Ye zaroori to nahi...

by sanya310 on February 08, 2005, 09:00:48 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 11180 times)
sanya310
Guest
«Reply #90 on: October 14, 2005, 07:24:38 PM »
Reply with quote
wowowow bohott achhe badnaam shayar vijay nadan and simran!!! kya khoob likha hai sabne!!! Mashallah!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
YEH ZAROORI TO NAHI.......... by ISHU in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zaroori toh nahi by azeemssj in Shayri for Khumar -e- Ishq
***yeh zaroori to nahi*** by tanha dil tanha safar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Zaroori to nahi...(NM) by maya01 in Shayri-E-Dard
zaroori to nahi by maazkazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #91 on: October 15, 2005, 03:53:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
kuch tu baat hai us mein
ju mein us mein khoo jati hoon
har pal uski hu jati hoon
uske alawa kisi ko nahi sochti hoon.....


very  nice  Simmi............

SAMBHAL SAMBHAL KAY QADAM UTHANA MERA USOOL-e-SAFAR HAY LEKIN
TERY NAZAR KA MILAY SAHARA , TO LARKHARANA BHEE JANTA HOON....NM
Logged
Pooja
Guest
«Reply #92 on: October 17, 2005, 03:13:48 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khoob waheed!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #93 on: October 17, 2005, 04:28:40 PM »
Reply with quote
Aansoon ko aankhoan ki dehleez par laya na karo,
Apne dil ki hallaaat kisi ko bataya na karo,
Log muth-thi bhar namak liye ghumte hain,
Apne Zakhm kisi ko dikhaya na karo...........
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #94 on: October 17, 2005, 04:35:52 PM »
Reply with quote
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
Kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi,
Khud ko jala ke khaak kar dala,mita diya,
Lo ab tumhari raah mein deewar hum nahi,
Jis ko sawaran humne tammannaon ke khoon se,
Gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi,
Dhoka diya hai khud ko mahobbat ke naam se,
Kaise kahen ki tere gunehgaar hum nahi..........
Logged
naadan aahique
Guest
«Reply #95 on: October 18, 2005, 06:42:28 AM »
Reply with quote
ishq ka jahaan benaam hota hai,
tadapna iska kaam hota hai,
khush naseebon ko kabhi ishq ho nahi sakta,
yea to hum badnaseebon ka jaam hota haii...............
Logged
sanya310
Guest
«Reply #96 on: October 18, 2005, 04:43:21 PM »
Reply with quote
bohott achhe waheed maamuuuu, badnaam shayar, simran and nadaan ashique...keep em going!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #97 on: October 18, 2005, 05:04:00 PM »
Reply with quote
Thanxxxxxxxx  Pooja.........nice badnam.......nadaan......
Logged
shyara_neelam
Guest
«Reply #98 on: October 19, 2005, 06:29:08 PM »
Reply with quote
WAH!!! KYA BAAT HAIN..BAHOOT KHUB LIKHE HAIN AAP SABHI NE....

jab tadapnai hain to dil kyon lagate ho...
khud hi haaste ho aur khud hi haasate ho...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #99 on: October 19, 2005, 06:34:04 PM »
Reply with quote
Badnaam mere pyaar kaa afsana hua hai
deewana bhi kahte hain ki deewana hua hai.......
  Rishtaa tha tabhi to kisi be-dard ne todaa
  apnaa tha tabhi to koi be-gaanaa hua hai.....
Baadal ki tarah aake baras jaaiye ik din
dil aap ke hote huye viraana hua hai......
  Bajte hain Khyaaalon mein teri yaad ke ghunghroo
  kuch din se mera ghar bhi pari-Khaanaa hua hai........
Mausam ne banaya hai nigaahon ko sharabi
jis phool ko dekhun wahi paimana hua hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #100 on: October 20, 2005, 04:15:33 PM »
Reply with quote
very  nice shayara_neelam......badnam........

Aaj hum zara bhi zamane ki parwah nahin karainge
jo bhi kehna hai aaj saaray mehfil hi kahainge.....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #101 on: October 26, 2005, 04:09:50 PM »
Reply with quote
Nahi Kehti Kuch Bhi Mujhko Vo Lekin
Lagta Hai Jaise Kuch Kehna Mujhse Vo Chahti Hai

Uski Muskurahat Dekh Kar Kho Jata Hun Main
Na Jaane KYun Uski Khusbu Meri Saansein Mehkati Hai

Lagti Hai Koi Titali Jaise Sab Rang Barein Hai Usme
Vo Apne Rango Se Mere Zindagi Ki Rangoli Sajati Hai

Kuch Ajeeb Si Kasish Hai USki Aankhon Main
Mujhe Apni Aur Khinch ke Le Jaati Hai

Na Jaane Kon Sa Nasha Hai Uski Baaton Main
Uski Har Baat Mujhko Yun Diwana Kar Jaati Hai

Sochta Hun Kabhi Main Jab Bhi USko
Ja Mere Saamne Achnak Hi Chali Aati Hai

Kabhi Hasati Hai Mujhko Pass Aa Aa Ke Vo
Aur Kabhi Door Jaake Aankhon Ko Mri Rula Jaati Hai

Uske Chehre Ke Noor Ke KYa Kehne Yaaro
Uski Tasveer Mere Dil Main Utarti Jaati Hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #102 on: October 27, 2005, 06:57:49 PM »
Reply with quote
wonderful  Badnam...............

Mohabaat Dhund Main Lipti Hui Waadi Ka Mousam Hai
Chamakati Hai To Suraj Hai,barasati Hai To Rim Jhim Hai.........
Logged
aryan_297
Guest
«Reply #103 on: October 27, 2005, 10:00:50 PM »
Reply with quote
har dard se bada dard mohabbat  ka dard hota hai
iss dard mein bhi ajjeb sa ek nasha hota hai,
kya malum kyu hotey hai log issmein pagal ,
iss pagalpan ka bhi ek alag hi mazaa hota hai

xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
Logged
aryan_297
Guest
«Reply #104 on: October 27, 2005, 10:02:22 PM »
Reply with quote
har dard se bada dard mohabbat  ka dard hota hai
iss dard mein bhi ajjeb sa ek nasha hota hai,
kya malum kyu hotey hai log issmein pagal ,
iss pagalpan ka bhi ek alag hi mazaa hota hai
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:19:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer