ParwaaZ
Guest
|
Phir se aik purani kalaam aap sab ki nazar....
Mere mehboob ne Gulaab se muskuraa ke kaha Usne mera naam liya hai hawaa ne aake kaha
Siyaa zulfo.n mei uske yeh kaisi mahek hai Suhani raat ne ghatao.n ko barsaa ke kaha
Yakeen ho gayaa ke jannat khubsurat hai usne jab adaa se palkoN ko uthaa ke kaha
Tabeere teri to hakhikhat banne lagi hai.n Khawaabo ne mujhko khawaab dikha ke kaha
Hone lagi hai mohobbat mujhko bhi sanam Meri gazalon ko to kisine gungunaa ke kaha
Us mei "ParwaaZ" hai adaao ke raNg kayeeN Barish ne dhanak aasmaa pe bikhraa ke kaha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: June 02, 2012, 08:39:55 AM » |
|
waah Parwaaz bhaai kyaa khoobsoorat kalaam pesh kiyaa hai aapke jaisee daad denaa hamko naheen aataa badee saadgee se kah dete hain dheron daad aur ek adad rau
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 02, 2012, 08:47:38 AM » |
|
Waah waah Parwaaz saheb, bahut hi khoobsoorat ghazal hai. Dili daad aur ek Rau qabool farmayein.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 02, 2012, 08:49:34 AM » |
|
Phir se aik purani kalaam aap sab ki nazar....
Mere mehboob ne Gulaab se muskuraa ke kaha Usne mera naam liya hai hawaa ne aake kaha
Siyaa zulfo.n mei uske yeh kaisi mahek hai Suhani raat ne ghatao.n ko barsaa ke kaha
Yakeen ho gayaa ke jannat khubsurat hai usne jab adaa se palkoN ko uthaa ke kaha
Tabeere teri to hakhikhat banne lagi hai.n Khawaabo ne mujhko khawaab dikha ke kaha
Hone lagi hai mohobbat mujhko bhi sanam Meri gazalon ko to kisine gungunaa ke kaha
Us mei hai adaao ke "ParwaaZ" raNg kayeeN Barish ne dhanak aasmaa pe bikhraa ke kaha
veriiiiii gud
koobsoorti jannat ki youn na nazar aaye gi khamosh.! ho nigaah gar zaahido.n si to koi baat bane.!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 02, 2012, 08:55:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 02, 2012, 08:56:48 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 02, 2012, 09:02:20 AM » |
|
Bahut khoob , Parwaaz saheb . Khubsurat kalaaam se nawaza hai . Bahut mubarakbaad . Rau saheb ko khidmat ke liye rawaana kar raha hoon .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 02, 2012, 09:27:43 AM » |
|
Phir se aik purani kalaam aap sab ki nazar....
Mere mehboob ne Gulaab se muskuraa ke kaha Usne mera naam liya hai hawaa ne aake kaha
Siyaa zulfo.n mei uske yeh kaisi mahek hai Suhani raat ne ghatao.n ko barsaa ke kaha
Yakeen ho gayaa ke jannat khubsurat hai usne jab adaa se palkoN ko uthaa ke kaha
Tabeere teri to hakhikhat banne lagi hai.n Khawaabo ne mujhko khawaab dikha ke kaha
Hone lagi hai mohobbat mujhko bhi sanam Meri gazalon ko to kisine gungunaa ke kaha
Us mei hai adaao ke "ParwaaZ" raNg kayeeN Barish ne dhanak aasmaa pe bikhraa ke kaha
Bahut bahut umda khayalat aur jazbaat se nawazi hui is gazal par dheron daad aur mubarkabaad qabool kariye Parwaz ji with a RAU
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 02, 2012, 09:28:44 AM » |
|
waah bro-- kya baat hai -- jannat ka nazara bahot bahot khoob bhai baht dino bad fursat mili yha aakar kalaam padhne ki aur kuch cmnt krne ki-- dil khus ho gya apna khazaana khaali krte rhie khus rahie muskurate rahie
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #13 on: June 02, 2012, 06:10:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|