Yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan...

by -Kashish- on July 16, 2009, 10:28:12 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3510 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #15 on: July 17, 2009, 05:34:56 PM »
Reply with quote
Bahut Shukriya Talat ji & Divya Ji.. Usual Smile Usual Smile

**~** Mann **~**
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaanch Ke Dil by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
choodiyaan!!!!!!!!!! by Gesu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 6 7 »
RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
meri jindagi mein rang nahi by saahill in Shayri-E-Dard
Meri mohabbat rang layi! by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roja
Guest
«Reply #16 on: July 18, 2009, 03:07:44 AM »
Reply with quote
Aapne bahut accha likha hai. Aapka dost ko shukriyda karni hai. unhi k karan hame itna accha kalam padne mila ... Wonderful lines Kashish ji   Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: July 18, 2009, 03:09:04 AM »
Reply with quote
Wow Kashish.. Bahut bahut Bahut Khoooob.. Chooriyon Ki Khanak Ko Lafzon Me Behad Khubsoorati se Utaara hai aapne..!! Ek ek Lafz Mohabbat se Bhara hai.. Bahut Bahut Khoooooooob.. Applause Applause

Waqai Chooriyaan Ek Ek Ladki, Ek Aurat Ka Sabse Khubsoorat Gahana Hota Hai.. Aur Lagta hai aapko Bhi Chooriyaan Bahut Pasand hain..!! Daad Kubool karen...!!
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Rang Birangi Chooriyaan Tu, Jab Jab Pahan Ke Aati Hai,
Tujhse Milne Ki Tamanna, Bas Badhti hi Chali Jaati Hai…..

In Chooriyon Me Mujhe, Mohabbat Teri Aati Hai Nazar,
Jab Chan-Chana Ke Tu Inhe, Saamne se Guzar Jaati Hai….

Chamak Teri Chooriyon ki, Karti hain Deewana Is Qadar,
Ke Inhe Choomne Ki Tamanna, Badhti Hi Chali Jaati Hai….

Kyun Is Qadar Dillagi kar, Pyaas Dil Ki Badaati ho Dilbar,
Soye Jazzbaaton Pe Phir, Ishq Ki Baarish Padh Jaati Hai…..

Tujhse Milne Ki Tamanna, Bas Badhti hi Chali Jaati Hai…..!!

**~** Mann **~**

Wah kya baat hai vicky bhaiya... Lagta hai Mohabbat ho gayi hai aapko  tongue3

Bahut khoob bhai  Thumbs UP
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #18 on: July 18, 2009, 02:36:30 PM »
Reply with quote
Thanx Roja Sis.. Usual Smile Areeeeeee Sis Pyaar To Hai Kisi se.. Par abhi Thodi Khatpat Chal rahi Hai... tongue3 tongue3

**~** Mann **~**
Logged
Deepati
Guest
«Reply #19 on: July 19, 2009, 01:07:18 AM »
Reply with quote

 ek bahut hi acche dost ki farmaaish par likha hai
yeh nazr hai usi ke liye ...

Jaane kyun aaj ek ajeeb si khanak hai inmein
suno kuch keh rahi hain tumse
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

Maine jo pooncha to boli yeh mohabbbat hai tumhari
jo inmein saj rahi hai khil rahi hai

Meri kalaai mein ban kar ishq tumhara
dekho phir mujhe sata rahi hai

Har baar ek naya roop-rang dikhati hain
aur saath tumhari yaad le aati hai

Zara nazuk hain sambhal kar choona inhein
bas aisa hi dil hai mera pyar se saja rakha hai

Kabhi khamosh ho jaati hain to kabhi atkheliyaan bhi karti hain
inke kacche kaanch mein bhi chupa humara saccha pyar hai

Saugaat hai humaari mohabbat ki
dekho khanak kar keh rahi hai

Jaana hai to chale jaao ae mere mehboob
inki "kashish" se tumhe phir mere paas laut aana hai

Kashish Ji... Bahut he khoobsurat hain aapki yeh 'Rang-birangee kaanch ki choodiyaan'!  Behad sundar likha hai! Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #20 on: July 19, 2009, 01:10:03 AM »
Reply with quote
Wow Kashish.. Bahut bahut Bahut Khoooob.. Chooriyon Ki Khanak Ko Lafzon Me Behad Khubsoorati se Utaara hai aapne..!! Ek ek Lafz Mohabbat se Bhara hai.. Bahut Bahut Khoooooooob.. Applause Applause

Waqai Chooriyaan Ek Ek Ladki, Ek Aurat Ka Sabse Khubsoorat Gahana Hota Hai.. Aur Lagta hai aapko Bhi Chooriyaan Bahut Pasand hain..!! Daad Kubool karen...!!
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Rang Birangi Chooriyaan Tu, Jab Jab Pahan Ke Aati Hai,
Tujhse Milne Ki Tamanna, Bas Badhti hi Chali Jaati Hai…..

In Chooriyon Me Mujhe, Mohabbat Teri Aati Hai Nazar,
Jab Chan-Chana Ke Tu Inhe, Saamne se Guzar Jaati Hai….

Chamak Teri Chooriyon ki, Karti hain Deewana Is Qadar,
Ke Inhe Choomne Ki Tamanna, Badhti Hi Chali Jaati Hai….

Kyun Is Qadar Dillagi kar, Pyaas Dil Ki Badaati ho Dilbar,
Soye Jazzbaaton Pe Phir, Ishq Ki Baarish Padh Jaati Hai…..

Rang Birangi Chooriyaan Tu, Jab Jab Pahan Ke Aati Hai,
Tujhse Milne Ki Tamanna, Bas Badhti hi Chali Jaati Hai…..!!

**~** Mann **~**

Mann Ji... Aapne bhi bahut pyaara likha hai! Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #21 on: July 19, 2009, 01:11:50 AM »
Reply with quote
Kashishji bahut khoobsurat rachna hai aapki....
Rang-Birangi choodiyo mai aapne pyaar-ishq ka rang bhar diya hai...padhte-padhte khumaari chha jati hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Man karta hai mai bhi likhu kuchh....

Tu jab choodiyen khan-ka-ke nind se jagati hai mujhe
Priytame teri ye natkhat adaa bahut bhaati hai mujhe
Har pal tu mere aas-pass hai aabhas dilati hai mujhe
Inki khanak-ne ki awaas pal-palpass bulati hai mujhe

Wah Wah Smardia Ji!  Aapne bhi bahut khoobsurat likha hai! Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #22 on: July 19, 2009, 09:26:58 AM »
Reply with quote
Mann Ji... Aapne bhi bahut pyaara likha hai! Applause

Bahut Bahut Shukriya Deepati.. Usual Smile Usual Smile

**~** Mann **~**
Logged
salil2002
Guest
«Reply #23 on: July 19, 2009, 02:50:51 PM »
Reply with quote
bahut achche diya khoobsurat peshkash hai ......hamari taraf se daaadd kabool kare
Logged
aaina
Guest
«Reply #24 on: July 19, 2009, 09:23:54 PM »
Reply with quote

 ek bahut hi acche dost ki farmaaish par likha hai
yeh nazr hai usi ke liye ...

Jaane kyun aaj ek ajeeb si khanak hai inmein
suno kuch keh rahi hain tumse
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

Maine jo pooncha to boli yeh mohabbbat hai tumhari
jo inmein saj rahi hai khil rahi hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

Meri kalaai mein ban kar ishq tumhara
dekho phir mujhe sata rahi hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

Har baar ek naya roop-rang dikhati hain
aur saath tumhari yaad le aati hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

Zara nazuk hain sambhal kar choona inhein
bas aisa hi dil hai mera pyar se saja rakha hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan
Kabhi khamosh ho jaati hain to kabhi atkheliyaan bhi karti hain
inke kacche kaanch mein bhi chupa humara saccha pyar hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

Saugaat hai humaari mohabbat ki
dekho khanak kar keh rahi hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan
Jaana hai to chale jaao ae mere mehboob
inki "kashish" se tumhe phir mere paas laut aana hai
yeh meri rang-birangee kaanch ki choodiyaan

kaanch ki choodiyaan bhut nazuk aur bhut khoosurat itni nazuk hone ke bawajood bhi mohabbat ka inta khoosurat bandhn jawaab nhi hai bhut aur bhut hi umda daad hazir hai aapki is paishkash par kashish ji, keep writing
Logged
diya786
Guest
«Reply #25 on: August 11, 2009, 09:10:00 AM »
Reply with quote
Wow Kashish.. Bahut bahut Bahut Khoooob.. Chooriyon Ki Khanak Ko Lafzon Me Behad Khubsoorati se Utaara hai aapne..!! Ek ek Lafz Mohabbat se Bhara hai.. Bahut Bahut Khoooooooob.. Applause Applause

Waqai Chooriyaan Ek Ek Ladki, Ek Aurat Ka Sabse Khubsoorat Gahana Hota Hai.. Aur Lagta hai aapko Bhi Chooriyaan Bahut Pasand hain..!! Daad Kubool karen...!!
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Rang Birangi Chooriyaan Tu, Jab Jab Pahan Ke Aati Hai,
Tujhse Milne Ki Tamanna, Bas Badhti hi Chali Jaati Hai…..

In Chooriyon Me Mujhe, Mohabbat Teri Aati Hai Nazar,
Jab Chan-Chana Ke Tu Inhe, Saamne se Guzar Jaati Hai….

Chamak Teri Chooriyon ki, Karti hain Deewana Is Qadar,
Ke Inhe Choomne Ki Tamanna, Badhti Hi Chali Jaati Hai….

Kyun Is Qadar Dillagi kar, Pyaas Dil Ki Badaati ho Dilbar,
Soye Jazzbaaton Pe Phir, Ishq Ki Baarish Padh Jaati Hai…..

Rang Birangi Chooriyaan Tu, Jab Jab Pahan Ke Aati Hai,
Tujhse Milne Ki Tamanna, Bas Badhti hi Chali Jaati Hai…..!!

**~** Mann **~**

aji bahut bahut shukriya ki aapko pasand aaya aur aapne samjha bhi ise.....
aur aapne bhi kamaal likha hai
sorry maine bahut der laga di na padhne mein......
Logged
diya786
Guest
«Reply #26 on: August 11, 2009, 09:12:22 AM »
Reply with quote
Wah Kashish ji,bahut khoob,wonderful creation,excellent icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
shukriya Madhu ji
Logged
diya786
Guest
«Reply #27 on: August 11, 2009, 09:13:15 AM »
Reply with quote
Kashishji bahut khoobsurat rachna hai aapki....
Rang-Birangi choodiyo mai aapne pyaar-ishq ka rang bhar diya hai...padhte-padhte khumaari chha jati hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Man karta hai mai bhi likhu kuchh....

Tu jab choodiyen khan-ka-ke nind se jagati hai mujhe
Priytame teri ye natkhat adaa bahut bhaati hai mujhe
Har pal tu mere aas-pass hai aabhas dilati hai mujhe
Inki khanak-ne ki awaas pal-palpass bulati hai mujhe

shukriya
aapne bhi khoob likha hai....
Logged
diya786
Guest
«Reply #28 on: August 11, 2009, 09:14:02 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

bahot bahot khoob likha hai aapne Kashish ji

behad acha kalaam

shukriya kaash ji
Logged
diya786
Guest
«Reply #29 on: August 11, 2009, 09:15:17 AM »
Reply with quote
Wah wah Kashish Ji wah

shukriya Sarvesh ji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:33:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer