ye pyaar kya hoti hai....

by anitha on October 25, 2005, 02:46:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 670 times)
anitha
Guest
Reply with quote
saare kehte hain pyaar mein hai bahut se kaante
jispe chelke gaun hai bahut se paaye

agar ye hai sach, tho kyon hai saare pyaar karte
hum tho un logoan mein se hai, jo pyaar ko na jaante

koi mujhe bataaye ki pyaar kya hoti hai
ye do-dilon ko paas ya door karti hai

qwaabon mein hain unko roj dekhti
kabhi mann ko behlaate, tho kabhi humain husaate

Ye hai lagtha ab, ke pyaar hai kitni meeti
chaahe jo bhi kahe, ye ehsaas hai kitni meeti

Pata chalta pehle ki pyaar ko paana hai meeti ehsaas
hai pyaar karke hoti, is meeti ehsaas ki mehsoos

Ab tho Unko paane ki dua kar rahi hoon
jise swapnon main hi roj dekhti hoon

hai mujhe ab intezaar uski
jo kare mujhse pyaar itni

na ho shikaayat, na ruswaah koi
Ye dil-e-naadan kehta hai, kash mile mujhe uss jaisa koi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum hoti to aisa hota,tum hoti to waisa hota by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 7 8 »
~~~Na Hoti~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
Kyun pyaar karne ki hadein hoti hein, by hameed.rose in Ghazals
Pyaar Me Milne Ki Zaroorat Hoti Hai... !!! ( Naresh Mehra ) by Anshumali in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pyaar Zindagi Hoti Hai..!! by Áɑѕӈίգ in Miscellaneous Shayri
shayar_dildaar
Guest
«Reply #1 on: October 25, 2005, 04:50:42 AM »
Reply with quote
Nice job. Keep writing..............

Pyaar ko samajhna itna asaan nahi,
Dil ke rangat ko bayan karna mushkil hi sahi.

Lekin thik kehte hain log, isme bepanaah khushi hain,
Mohabbat main dil dene ka muzaah bhi hain.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #2 on: October 25, 2005, 07:17:06 AM »
Reply with quote
Nice Anitha ...........................

Bebassi jurm hai hauslaa jurm hai
Zindagi teri ik-ik adaa jurm hai
  Aye sanam tere baare me kuch sochkar
  Apne baare me sochna jurm hai
Yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha
Bhool jana tujhe doosra jurm hai
  Kya sitam hai ke teri hasin sheher mein
  Har taraf gaur se dekhna jurm hai

Ab bas karo ab toh mere liye ye zindagi jeena bhi JURM hai.........
Logged
anitha
Guest
«Reply #3 on: October 25, 2005, 10:02:21 AM »
Reply with quote
ji shukriya badnaam_shayar ji....aur bahut achhe likte hain aap

aapko bhool gaye, ye jurm humse hogayi
kaise maange maaf, jab humse ye qhata hogayi

kaise samjaoon aapko pyaar kya hoti hai
Jismein bhoola nahi jaate, sirf yaad rakhte hai

aapka pyaar dil mein chupaliye, galti hui humse
bayaan na karsake apne pyaar ko aapse

jo na karna tha wohi kargaye
pyaar mein nahi maafi aur wohi aapse maang gaye

ab na hoga ye galti phir humse
kaathe hain apni sarki kasam na hogi koi galti humse
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #4 on: October 25, 2005, 05:12:23 PM »
Reply with quote
Yaad karne ke liye koi cheez chahiye, Aap nahi to aapki taswir chahiye per taswir aapki hamaara dil behla na sakegi, Kyonki yeh aapki tarah muskura na sakegi....


sapno ki tarah aa kar chale gaye apno ko bhula kar chale gaye kis bhul ki saza di aapne hame phele hasaya phir rula kar chale gaye....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: October 25, 2005, 06:47:22 PM »
Reply with quote
good one anitha and badnaam_shayar!!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:49:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer