^^ Ye Hi Adaye ^^

by Matrix Guy on April 22, 2011, 07:59:26 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3288 times)
Matrix Guy
Guest
Reply with quote
^^ Ye Hi Adaye ^^



Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karti He
Zalim Mere Har Sawaal Per........ Wo Sawaal Karti He

Halat Ye He Ki Wo Kuch Bhi Kar Guzre To Zayaj He
Aur Hum Aah Bhi Bhar De To........ Wo Bawaal Karti He

Yaroo Wo Apne Aagey  Meri Ek Nahi Chalne Deti
Ek Wo Hi He Jo Humse Najre Milane Ki...... Majaal Karti He

Ab Kare Bhi To Kya Wo He Hi Is Qadar Dilkash Aur Dilnasheen
Ki Meri Raza Se Hi Mera Dil Lootkar....... Kangaal Karti He

Khuda Kare Wo U Hi Mahakti Aur Chahakti Rahe
Uski Ye Hi Adaye To Mere Dil Me Har Pal........ Dhamaal Karti He

Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karti He………
Zalim Mere Har Sawal Per Wo Sawal Karti He……….

 




 
Thankyou !


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tayree adaye tayree vafaey by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Hasino Ki Adaye by manjot in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaise Adaye-khaas se khud ko bacha ke dekhoon... by SURESH SANGWAN in Ghazals
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: April 22, 2011, 09:08:10 AM »
Reply with quote
Waah ji waah matrix ji bahut hatkar lafzo mein apne tarif ki hai main bhi ek aese hi shakhs ko janti hu isiliye apke likhe hue lafzo ko mehsus kar saki sach mein jab koi aesa shakhs hamari zindgi mein shaamil hota hai tou phir sab kuch bahut khubsurat lagta hai..bahut khoob ji.. icon_flower icon_flower angel11 angel11
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #2 on: April 22, 2011, 09:14:53 AM »
Reply with quote
oyeeeee hoyeeeeeeeeee...kamaal dhamaaal bemisaal post rajaji.........

aaj kahan se bijli giri ji....jo ye chamakti dhamakti post kar di apne.....

batao batao ji jaldi batao....waiting ji.........
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #3 on: April 22, 2011, 09:19:08 AM »
Reply with quote
thx geet ji apko aacha laga.........
muje bhi khushi hui ki chalo kisi ke khayal to mujse milte he ......well ek shetani ki he advance me hi mafi mang raha hu.....bura na maniyega.....mene is post me apko include kar diya he ......apke dil ki baat likhne ki koshish ki he......


Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karta He
Zalim Geet Ke Har Sawaal Per Sawaal Karta He

Halat Ye He Ki Wo Kuch Bhi Kar Guzre To Zayaj He
Aur Geet Aah Bhi Bhar De To Wo Bawaal Karta He

Yaroo Wo Apne Aagey  Geet Ki Ek Nahi Chalne Deta
Ek Wo Hi He Jo Geet Se Najre Milane Ki Majaal Karta He

Ab Geet Kare Bhi To Kya Wo He Hi Is Qadar Pagal Aur Diwana
Ki Geet Ki Hi Raza Se Uska Dil Lootkar....... Kangaal Karta He

Khuda Kare Wo U Hi Mahakta Aur Chahakta Rahe
Wo Inhi Adayo Se To Geet Ke Dil Me Har Pal........ Dhamaal Karta He


 




 
Thankyou !
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #4 on: April 22, 2011, 09:21:46 AM »
Reply with quote
oyeeeee hoyeeeeeeeeee...kamaal dhamaaal bemisaal post rajaji.........

aaj kahan se bijli giri ji....jo ye chamakti dhamakti post kar di apne.....

batao batao ji jaldi batao....waiting ji.........

hayyyyyyyyyy...............

ab kaha bijli giregi anamika ji.........aap to janti he is mamle me apna balance zero hi raha he......esi hamari kismat kaha ji.....koi dekh le to hi dil khush ho jata he apna to .2 roti jayda kha leta hu us khushi me....bas dil me khayal aya so likh diya..........apka shayarna jawab kaha he ji........
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: April 22, 2011, 09:33:33 AM »
Reply with quote
thx geet ji apko aacha laga.........
muje bhi khushi hui ki chalo kisi ke khayal to mujse milte he ......well ek shetani ki he advance me hi mafi mang raha hu.....bura na maniyega.....mene is post me apko include kar diya he ......apke dil ki baat likhne ki koshish ki he......


Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karta He
Zalim Geet Ke Har Sawaal Per Sawaal Karta He

Halat Ye He Ki Wo Kuch Bhi Kar Guzre To Zayaj He
Aur Geet Aah Bhi Bhar De To Wo Bawaal Karta He

Yaroo Wo Apne Aagey  Geet Ki Ek Nahi Chalne Deta
Ek Wo Hi He Jo Geet Se Najre Milane Ki Majaal Karta He

Ab Geet Kare Bhi To Kya Wo He Hi Is Qadar Pagal Aur Diwana
Ki Geet Ki Hi Raza Se Uska Dil Lootkar....... Kangaal Karta He

Khuda Kare Wo U Hi Mahakta Aur Chahakta Rahe
Wo Inhi Adayo Se To Geet Ke Dil Me Har Pal........ Dhamaal Karta He


 




 
Thankyou !

Apki shaitani bahut achi lagi utkarsh ji aur sach kahu tou main thik isi andaz se apki iss kavita ko padh rahi thi thnx mujhe apni kavita ka hissa banane k liye...
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #6 on: April 22, 2011, 09:46:52 AM »
Reply with quote
Achha Hai Matrix Ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #7 on: April 22, 2011, 09:56:16 AM »
Reply with quote
rajaji aapka reply ye raha chk it ji....
http://www.yoindia.com/shayariadab/shayri-for-khumar-e-ishq/wo-shakhs-t63439.0.html;new#new
Logged
manjum
Guest
«Reply #8 on: April 22, 2011, 10:31:55 AM »
Reply with quote
wah ji.... bahut khub....
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2011, 06:32:12 PM »
Reply with quote
mast poem Utkarshji..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower
 icon_flower icon_flower
lo jo tum na keh sake wo mein kehta hu..........

yaaroon kya kahu ye hasina mujh par quatil nazron se vaar karti hai
Hass-hass kar sehta hu usska prahaar....wo mujh se behadh pyaar karti he





^^ Ye Hi Adaye ^^



Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karti He
Zalim Mere Har Sawaal Per........ Wo Sawaal Karti He

Halat Ye He Ki Wo Kuch Bhi Kar Guzre To Zayaj He
Aur Hum Aah Bhi Bhar De To........ Wo Bawaal Karti He

Yaroo Wo Apne Aagey  Meri Ek Nahi Chalne Deti
Ek Wo Hi He Jo Humse Najre Milane Ki...... Majaal Karti He

Ab Kare Bhi To Kya Wo He Hi Is Qadar Dilkash Aur Dilnasheen
Ki Meri Raza Se Hi Mera Dil Lootkar....... Kangaal Karti He

Khuda Kare Wo U Hi Mahakti Aur Chahakti Rahe
Uski Ye Hi Adaye To Mere Dil Me Har Pal........ Dhamaal Karti He

Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karti He………
Zalim Mere Har Sawal Per Wo Sawal Karti He……….

 




 
Thankyou !





Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2011, 09:05:41 PM »
Reply with quote
Nice Creation Matrix Ji
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #11 on: April 23, 2011, 06:17:54 AM »
Reply with quote
kya baat hai mg....
Bht bht accha likha hai aapne...
Sabhi sher ek se badh kar ek hai...
Very very nice.....
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #12 on: April 23, 2011, 01:10:55 PM »
Reply with quote
^^ Ye Hi Adaye ^^



Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karti He
Zalim Mere Har Sawaal Per........ Wo Sawaal Karti He

Halat Ye He Ki Wo Kuch Bhi Kar Guzre To Zayaj He
Aur Hum Aah Bhi Bhar De To........ Wo Bawaal Karti He

Yaroo Wo Apne Aagey  Meri Ek Nahi Chalne Deti
Ek Wo Hi He Jo Humse Najre Milane Ki...... Majaal Karti He

Ab Kare Bhi To Kya Wo He Hi Is Qadar Dilkash Aur Dilnasheen
Ki Meri Raza Se Hi Mera Dil Lootkar....... Kangaal Karti He

Khuda Kare Wo U Hi Mahakti Aur Chahakti Rahe
Uski Ye Hi Adaye To Mere Dil Me Har Pal........ Dhamaal Karti He

Ya Khuda Wo To Bas Kamaal Hi Kamaal Karti He………
Zalim Mere Har Sawal Per Wo Sawal Karti He……….

 




 
Thankyou !




 bahut acha ji
biwi hai ya aur kuch
zindagi hairan hai buss mat pooch
tere kalaam ne mujhe bhi jagaa diya,
mohabbat ke bhoot ko humne bhagaa diya...!
Logged
Road_Side_Romeo
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2011, 10:03:26 PM »
Reply with quote
Mast Likha Hai Matrix Ji Aapne
Jyadatar Ladkiyan Aisi Hi Hoti Hain
Meri Waali Bhi uch Kuch Aisi Hi Hai
Logged
shiba
Guest
«Reply #14 on: April 24, 2011, 01:39:56 AM »
Reply with quote
Bohat Bohat hoob Matrix Guy Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:10:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer