______Yeh Kya Maajra Hai_________

by Saba_Saba on June 24, 2005, 10:36:07 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1896 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
Reply with quote
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAKHIR KYA MAAJRA HAI YE( NM) by faheem_akayla in Share:Love Poetry
...maajra kyaa hai... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2005, 10:39:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kiun dil tujh pe fida hai yeh tu btana
kiun ankh pur nam hai yeh tu batna
tu kiun  hai meri deewani yeh tu batna
kiun mein hoon tera deewana yeh tu btana
kiun raat ko jagi ho yeh tu batna
kiun mein hoon jaga yeh tu batnaa




baqi baad mein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2005, 11:25:52 AM »
Reply with quote
MOHABBAT MEIN AKSAR DEKHA HAI,
MOHABBAT NIGAHON SE... ADAON SE BOLTI HAI,
HAR BANDA THEHAR JAATA HAI,
JAB WO ADAON SE CHALTI HAI....

HAR SAWAL KA JAWAB ZUBAN SE NAHI DIYA JAATA,
KUCH KA JAWAB ANKHON MEIN DIKHAYEE DETA HAI,
JAMANA ISS SE ANJAAN HOTA HAI,
SIRF PYAR MEIN PADE LOGON KO YE SUNAYEE DETA HAI....




Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2005, 11:29:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
MOHABBAT MEIN AKSAR DEKHA HAI,
MOHABBAT NIGAHON SE... ADAON SE BOLTI HAI,
HAR BANDA THEHAR JAATA HAI,
JAB WO ADAON SE CHALTI HAI....

HAR SAWAL KA JAWAB ZUBAN SE NAHI DIYA JAATA,
KUCH KA JAWAB ANKHON MEIN DIKHAYEE DETA HAI,
JAMANA ISS SE ANJAAN HOTA HAI,
SIRF PYAR MEIN PADE LOGON KO YE SUNAYEE DETA HAI....




Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Nice
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #4 on: June 24, 2005, 01:35:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kiun dil tujh pe fida hai yeh tu btana
kiun ankh pur nam hai yeh tu batna
tu kiun  hai meri deewani yeh tu batna
kiun mein hoon tera deewana yeh tu btana
kiun raat ko jagi ho yeh tu batna
kiun mein hoon jaga yeh tu batnaa




baqi baad mein


Mohabbat ke charche yu aam nahi kiya karte
Apne chahne waalo ko badnaam nahi kiya karte
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #5 on: June 24, 2005, 01:48:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
MOHABBAT MEIN AKSAR DEKHA HAI,
MOHABBAT NIGAHON SE... ADAON SE BOLTI HAI,
HAR BANDA THEHAR JAATA HAI,
JAB WO ADAON SE CHALTI HAI....

HAR SAWAL KA JAWAB ZUBAN SE NAHI DIYA JAATA,
KUCH KA JAWAB ANKHON MEIN DIKHAYEE DETA HAI,
JAMANA ISS SE ANJAAN HOTA HAI,
SIRF PYAR MEIN PADE LOGON KO YE SUNAYEE DETA HAI....





Ninah Sister .... just Gr8.........

MOHABBAT MEIN AKSAR DEKHA HAI,
MOHABBAT NIGAHON SE... ADAON SE BOLTI HAI,
CHHUPAYE PHIRTE THEY JO APNE AAP SE BHI ~SABA~
WOH CHEHRE SE HAR RAAZ KHOLTI HAI
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2005, 02:55:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana




Saba Ji aap ki baat dil ko kuch is qadaar choch gayi ki raha nahi gaya . . .  Usual Smile WITH YOU KIND PERMISSION aage likh raha hun ki . . .

Raat raat bhar hum so nahin paate,
Zehen se tere khyaloon ko nikaal nahi paate,
Yun khwabhon mein aa kar neende churana,
Yeh kya maajra hai hume bhi batana. . .

aksaar Mehfil mein khud ko tanha paate hain
Tanhani mein bhi geet tere hi gungunate hain
Sawaal humse karta hai baar baar yeh Zamana,
ki yeh kya majra hai hume bhi batana,
yeh kya majra hai hume bhi batana
 
[/color]
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: June 24, 2005, 05:06:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana


bohat khoob saba,very right.Good one ninaah Usual Smile
Logged
amrita
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2005, 05:10:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana



jiyo........!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: June 24, 2005, 06:36:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana



kiun dil tujh pe fida hai yeh tu btana
kiun ankh pur nam hai yeh tu batna
tu kiun  hai meri deewani yeh tu batna
kiun mein hoon tera deewana yeh tu btana
kiun raat ko jagi ho yeh tu batna
kiun mein hoon jaga yeh tu batnaa




baqi baad mein



kiun teri sadgi achi lagi yeh tu  btana
kiun tum ko chahne lagay yeh tu btana
kiun khud s krta hoon batain yeh tu batna
kiun ho gay hoo mastana yeh tu batama
kabhi humray sath guzray waqt ka tu  btaana
mere khtaon mein jo likhe tah woh tu batana






baqi baad mein
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 25, 2005, 02:37:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana



kiun dil tujh pe fida hai yeh tu btana
kiun ankh pur nam hai yeh tu batna
tu kiun  hai meri deewani yeh tu batna
kiun mein hoon tera deewana yeh tu btana
kiun raat ko jagi ho yeh tu batna
kiun mein hoon jaga yeh tu batnaa




baqi baad mein



kiun teri sadgi achi lagi yeh tu  btana
kiun tum ko chahne lagay yeh tu btana
kiun khud s krta hoon batain yeh tu batna
kiun ho gay hoo mastana yeh tu batama
kabhi humray sath guzray waqt ka tu  btaana
mere khtaon mein jo likhe tah woh tu batana





mere SMS krna tujhe kaisa laga yeh tu btana
kab aoo gi meri jaan mere pas yeh tu batna
mere bheje phool kaise lagay  yeh tu batana
mere dil mein rehan kaisa laga yeh tu btana
kia acha laga mujh mein zra yeh tu batana
kai bura laga mujh mein zra yeh tu batana



Tum s baat hui tu nsha kiun chya yeh tu batana
Teri ankhon mein hai kiun gehrai yeh tu btana
Tum Ho sahil mein samundar ho kiun yeh tu btana
Mein tere liey tadpa hoon kiun yeh tu batana




To Be Continued..............................
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #11 on: June 25, 2005, 05:24:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Saba_Saba"
Mohabbat me aksar dekha hai....... mohabbat nigaho se... adaao se bolti hai

Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana

Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana




Saba Ji aap ki baat dil ko kuch is qadaar choch gayi ki raha nahi gaya . . .  Usual Smile WITH YOU KIND PERMISSION aage likh raha hun ki . . .

Raat raat bhar hum so nahin paate,
Zehen se tere khyaloon ko nikaal nahi paate,
Yun khwabhon mein aa kar neende churana,
Yeh kya maajra hai hume bhi batana. . .

aksaar Mehfil mein khud ko tanha paate hain
Tanhani mein bhi geet tere hi gungunate hain
Sawaal humse karta hai baar baar yeh Zamana,
ki yeh kya majra hai hume bhi batana,
yeh kya majra hai hume bhi batana
 
[/color]


WONDERFUL Premanshu jee.......... Aap ne dil ki baat keh di..........

Shukriya.... Nidhi & Amrita..........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #12 on: June 25, 2005, 09:23:36 AM »
Reply with quote
THANKS SABA SIS....

MOHABBAT MEIN YE BHI KYA MAAJRA HAI,
KOI YAHAN PADA HAI, KOI WAHAN GIRA HAI....



Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "Ninaah"
MOHABBAT MEIN AKSAR DEKHA HAI,
MOHABBAT NIGAHON SE... ADAON SE BOLTI HAI,
HAR BANDA THEHAR JAATA HAI,
JAB WO ADAON SE CHALTI HAI....

HAR SAWAL KA JAWAB ZUBAN SE NAHI DIYA JAATA,
KUCH KA JAWAB ANKHON MEIN DIKHAYEE DETA HAI,
JAMANA ISS SE ANJAAN HOTA HAI,
SIRF PYAR MEIN PADE LOGON KO YE SUNAYEE DETA HAI....





Ninah Sister .... just Gr8.........

MOHABBAT MEIN AKSAR DEKHA HAI,
MOHABBAT NIGAHON SE... ADAON SE BOLTI HAI,
CHHUPAYE PHIRTE THEY JO APNE AAP SE BHI ~SABA~
WOH CHEHRE SE HAR RAAZ KHOLTI HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: June 25, 2005, 06:50:06 PM »
Reply with quote
Un Ko Hum Pe Aetmaad Nahin hai
Dil mein un K Hum Khaas nahin hain
Aab Kia Btain Kai Dekhain Tum Ko
K Yeh Sab Kia Majra Hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: June 27, 2005, 06:52:20 AM »
Reply with quote
Hi....................................

Yeh Kai Majra hai ...........................................?
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:33:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer