Daredevil
Guest
|
«Reply #15 on: October 25, 2008, 11:15:12 AM » |
|
Aankhen jab bhi band ki,ek chehra roshan hota paaya, Tumko jab jab dekha.. mujhe bas Khuda yaad aaya..
Dil ki dhadakti gahraiyon se jaise yeh ahsaas ubhar kar aaya, Tumko jab jab dekha.. mujhe bas Khuda yaad aaya..
Haath ki saari lakiron se bas tumhara naam banta paaya, Tumko jab jab dekha.. mujhe bas Khuda yaad aaya...
Hothon ki muskanon ki wajahon mein bas tumko paaya, Tumko jab jab dekha.. mujhe bas Khuda yaad aaya..
Zindagi ki har rah ko tum tak khatam hote paaya, Tumko jab jab dekha.. mujhe bas Khuda yaad aaya...
Tum par likhi har ghazal ko ek ibaadat bante paaya..kyonki.. Tumko jab jab dekha.. mujhe bas Khuda yaad aaya.....
NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Daredevil
Guest
|
|
«Reply #16 on: October 25, 2008, 11:15:25 AM » |
|
Tanhayi hai pyar mein
Barbadi hai pyar mein
Aasoo hai pyar mein
Bebasi hai pyar mein
Ghum hai pyar mein
Haar hai pyar mein
Hume sab pata hai
Magar kya kare ..
Hum bhi hai pyar mein.
NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #17 on: October 25, 2008, 11:22:59 AM » |
|
Very nice Rishi nice sharing...
Pyaar ke gham mein mithas kyun hai Woh jalte hai aur phir bhi hanste kyun hai Zamane se dekh rahi muhabbat ki ruswai Iss aag mein kitni muhabbat-e-jaan kyun hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Daredevil
Guest
|
|
«Reply #18 on: October 25, 2008, 11:23:52 AM » |
|
pehle to her dawa ka asar mujh pe the magar bakhsha jo too ne zakham vo nasoor ho gaya
main dhoondne nikloon bhi to kis simt mai nikloon taqdeer ko rothe to zamana guzar gaya
pehle to us ke naam se vehshat si thee tujhe Rishi jo teri ghazlon ka unwaan ho gaya
NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Daredevil
Guest
|
|
«Reply #19 on: October 25, 2008, 11:24:52 AM » |
|
Mili najar jabse dil apna bas main hai kahan bhatakte rahe ham unki talash main yahan vahan khoya kuch to hai hamne..... kyun maan lag nahi rahi hai kahan?? manzil ko dhund rahe the hum hiran ki tarah yahan vahan woh pass hi to hain... fir hum kya talash te rahe kahan kahan.
NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #20 on: October 25, 2008, 12:48:17 PM » |
|
teri mohabbat ke zazbaat mein pighal gaye yaara.... mere dil ke kaagaz pe sirf naam hai tumhara... ek waqt aisa laga ki sahil se door ho gaye hum..... magar meri doobti kashti ko mila aapka sahara....
NM
Agar pighal jaoge to paani ki tarah bah jaoge Dil ka kagaz bhig jayega aur naam mit jayega Ab waqt hi batayega ki hai kitna door kinara May khud ddob raha hoon tumhe kya doonga sahara
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #21 on: October 25, 2008, 12:52:10 PM » |
|
Mili najar jabse dil apna bas main hai kahan bhatakte rahe ham unki talash main yahan vahan khoya kuch to hai hamne..... kyun maan lag nahi rahi hai kahan?? manzil ko dhund rahe the hum hiran ki tarah yahan vahan woh pass hi to hain... fir hum kya talash te rahe kahan kahan.
NM
Tumhe bharam ho gaya hai Shayad koi sapna dekhe ho Jaldi apni ankhen dho dalo Apne ko wastivikta mein dhalo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #22 on: October 25, 2008, 12:59:05 PM » |
|
Agar pighal jaoge to paani ki tarah bah jaoge Dil ka kagaz bhig jayega aur naam mit jayega Ab waqt hi batayega ki hai kitna door kinara May khud ddob raha hoon tumhe kya doonga sahara
Very nice lines Rajesh ji...
jinke pyaar ke liye taraste the hum aaj woh begano se mil gaye hai kamoshi se rahe jaate agar woh na aaye hote Tanha zindagi ke pather chun lete
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #23 on: October 25, 2008, 01:06:58 PM » |
|
Thanx for compliments Honeyrose Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #25 on: October 25, 2008, 01:48:02 PM » |
|
nice sharing rishii ji and Diya
nice work Honey and Rajesh ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #26 on: October 25, 2008, 01:51:45 PM » |
|
Thanks Rajesh ji
Thanks Diya nice lines dear..
Thanks Pooja dear..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #27 on: October 25, 2008, 05:02:08 PM » |
|
great writing...piece with depth of rememberance unshown...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #28 on: October 26, 2008, 02:10:13 AM » |
|
Thanks Diya Ji
Thanks Puja Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tanha(Saurabh)
Guest
|
|
«Reply #29 on: October 26, 2008, 02:41:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|