ZINDAGI NAHIN HUMEIN TUM SE PYAARI

by redwhitegang on June 23, 2006, 06:56:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1371 times)
redwhitegang
Guest
Reply with quote
ZINDAGI NAHIN HUMEIN TUM  SE PYAARI,
TUM  PE HAAZIR HAI JAAN HAMAARI,
AANKHON MEIN HAMAARI AANSOON HAI TOH KYA,
PHIR BHI CHAHU HAR WAQT KHUSHI TUMHAARI
JAAN SE BHI PYAARI HAI MUSKAAN TUMHAARI !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Humein har pal zindagi by boskey jaff in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aansoo bahaane nahin aate humein ...!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
TUMHAARE DIL PE HUMEIN IKHTIYAAR HAI K NAHIN by waquif ansari in Ghazals
ranjana
Guest
«Reply #1 on: June 23, 2006, 07:31:08 PM »
Reply with quote
gud sshhsshhs.........shahid............

meri muskaan per na tum yun jaao
itne kareeb ab hamare na aao
kahi mera rup na kar de tum per jadu
yun hum per apana dil na  lutaao
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2006, 01:18:53 AM »
Reply with quote
good one RWG, aur nice rply ranjana...

Kash hamari chahat aapki mohabbat ho jate,
aapki hasi ko apne hoton se muskura lete,
aapki ashqon ko apni aankhon se gira dete,
aapki bechainiyon ko apne dil main basa lete,
is mohabbat ki haseen tohfe ko,
hum is tarah bhi nibha lete.
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2006, 06:34:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
gud sshhsshhs.........shahid............

meri muskaan per na tum yun jaao
itne kareeb ab hamare na aao
kahi mera rup na kar de tum per jadu
yun hum per apana dil na  lutaao

kii sundor likhecho tumi Ranz-na ki bolbo! :D

Teri muskan par to ham marteii hein
Par ham ko fikr hein teri nam aankhon ki
Pas to rehna hii hein hamme sarii jindagii
Par ham ko fikhr hein tujh se durr jane kii
Ham sochte nahii kitna lutaeyen dil tumpe
Bas fikr hein iski tut jaane kii........
Teri rup ka jaadu mein ham masgul to hein
Par RANZ-NA rehtii mere dil mein
Jo tu keh de tii ,meri jindagii hein tujh par mit jaane kii
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2006, 06:35:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
good one RWG, aur nice rply ranjana...

Kash hamari chahat aapki mohabbat ho jate,
aapki hasi ko apne hoton se muskura lete,
aapki ashqon ko apni aankhon se gira dete,
aapki bechainiyon ko apne dil main basa lete,
is mohabbat ki haseen tohfe ko,
hum is tarah bhi nibha lete.

Shukriya mrkotians ji!!!!!!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2006, 07:21:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "redwhitegang"
Quote from: "ranjana"
gud sshhsshhs.........shahid............

meri muskaan per na tum yun jaao
itne kareeb ab hamare na aao
kahi mera rup na kar de tum per jadu
yun hum per apana dil na  lutaao

kii sundor likhecho tumi Ranz-na ki bolbo! :D

Teri muskan par to ham marteii hein
Par ham ko fikr hein teri nam aankhon ki
Pas to rehna hii hein hamme sarii jindagii
Par ham ko fikhr hein tujh se durr jane kii
Ham sochte nahii kitna lutaeyen dil tumpe
Bas fikr hein iski tut jaane kii........
Teri rup ka jaadu mein ham masgul to hein
Par RANZ-NA rehtii mere dil mein
Jo tu keh de tii ,meri jindagii hein tujh par mit jaane kii

bahut khub.................SSSSHAHID........

kuch rishte dil se dil  ke jud jaate hain
jo bas jaate hain dil mein woh fir dur kahan ho paate hain
pyaar dena ,pyaar lena hi hai jindagi
yeh pyaar ke lafaz hi toh dil ko lubhate hain.
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2006, 07:46:08 AM »

Ham lafzo mein yakin nahi rakh tein
Nahi kuch lene mein rakhte hein
Ham to aankhon se baat kartein hein
Aur sirf dil dene me hii yakin kartein hein
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2006, 08:09:01 AM »
Reply with quote
oh god .......aap toh kamal karte hain....... :lol:

aap nazaro se dil chuarate hain
hum aapse milne se ghabarte hain
kahi chin na jaaye qarar mera
aap toh aankho se baate banaate hain
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2006, 08:29:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
oh god .......aap toh kamal karte hain....... :lol:

aap nazaro se dil chuarate hain
hum aapse milne se ghabarte hain
kahi chin na jaaye qarar mera
aap toh aankho se baate banaate hain

Hamse nazar na churao tum waise bhi ham chah jayenge
Batein nahi banate hein hap wo to lafzo ka ter hein,dil me war karta hein
Ham se milti rahongii to dekhna jindagii me bahar aayenga
Aur qarar nahi jayenga tumhar,par hapmer jaroor pyar aayenga
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:36:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer