Yeh jo apne hain kya woh apne hain

by Rajesh Harish on December 02, 2008, 11:47:25 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3461 times)
Rajesh Harish
Guest
Reply with quote
Dard dene wale hamesha apne hote hain  
Wahi purani baton ko dohrate rahte hain

Har dukh inhi logon ke diye hue hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Jab zakham hamare sab bhar jate hain
Apne hi us ko phir se hara kar dete hain

Wey us zakham par namak laga dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Zindagi mein jab khusiyan aa jate hain
Apne hi aa kar gamo ki yaad dilate hain

Mauka mil jaye to badnaam kar dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jlaate hain hum apne dil ko diye ki tarah by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dbaa lete hain dil mein vo apne jazbaat yaroo by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Apni Laash Ko Apne Kaandhe Per Dhoye Jaa Rahe Hain by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kuch Log Kitne Apne Se Nazar Ate Hain by farhanandu in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
JAB APNE PE BITH_TI HAIN by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 03, 2008, 03:36:12 AM »
Reply with quote
nice one Rajesh ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: December 03, 2008, 06:16:02 AM »
Reply with quote
gud job rajesh ji
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: December 03, 2008, 06:42:07 AM »
Reply with quote
Rajesh ji.. Bahut achha likha hai aapne..  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Lekin, Yeh jo likha hai, kya yeh Khumar hai ishq ka.. DOH ?? Humein to Dard jyada nazar aaya.. 
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: December 03, 2008, 06:45:31 AM »
Reply with quote
Dard dene wale hamesha apne hote hain  
Wahi purani baton ko dohrate rahte hain

Har dukh inhi logon ke diye hue hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Jab zakham hamare sab bhar jate hain
Apne hi us ko phir se hara kar dete hain

Wey us zakham par namak laga dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Zindagi mein jab khusiyan aa jate hain
Apne hi aa kar gamo ki yaad dilate hain

Mauka mil jaye to badnaam kar dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain


BAHUT AACHA LIKHA HAI RAJESH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: December 03, 2008, 07:05:57 AM »
Reply with quote
Dard dene wale hamesha apne hote hain  
Wahi purani baton ko dohrate rahte hain

Har dukh inhi logon ke diye hue hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Jab zakham hamare sab bhar jate hain
Apne hi us ko phir se hara kar dete hain

Wey us zakham par namak laga dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Zindagi mein jab khusiyan aa jate hain
Apne hi aa kar gamo ki yaad dilate hain

Mauka mil jaye to badnaam kar dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain


bahut hi sunder, Rajesh. good piece of poetry.


YEH APNEY HI APNA BANKAR
HAMEY APNI HI SASOH KA BOZ DEH JATEY HAI
HAS KEY GALEY MILTEY HAI AUR
PEECHEY KATOH KA SAFAR CHODD JATEY HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Deepati
Guest
«Reply #6 on: December 03, 2008, 08:04:19 AM »
Reply with quote
Dard dene wale hamesha apne hote hain  
Wahi purani baton ko dohrate rahte hain

Har dukh inhi logon ke diye hue hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Jab zakham hamare sab bhar jate hain
Apne hi us ko phir se hara kar dete hain

Wey us zakham par namak laga dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain

Zindagi mein jab khusiyan aa jate hain
Apne hi aa kar gamo ki yaad dilate hain

Mauka mil jaye to badnaam kar dete hain
Yeh jo apne hain kya woh apne hain


Rajesh Ji, very nice Gazal.

Jo apna hota hai woh kisi apne ko kabhi bhi jaanbujh kar dard nahin deta, aur jo jaanbujh kar dard deta hai woh sahi maiynon mein apna hota hi nahin - Mere khayal se.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 03, 2008, 07:04:30 PM »
Reply with quote
Thanx Pooja Ji
Teri prerna hamesha rahi hai
Dhanyavaad Bhawna ji
Teri bhawna har waqt sahi hai
Shukriya Mahiya Ji aap ke compliments ke liye
Ishq mein hi to dard hota hai
Thanks Shael Ji sharane ke liye
Aap bhi to kuch kum nahi hai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: December 03, 2008, 07:07:34 PM »
Reply with quote
Jas Ji aap ne bhi theek likha hai
Jo dard diya apno ne gairon se sikayat kaun kare
Aur Depaati Ji thanx a lot
Apna apna khyaal hai
Jo apne nahi hote woh lalkaar ke waar karte hain
Jo apne hote hain weh bade pyaar se waar karte hain
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 04, 2008, 12:08:44 PM »
Reply with quote
Thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
Deepati
Guest
«Reply #10 on: December 04, 2008, 10:34:49 PM »
Reply with quote
Jas Ji aap ne bhi theek likha hai
Jo dard diya apno ne gairon se sikayat kaun kare
Aur Depaati Ji thanx a lot
Apna apna khyaal hai
Jo apne nahi hote woh lalkaar ke waar karte hain
Jo apne hote hain weh bade pyaar se waar karte hain


Rajesh Ji, Bahut achcha likha aur sahi kaha aapne... Apna apna khayal hai.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: December 04, 2008, 11:53:28 PM »
Reply with quote
Thanks Deepati Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:02:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer