Ye Khayal Aaya,..

by Jaanasheen on April 01, 2006, 01:17:49 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 958 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Jab Dekha Badalon Ko To Ye Khayal Aaya,..
Kash Un Badlon Mein Tum Samaate To Kaisa Hota,..

Jab Nadion Ke Leheron Ko Dekha To Ye Khayal Aaya,.
Kash Un Lehron Mein Tum Aate To Kaise Hota,..

Jab Dekha Taron Ko To Ye Khayal Aaya,..
Ke Taron Ki Jagah Tum Jagmagaate To Kaise Hota,..

Tumhe Chahte Hain Hum Apni Jaan Se Zyada,..
Mout Lene Agar Tum Aate To Kaisa Hota,..

Hum To Marte Waqt Bhi Tumhare Haathon Mein Hote,..
Agar Sach Hamare Khayal Hojaate To Kaisa Hota...

______________"''AZEEM''"_____________

Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 01, 2006, 01:33:35 PM »
Reply with quote
Ek Armaan Dil Mein Liye Tumhare Paas Aayein Hain,..
Jab Se Tumhe Dekha Mohabbat Ke Geet Gayein Hain,.

Teri Ek Muskurahat Dekhne Ke Liye,Na Jaane,..
Hum Kitne Thokarein Raahon Mein Khaayein Hain,..

Tum Rakh Naa Dena Kadam Kahin Zameen Par,..
Humne Tumhare Liye Raahon Ko Phoolon se Sajaayein Hain,..

________________"''AZEEM''"_______________

Logged
rockindia
Guest
«Reply #2 on: April 01, 2006, 01:59:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Jab Dekha Badalon Ko To Ye Khayal Aaya,..
Kash Un Badlon Mein Tum Samaate To Kaisa Hota,..

Jab Nadion Ke Leheron Ko Dekha To Ye Khayal Aaya,.
Kash Un Lehron Mein Tum Aate To Kaise Hota,..

Jab Dekha Taron Ko To Ye Khayal Aaya,..
Ke Taron Ki Jagah Tum Jagmagaate To Kaise Hota,..

Tumhe Chahte Hain Hum Apni Jaan Se Zyada,..
Mout Lene Agar Tum Aate To Kaisa Hota,..

Hum To Marte Waqt Bhi Tumhare Haathon Mein Hote,..
Agar Sach Hamare Khayal Hojaate To Kaisa Hota...

______________"''AZEEM''"_____________

Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota

Very good janashee
Badal hum hote toh kuch aisa hota....
Jaise ghilli mitti ki tarah tere pyar ki khusboo...
Jaise badal hum aur julfon ki kali ghata ho tum....

Jo lehron mein aate hum toh aisa hota........
Jaise bankar lehren tere dil mein tufan uthaye hum.......
Pass aake tere dil ke har kinare ko choo jaye hum....

Jo agar taron ki tarah jagmagate hum to aisa hota.....
Jaise tera pyar bankar jagmagae hum..........
Tara bankar tere pyar ke ASEEM akash mein kho jaye hum....

Jo maut dene aate hum toh kuch aisa hota.........
Es maut ki jagah tujhe apni zindgi de jate hum........
Par es pyar ko na marne dete hum.............

Jo sach tera khayal ho jata toh kuch aisa hota........
Badalon me bharkar tere pyar ka pani, tujpe baraste hum..........
Tere pyar ke samundar ki lehre ban jate hum.........
Tareon ki chamak bankar teri ankhon mein bas jate hum.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 02, 2006, 07:59:01 AM »
Reply with quote
Shukriya Rock Bhai,.

Aksar Ye Sochte Hain Hum Tere Jaane Se.,.
Ke Tum Ek Pal Bhi Teharte To Kitna Acha Hota,,..
Ke Us Ek Pal Mein Hum Apni Saari Zindagi Jee Jaate,..
Tumhari Baahon Mein Sar Rakh Ke To Kitna Acha Hota...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #4 on: April 02, 2006, 08:00:43 AM »
Reply with quote
Lajawaab Janasheen and Rocky bhai....... :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 02, 2006, 08:15:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,..

Teri Baahon Mein Panaah Chahta Hoon,..
Dekh Meri Hasrat Main Kya Chahta Hoon,..
Tu har Pal Meri Rehna Bas Yahi Tamanna Hai Meri,..
Tujhe Main Apni Zindagi Se Zyada Chahta Hoon,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 02, 2006, 08:30:17 AM »
Reply with quote
Pehli Baar Lagi Mujhe Zindagi Haseen Tumhe Dekhne Se,...
Ke Main Bhatak Raha Tha Zindagi Ke Liye Gumnaam Raahon Mein,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #7 on: April 02, 2006, 02:31:04 PM »
Reply with quote
Wow..very nice

Quote from: "Jaanasheen"
Pehli Baar Lagi Mujhe Zindagi Haseen Tumhe Dekhne Se,...
Ke Main Bhatak Raha Tha Zindagi Ke Liye Gumnaam Raahon Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 03, 2006, 06:55:00 AM »
Reply with quote
Shukriya Anjum Ji,..

Choti Si Thi Zindagi Apni Tumse Milne Se Pehle,..
Ab To Ek Pal Bhi Sadion Ki Khushian De Raha Hai,. Tumhara Sath Mujhe,..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:51:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer