kabhi unse fariyaad
jisko pal pal yaad karane ki saja milli
Logged
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
«Reply #71 on: October 09, 2004, 07:03:34 AM »
Reply with quote
all of u keep writing such good shayri's & good luck
Logged
Talat
Guest
«Reply #72 on: October 09, 2004, 07:50:35 AM »
Reply with quote
Bohot khoob.. Pooja..Waheed..Sandeep..Diljala
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #73 on: October 09, 2004, 08:47:16 AM »
Reply with quote
thanx talat..............
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #74 on: October 09, 2004, 08:49:16 AM »
Reply with quote
"mari chahat mari mohobat meri her baat ho tum
mari zindagi mari dharkan meri her sans ho tum

jisay dil say chupaye rakha bersoon
mari rooh ka wahi aik raaz ho tum

udaas khizaan ho or chayhakti hoi bahar ho
sookhay patoon pay barasti shabnami barsaat ho tum

jab bhi bholana chaha wo her baar yaad aye
mari zindagi kay wo sunahri lamhaat ho tum

titli ho bulbul ho ya khushbo ho
asa lagta hai kay khilta howa gulaab ho tum

aksar ya sooch ker dil tadap uthta hai
mari zindagi ho ya koi khowaab ho tum.....................
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:02:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer