ZARA MUSKURANE KO JEE CHAAHTA HAI ............... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on March 18, 2014, 04:07:04 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1912 times)
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #15 on: March 18, 2014, 11:43:52 PM »
Reply with quote

Tere paas  aane ko jee chaahta hai
Gale se lagaane ko jee chaahta hai

Teri Zulf ki thandi chhaoN meiN aa kar
KaheeN phir na jaane ko jee chaahta hai

Tadap Tere Deedar ki badh rahi hai
Ki Ghoonghat uthhaane ko jee chaahta hai

Khudara Zara Deir ko rooth jaao
TumheiN phir manaane ko jee chaahta hai

HameiN bhi ijaazat Gham-e-Zindagaani
Zara muskuraane ko jee chaahta hai

Kabhi saath mil kar Jo gaaye thhe humnay
Wahi geet gaane ko jee chaahta hai

' Hasan ' chhod kar NafratoN ka jahaaN abb
KaheeN duur jaane ko jee chaahta haik. 
 


very nice,sir
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAIN CHAAHTA BI YEHI THA by khwahish in Ghazals
khamosh hone ko ji chaahta h by friendsforever in Shayri-E-Dard
ZARA SI DHOOP ............................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3  All »
ye kon chaahta hay (by vb) by vb in Ghazals
ZARA MUSKURAIYE TO SAHI *............................ HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
Zaif
Guest
«Reply #16 on: March 19, 2014, 01:11:20 AM »
Reply with quote
Waah waah !
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #17 on: March 19, 2014, 01:30:41 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaah Hasan sahab... bahut bahut khoooooob.. Usual Smile Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
shukria touhid saheb.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: March 19, 2014, 09:14:33 AM »
Reply with quote
Amit ji,houslaafzai k liye shukria
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #19 on: March 19, 2014, 12:04:21 PM »
Reply with quote
SAINIJI BAHUT. BAHUT SHUKRIA
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #20 on: March 19, 2014, 06:06:13 PM »
Reply with quote
Mohtaram F.H.Siddiqui saheb,
                         bahut hi umda ghazal kahi hai, wah waaaaaaaah
Janab Mahzar saheb , Housla afzai ke liye bahut shukrguzar hoon.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #21 on: March 19, 2014, 10:11:02 PM »
Reply with quote
Laaiba ji . thanks a lot.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #22 on: March 20, 2014, 12:10:06 AM »
Reply with quote
Shukria premdeep ji.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #23 on: March 20, 2014, 04:03:45 AM »
Reply with quote
waah waah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah, Hasan sir, khoobsoorat behr meN behad khoobsoorat ghazal.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #24 on: March 20, 2014, 12:44:51 PM »
Reply with quote
Aadaab Sir
Bahut umda ashaar hain..eik se badhkar eik
jaise holi ki masti ka suroor ho ghazal men

kya kahne

HameiN bhi ijaazat Gham-e-Zindagaani
Zara muskuraane ko jee chaahta hai

Kabhi saath mil kar Jo gaaye thhe humnay
Wahi geet gaane ko jee chaahta hai

' Hasan ' chhod kar NafratoN ka jahaaN abb
KaheeN duur jaane ko jee chaahta haik.
 
BAHUT BAHUT SHUKRIA CHIRAGH SAHEB , BAHUT  DUAAEIN .
Logged
Zaif
Guest
«Reply #25 on: March 20, 2014, 04:31:00 PM »
Reply with quote
Kya baat h. Waah !
Logged
sbechain
Guest
«Reply #26 on: March 20, 2014, 07:31:03 PM »
Reply with quote

Tere paas  aane ko jee chaahta hai
Gale se lagaane ko jee chaahta hai
main gulaab nahin kaanta hoon chhubh jaaon gi Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Teri Zulf ki thandi chhaoN meiN aa kar
KaheeN phir na jaane ko jee chaahta hai
mera dimaag garm hai lehazaa zulf bhi garm hi rahti hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Tadap Tere Deedar ki badh rahi hai
Ki Ghoonghat uthhaane ko jee chaahta hai
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard lo, ye munh aur masoor ki daal
Khudara Zara Deir ko rooth jaao
TumheiN phir manaane ko jee chaahta hai
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardkya bhai,aaj-kal zayaad hi fursat mein maaloom dete ho
HameiN bhi ijaazat Gham-e-Zindagaani
Zara muskuraane ko jee chaahta hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower
Kabhi saath mil kar Jo gaaye thhe humnay
Wahi geet gaane ko jee chaahta hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
' Hasan ' chhod kar NafratoN ka jahaaN abb
KaheeN duur jaane ko jee chaahta haik.  
 

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

fazal sahab ek rau le kar jaao icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #27 on: March 20, 2014, 10:27:05 PM »
Reply with quote
Jee chahta hai bar bar paduN Ise,,,,,,,,,,,,
Bahut Khoob likha hai

Yeh bus aap ki mohabbat , aur khuloos hai . Bahut bahut shukria, duaaein.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: March 21, 2014, 02:09:45 AM »
Reply with quote
Khudara Zara Deir ko rooth jaao
TumheiN phir manaane ko jee chaahta hai

HameiN bhi ijaazat Gham-e-Zindagaani
Zara muskuraane ko jee chaahta hai

' Hasan ' chhod kar NafratoN ka jahaaN abb
KaheeN duur jaane ko jee chaahta haik.   

bohut hi khoobsurat ghazal pesh ki hai
Hasan sahab aapne ,, beautiful and very romantic.

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Sahel saheb zarranawazi k liye bht bht shukria
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #29 on: March 21, 2014, 10:34:05 PM »
Reply with quote
waah waah.......
Miraj ji , thankssss
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:40:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.166 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer