Ye Ishq May Aksar Hota Hai...

by Iqtedar on September 03, 2013, 04:12:02 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1567 times)
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
Reply with quote
Ye Ishq May Aksar Hota Hai
Jo Pyar Kare So Rota Hai

Ab Kis Se Shikayat Kya Karna
Ye Sadiyon Se Hi Hota Hai

Hain Mushkil Raahen Chahat Ki
Har Lamha Chaen Yan Khota Hai

Jo Pyar Kare Wo Hi Jaane
Ye Ranj-o-Alam Kya Hota Hai

Is Duniya Ki Hai Reet Yehi
Yan Aashq Hi Sukh Khota Hai

Jo Dil Ki Lagi May Phansta Hai
Wo Shaam Saweere Rota Hai

Tum Pyar Mohabbat Mat Karna
Ye Rog Bahot Dukh Deta Hai

Jo Jiski Qhismat Ka Hoga
Ek Din Wo Uska Hota Hai

Written by Syed Iqtedar Hussain.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AKSAR PYAR MEH YEH HOTA HAI by jasbirsingh in Miscellaneous Shayri
AKSAR AISA HI HOTA HAI by haroon_shaikh in Shayri-E-Dard
yahi to aksar hota hai by saahill in Shayri-E-Dard
aksar dil ye sochata he aakhir ye pyar kyu hota he by jyuthika in Miscellaneous Shayri
Aksar aisa hota hai by 92Sufyan in Share:Funny Poetry
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 03, 2013, 04:25:08 PM »
Reply with quote
Tum Pyar Mohabbat Mat Karna.     waah waah bahut khoob
Ye ishq bahut dukh dhota hai.
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #2 on: September 03, 2013, 04:27:25 PM »
Reply with quote
bahut hi ache idtedaar ji... sahi kaha hai
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: September 03, 2013, 04:42:14 PM »
Reply with quote
Ye Ishq May Aksar Hota Hai
Jo Pyar Kare So Rota Hai

Ab Kis Se Shikayat Kya Karna
Ye Sadiyon Se Hi Hota Hai

Hain Mushkil Raahen Chahat Ki
Har Lamha Chaen Yan Khota Hai

Jo Pyar Kare Wo Hi Jaane
Ye Ranj-o-Alam Kya Hota Hai

Is Duniya Ki Hai Reet Yehi
Yan Aashq Hi Sukh Khota Hai

Jo Dil Ki Lagi May Phansta Hai
Wo Shaam Saweere Rota Hai

Tum Pyar Mohabbat Mat Karna
Ye Rog Bahot Dukh Deta Hai

Jo Jiski Qhismat Ka Hoga
Ek Din Wo Uska Hota Hai

Written by Syed Iqtedar Hussain.

KYA BAAT HAAI !!!!
BOHUT UKHDE UKHDE LAGRE HO BHAI,,,
SAB KHAIRIYAT  TO HAINA,

HAR KISI KI ZINDAGI ME ISHQ KA MUKAAM AATA HAI,
KOI TEHER JATA HAI TO KOI GUZAR JATA HAI.

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #4 on: September 03, 2013, 05:11:12 PM »
Reply with quote
Dr. Sahab shukriya Usual Smile
Samnoj ji shukriya Usual Smile
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #5 on: September 03, 2013, 05:15:07 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAAI !!!!
BOHUT UKHDE UKHDE LAGRE HO BHAI,,,
SAB KHAIRIYAT  TO HAINA,

HAR KISI KI ZINDAGI ME ISHQ KA MUKAAM AATA HAI,
KOI TEHER JATA HAI TO KOI GUZAR JATA HAI.

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
hahahaa bhai kahte hain na bachpan ki aadaten pachpan tak nahi jaatin Usual Smile
bachpan may patangen(kites) lootne ka bada shaoq tha, aur jo haath aati apni aur jo na aati parayi  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: September 03, 2013, 05:24:07 PM »
Reply with quote
hahahaa bhai kahte hain na bachpan ki aadaten pachpan tak nahi jaatin Usual Smile
bachpan may patangen(kites) lootne ka bada shaoq tha, aur jo haath aati apni aur jo na aati parayi  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
thik hai bhai maan liye apki baat ko ke bacpan se 55an tk ye aadat rehti ...aur ye bhi ke patang lootne ki adat ha,
lekin patang to katne k baad loot te na yaha masla apka .
patang kaat ke loot ne ki niyaat dikhri, Laughing hard Laughing hard
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #7 on: September 03, 2013, 05:49:35 PM »
Reply with quote
thik hai bhai maan liye apki baat ko ke bacpan se 55an tk ye aadat rehti ...aur ye bhi ke patang lootne ki adat ha,
lekin patang to katne k baad loot te na yaha masla apka .
patang kaat ke loot ne ki niyaat dikhri, Laughing hard Laughing hard
Sahal bhai kya aapne nahi suna ke Mohabbat aur Jung may sab jayez hota hai  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

now be serious - Allah se dua hai ke saari patangen apne apne door se bandhi rahen ta dam nikle... aameen.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #8 on: September 03, 2013, 05:54:07 PM »
Reply with quote
Sahal bhai kya aapne nahi suna ke Mohabbat aur Jung may sab jayez hota hai  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

now be serious - Allah se dua hai ke saari patangen apne apne door se bandhi rahen ta dam nikle... aameen.
haa suna hai bhai ....mohbbat aur jung me suna hai,
lekin ek tarfa muhabbat me nahi sun hai..
patang baazi bhi jung hai aaj hi sun hai Laughing hard Laughing hard

yes on a serious note ,Allah tala sab ko apne apne naseeb ki khushi ata farmaye. Ameen.
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #9 on: September 03, 2013, 07:04:41 PM »
Reply with quote
kya baat............... Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: September 03, 2013, 08:19:09 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #11 on: September 03, 2013, 09:43:04 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut Khoob Iqtedarji.
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #12 on: September 03, 2013, 10:13:04 PM »
Reply with quote
haa suna hai bhai ....mohbbat aur jung me suna hai,
lekin ek tarfa muhabbat me nahi sun hai..
patang baazi bhi jung hai aaj hi sun hai Laughing hard Laughing hard

yes on a serious note ,Allah tala sab ko apne apne naseeb ki khushi ata farmaye. Ameen.
bhai kis ne kahdiya aapse ke ek tarfa mohabbat hai? sirf wo hi nahi balke main bhi chahta hoon to hogai na 2'tarfa  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
aur bhai wo har cheez jung hoti hai jisme haar jeet hoti hai, aur haan patang baazi ki history dekhen to pata chalta hai ke iska istemaal zamane qhadeem may jangon may raha hai, aur kahne wale to ye bhi kahete hain ke ye jangon ki hi ejaad hai  Shocked Even More
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #13 on: September 03, 2013, 10:14:19 PM »
Reply with quote
Miraj ji shukriya Usual Smile
Hriday ji shukriya Usual Smile
Ravi ji shukriya Usual Smile
Logged
nashwani
Guest
«Reply #14 on: September 04, 2013, 12:54:45 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut khoob iqtedar bhai..happy9
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:54:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer