Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,

by fakharenaveed on May 25, 2005, 02:18:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1371 times)
fakharenaveed
Guest
Reply with quote
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.


Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.


Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.


Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.


Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.


Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.


Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.


Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.


Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye "Naz"
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete....
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #1 on: May 25, 2005, 04:49:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.
Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.
Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.
Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.
Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.
Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
 wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.
Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye "Naz"
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete....


dil se basaya hai tujhe ,..

aapna banaya hai tujhe ,....

tujhe bhulane ki socho bhi to kaise ,,,...

kismat ki lakiro se churaya hai tujhe,....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #2 on: May 25, 2005, 05:28:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "fakharenaveed"
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.
Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.
Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.
Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.
Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.
Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
 wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.
Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye "Naz"
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete....


dil se basaya hai tujhe ,..

aapna banaya hai tujhe ,....

tujhe bhulane ki socho bhi to kaise ,,,...

kismat ki lakiro se churaya hai tujhe,....
excellent both of u.

"Dil me basaake yun bhula na dena,
 jab kabhi meri yaad aaye,ek baar muskura dena."

nm
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #3 on: May 25, 2005, 05:56:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "fakharenaveed"
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.
Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.
Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.
Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.
Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.
Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
 wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.
Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye "Naz"
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete....


dil se basaya hai tujhe ,..

aapna banaya hai tujhe ,....

tujhe bhulane ki socho bhi to kaise ,,,...

kismat ki lakiro se churaya hai tujhe,....
excellent both of you.

"Dil me basaake yun bhula na dena,
 jab kabhi meri yaad aaye,ek baar muskura dena."

nm


dil me tujhe chupa to sakta hu bhula nahi sakta,...
dega aagar tu  mujhe dard e zeher bhi to mai pine se katra nahi sakta,..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: May 25, 2005, 09:40:35 PM »
Reply with quote
Socha tha ke hum bhi apni manjil payege,
Socha tha hum bhi kisi ke dil main apna ghar banayege,
Abhi to hum soch hi rahe the ke kisi .....ne ayse thokar mari
ke abb sochti hu ke shayad hum kabhi dubara sambal payege.....


******************************************
Pyaar mein khona bhi padta hei
Thokar khaakar he tho sambhalna padta hei
Yun aasani se kuch nahin milta
Bahut kuchh khona padta hei
Cigarette ko dekhey koi
Khudh jalti hei
Tabhi tho kisi ke hoton sey lagti hei
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:00:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer