zara muhabbat se............................AD

by anjaan dharkan on February 02, 2009, 02:37:18 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1220 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
shairee ka jawaab shairee mein deeya kartay hain,
Do pyaar karne waalya tho nazron se nazron ka ishara padra kartay hain,

bin bolay hee izhaar samhaj jaaen, aisa hota hai meehta afsaana,
bajta hai ub har soo, ek tera hee fasaana,

haaton pe kalam se lihk jae, tera naam, aur pyaar aap hee badrjaata hai,
ye dil sirf tera saath, teray saaey talay ek ghar basaana  chahta hai,

aapkee amanat bann k rehna hai, aap k dil k basaray mein,
shaamil hona hai aapkee raaton mein, dinon mein, sawaaray mein,

galay se laga k rahkna, hifazat se humko,
sambhalna pyaar se, zara muhabbat se humko!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 02, 2009, 02:47:48 PM »
Reply with quote
Har Cheez Ab Teri Hai, Ye Zindagi Teri Hai,.
Mere Raaton Ki Siyaahi, Din Ki Roshni Teri Hai,.

Ab To Dil Ke Baaghon Mein Kaliyaan Khil Gayi,.
Meri Sooni Zindagi Ko, Teri Mohabbat Mil Gayi,.

Pyaar Ka Ehsaas Mere Dil Ko Tune Karaa Diya,.
Mere Soone Dil Mein Tune Ek Ghar Banaa Diya,.

Ab Kya Kahoon Main Tujhe Kitna Chahta Hoon,.
Jahaan bhi Dekhoon, Bas Tujhe Hi Dekhna Chahta Hoon,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: February 02, 2009, 02:53:16 PM »
Reply with quote
Har Cheez Ab Teri Hai, Ye Zindagi Teri Hai,.
Mere Raaton Ki Siyaahi, Din Ki Roshni Teri Hai,.

Ab To Dil Ke Baaghon Mein Kaliyaan Khil Gayi,.
Meri Sooni Zindagi Ko, Teri Mohabbat Mil Gayi,.

Pyaar Ka Ehsaas Mere Dil Ko Tune Karaa Diya,.
Mere Soone Dil Mein Tune Ek Ghar Banaa Diya,.

Ab Kya Kahoon Main Tujhe Kitna Chahta Hoon,.
Jahaan bhi Dekhoon, Bas Tujhe Hi Dekhna Chahta Hoon,.

__________________________-Jaanasheen-



Hay Allah! u are just so sweet!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 02, 2009, 03:06:14 PM »
Reply with quote
Thank U, an Jaan,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: February 02, 2009, 03:09:16 PM »
Reply with quote
Wah wah Anjani and Azeem...
Dono nebahut badiya likha hai.. Salamat rahe dostana tumhara  Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 02, 2009, 03:12:45 PM »
Reply with quote
Thank U Behna,.
Bas Isi Tarah Duaaein Dete Rehna,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: February 02, 2009, 03:47:58 PM »
Reply with quote
Thank U, an Jaan,.

Aaj Ghayel ke zakhmo ko aaram mila hain
Dekh ke teri khushi chote in hato ko jaam mila hain
Mere hisse ki bhi khushiya de de tujhe khudaya
Main samjhooga mujko koi inaam mila hain

                        -SG-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: February 02, 2009, 04:31:41 PM »
Reply with quote
Aaj Ghayel ke zakhmo ko aaram mila hain
Dekh ke teri khushi chote in hato ko jaam mila hain
Mere hisse ki bhi khushiya de de tujhe khudaya
Main samjhooga mujko koi inaam mila hain

                        -SG-


hum bhi unnhee kee amanat hain, sahaab, zara duwaaen humaray hissay kee bhi kee jeeayga, plz?
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: February 02, 2009, 04:37:30 PM »
Reply with quote
shairee ka jawaab shairee mein deeya kartay hain,
Do pyaar karne waalya tho nazron se nazron ka ishara padra kartay hain,

bin bolay hee izhaar samhaj jaaen, aisa hota hai meehta afsaana,
bajta hai ub har soo, ek tera hee fasaana,

haaton pe kalam se lihk jae, tera naam, aur pyaar aap hee badrjaata hai,
ye dil sirf tera saath, teray saaey talay ek ghar basaana  chahta hai,

aapkee amanat bann k rehna hai, aap k dil k basaray mein,
shaamil hona hai aapkee raaton mein, dinon mein, sawaaray mein,

galay se laga k rahkna, hifazat se humko,
sambhalna pyaar se, zara muhabbat se humko!

wah wah wah anjaan , bahut hi khoob andaaz hai aap ka, bahut badiya


jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 02, 2009, 04:38:11 PM »
Reply with quote
Aaj Ghayel ke zakhmo ko aaram mila hain
Dekh ke teri khushi chote in hato ko jaam mila hain
Mere hisse ki bhi khushiya de de tujhe khudaya
Main samjhooga mujko koi inaam mila hain

                        -SG-


Shukriya Bhai Shukriya,.

Teri Duaaon Ka Main Talabgaar Hoon Bhai,.
Tera Saaya Yunhi Mujhpar Banaa Rahe,.

Yun To Khushiyaan Mere Hazaaron Nahi,.
Par Meri Thodi Hi Khushiyaan Rab Tujhe Bhi Ataa Kare,.

Aur an-Jaan Mere Liye Duaa Hai To Tumhaara Bhi Isme Hissa Hai Hi,.
Kyun Ki Jaanasheen Ki Zindagi Se Jurdi Har Cheez Ap Teri Hai,.


Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #10 on: February 02, 2009, 04:39:23 PM »
Reply with quote
shukriya....
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #11 on: February 02, 2009, 04:40:44 PM »
Reply with quote
Quote

Aur an-Jaan Mere Liye Duaa Hai To Tumhaara Bhi Isme Hissa Hai Hi,.
Kyun Ki Jaanasheen Ki Zindagi Se Jurdi Har Cheez Ap Teri Hai,.




HHHHHHHHHHMMMMMMMMMMMMMMM..........
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: February 02, 2009, 04:41:50 PM »
Reply with quote
Har Cheez Ab Teri Hai, Ye Zindagi Teri Hai,.
Mere Raaton Ki Siyaahi, Din Ki Roshni Teri Hai,.

Ab To Dil Ke Baaghon Mein Kaliyaan Khil Gayi,.
Meri Sooni Zindagi Ko, Teri Mohabbat Mil Gayi,.

Pyaar Ka Ehsaas Mere Dil Ko Tune Karaa Diya,.
Mere Soone Dil Mein Tune Ek Ghar Banaa Diya,.

Ab Kya Kahoon Main Tujhe Kitna Chahta Hoon,.
Jahaan bhi Dekhoon, Bas Tujhe Hi Dekhna Chahta Hoon,.

__________________________-Jaanasheen-



wah wah, wah wah, bahut khoob, wah jahanasheen

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: February 02, 2009, 04:42:44 PM »
Reply with quote
Aaj Ghayel ke zakhmo ko aaram mila hain
Dekh ke teri khushi chote in hato ko jaam mila hain
Mere hisse ki bhi khushiya de de tujhe khudaya
Main samjhooga mujko koi inaam mila hain

                        -SG-


oh wah ghayel, aap ney toh sach meh ghayel kar dia hai, wah

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 02, 2009, 05:32:41 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:00:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer